Chart main kitne resistance point hoty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart main kitne resistance point hoty hain
    Chart jo hum open karty hain kisi bhi time frame main us main kitni jgah per or kitne resiatance point hoty hain kia inko hum chart main up sude place karty hain ya down side place karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

    kasy hay sb loog umeed ha khyt sa o gay aur sb thk o gay aur forex orex trading main kisi bi pair main hum log jab support level ya resistance level find karty han to 3 3 level hoty han support or resistance level agr 3 level bi cross ho jay to means k ab market apna trend change kar rehe ha is ley humy phr usi hessab sy trading karni chae ha ta k humy loss na ho or ziada profit hasil ho
    • #3 Collapse

      Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

      Ji haan apny acha sawal pucha hai is hamari learnong hogi r knowledge main izafa bhi hoga r is sy haam achi trade bhi kar sakaon gy r trade ko samjh bhi sakain gy mere khayal main ek support hota hai r ek resistence bs ek ek he hoty hain zada hain tu wo ni daikhy kabhi baqi haam in sy achi trade samjh k zaroor kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
        Chart jo hum open karty hain kisi bhi time frame main us main kitni jgah per or kitne resiatance point hoty hain kia inko hum chart main up sude place karty hain ya down side place karty hain
        Har chart main resistance level or support level hoty han jtny resistance level hon gy utny he support level hon gy is ley hum jahan resistance level find karny gy to auto pe wahan he humara support level bi find ho ga is ley humy donu ko sath sath dakhena chae ha
        • #5 Collapse

          Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

          hamy support or resistance ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main tading karni chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ahm is main out off cost account bana akr be kam kr sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain ham isy apan life time prfoessianl be bana sakty hain yai aik world wde business hain
          • #6 Collapse

            Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

            Mere dost Jab Ham Forex Mein kaam karte hain to different types ke charts Hamen dekhne ko milati Hain inmein Jo Jyada use hota hai vah hi candlestick chart To Hamen chahie ki Jab Ham Forex Mein kam kar rahe ho to candlestick chart ko use Karen usko use karne se easily trading ki Ja sakti hai candles ko samajh Na Hota Hai Mere Dost different charts made different resistance. Hote Hain Ki aapko find karna hota hai ki kaun sa resistance. Hai aur kaun sa sport. Hai Kyunki Forex Koi Aasan Kam Nahin Hai Mere Dost ismein mehnat karna hoti hai aur analyses karna Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

              Forex trading ma market ma trade lagany sa phly ham market ko watch karty han aur analyisis karty han jab ham chart banaty han to chat ma ham jitny be up aur down candles ja rahi hoti han un ma hamin utny he resistance creat karny hoty han.
              • #8 Collapse

                Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

                forex trading ki market k chart ko jab ham daikhain to us main 3 level k resistance hotay hain Major Resistance phir aata hay Minor Resistance and then 3rd one hota hay Falling prices usi tarha hain Support k bhi 3 level Major Support phir Rising Prices and 3rd one hota hay Minor Support jab ham trading kartay hain to in level ko achi tarha say observe kar k hi trade open and close ki jati hay tabhi profit acha earn ho sakta hay
                If you work hard no body can stop you from success
                • #9 Collapse

                  Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

                  dear depend karta Hai Jis currency per yah jiski Jis per aap trade kar rahe hain uska chat aap dekhkar yah Nazar laga sakte hain ki ismein kitne sport yah resistance points maujud hai aapko ismein achha kam karne ke liye Hamesha mehnat se kam karna hota hai aur forex mein support and resistance se aapko ismein analysis karne mein madad milati hai isliye aap achcha kam
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Chart main kitne resistance point hoty hain

                    bohat he acha sawal keya hai apne main apko btana chahta hoon k ek chart main total 3 resistance point hoty hain jo k market jahaan per chal rahi hoti hai uske uper side per hoty hain or resistance woh point hoty hain jahaan in per market ko judge keya jata hai k yeh in points se takra kar wapsi ki traf ati hai jis per hum apni trades ko open ya close karty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X