Dear members, trade start karny say pehly plannig bahut necessary hay,hamain ye bhi daikhna hota hay, keh hamara account balance kitna hay, or hum is trade main kahan tak loss ko face kar sakty hain, or kitni money lose kar sakty hain, q keh trade main profit say ziada zaroiri hay keh loss say bacha jaye. or ye tab he possible hay jab hum apny account balance ko trade start karny say pehly evaluate karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим