no prfit is btter then loss ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    no prfit is btter then loss ???
    kiya ap isd bat sey agree kerty hein keh hamry loiyu prfit na hona best hy loss hony sey qk jab hum prfit k liuy trade lgaty hein to hamin loss ko face kerna pereta hy or ajkl to wesy hi market kaafiu upo set hy yaNI k jab loss hota to hamin bouns or prfit k zareey recover kerna perta hy to hum savb ko chaiy keh hum prfit na krein fill hal is waqt bouns account ko increase krein takhe baad mein easily prfit earn ker sakin


    evry one my requestd you give me thanks on this post:1f613:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: no prfit is btter then loss ???

    No profit is better than last and you are absolutely right I am totally agree with you or aapane bilkul theek kaha ki agar aapke pass koi profit nahin hai agar aap trading nahin Kare to save kar rahe hain to bahut hi achcha hai lekin agar aap loss kar rahe hain apna kaun wash kar rahe hain to iska matlab aap trading mein Na to experience trader hai na aapke pass kitni abilities hai ki aap acche se acche trader Ban sake bahut hi pareshani aur main aapki vajah se bahut hi pareshan hun kyunki main apni trading open karke hamesha apne account to wash Kiya ya nahin kiya hai aapki hogi.
    • #3 Collapse

      Re: no prfit is btter then loss ???

      Hamen nuksan Se Bachana Hoga Hamen Achcha experience Hasil Karke Forex Mein kam karna hoga Fir Bhi Ham Kaisa Kumar Sakenge Forex 1 online business hai Ham ghar mein baith Kiska kam kar sakte hain kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham mehnat Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi for international business
      • #4 Collapse

        Re: no prfit is btter then loss ???

        hamain is k bary main practice karni ho gi aur proit hasil kar k hi hum achy say trade kar skaty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karnai ho gi aur hamain is foruum main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn karny main bi asnai ho saky gi aur hamain market main b i greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay
        • #5 Collapse

          Re: no prfit is btter then loss ???

          hamy apni galtio or emotion ko qaboo makin rakh kar is main mehant sy kam akrn chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil krky apni zarorto ko pora akr sakty hai ham is main apni marz sy time table bana akari s main part time be kam akr sakty hain or ham is main full time be kam akr sajty han yai akbe be band na hony weala aik best business ahin
          • #6 Collapse

            Re: no prfit is btter then loss ???

            Ji han aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading mein agar aap Koi profit Hasil Nahin Karte to ismein Jyada Ishu Nahin Hai Lekin Jab aap loss Karte Hain To yah aapke liye Ishwar ki baat hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne kam mein Main is Baat Ko mind Mein rakhen ki Hamen profit se Milta Hai loss na Hona Kyunki Agar Hamara account Se Hai To Ham Kisi bhi time trading Karke profit Le sakte hain lekin Agar loss hota hai to usko recover karne ke bad hi Ham profit Le sakte hain Jo Ek Lamba proceder ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: no prfit is btter then loss ???

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss se behtr account ko safe rakha jay ya kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen lekin bara loss recover karna mushkil ho jata hey ya account wash ho jay tu phir trading stop ho jati hey iss liay apnay account ko safe rakhnay ki koshish karen
              • #8 Collapse

                Re: no prfit is btter then loss ???

                Ge ha forex member agrr kisi tread ler profit hasil na ho air is per loss be na ho ye bhut behter he hume acha treading ke lya mehnet ke sat analysis karna chaya aur acha profit hasil karne ka koshish karna chaya
                • #9 Collapse

                  Re: no prfit is btter then loss ???

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheema پيغام ديکھيے
                  kiya ap isd bat sey agree kerty hein keh hamry loiyu prfit na hona best hy loss hony sey qk jab hum prfit k liuy trade lgaty hein to hamin loss ko face kerna pereta hy or ajkl to wesy hi market kaafiu upo set hy yaNI k jab loss hota to hamin bouns or prfit k zareey recover kerna perta hy to hum savb ko chaiy keh hum prfit na krein fill hal is waqt bouns account ko increase krein takhe baad mein easily prfit earn ker sakin


                  evry one my requestd you give me thanks on this post:1f613:
                  g dear brother apki baat bilkul theak ha jb hum kei trade lagaty han tu us ma agr hum ko profit ni ho rha tu kei bat ni hum usko loss sa bacha lain ty ya b bht bri baat ha. likn ager loss ho jye ga tu is ka bht c batin esi ho jati han jo hamari trading ko heart kr skhti han maslan stress ho sakhta ha ghalt faisla la sakhty han is sa tang ah k tradding chor sakhty han
                  • #10 Collapse

                    Re: no prfit is btter then loss ???

                    Ji yah Baat bilkul theek hai aapko chahie ki loss karne ki bajaye profit na mile trade lagakar dekh le Agar aapko lagta hai ki usmein aapko profit Nahin aaega to trade na lagaen
                    • #11 Collapse

                      Re: no prfit is btter then loss ???

                      baat hai aapki no profit is better than last To hamen chahie ki ham log money management course jyada preference de ke Agar hamen profit nahin ho raha To hamen Khud ko last se bhi to bachana chahie na Agar hamen Las ho raha hai profit nahin ho raha hai yah bhi probably hamare liye galat baat hai yah sari chijen Agar Ham mind mein rakhenge tabhi Ham Khud ko achcha aur successful trader banaa sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: no prfit is btter then loss ???

                        Aj k din ki khoobsort tareen thread hyvyeh, bilkul dear friend sahi kaha ap ny, junior members aksar ratun rat ameer hony k chakar meun bina sekhy trading start kar lety hain, technical knowledge bilkul nhi hota, aur nuqsan krwa bethty hain investment ka, behtar hy thora hosla kar lia jaye kam ko sekh liya jaye r phr jasy dil chahy kam karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: no prfit is btter then loss ???

                          g han agar humay profit nhi ho rha hy to humay praishan nhi hona chhaiyay q keh loss say better yhi hy keh hum apnay bonus ko he safe rukhay or is waqt kam kuray jub hum is main dakhay keh market ki movement shi hy tub humay trade kurni chahiyay or trade kur kay acha profit he gain kurna chahiyay jub hum os trah kam kuray gay tub he hum is main kamyab ho sakay gay
                          • #14 Collapse

                            Re: no prfit is btter then loss ???

                            Jo value profit ki Hoti Hai vah loss ki kabhi bhi nahin ho sakti hai yah Baat galat hai ki loss ki value profit Se Jyada Hoti Hai Logon se Ham learn kar sakte hain lekin profit hone per bhi Ham learning Bhi Karte Hain aur Hamen profit bhi Hota Hai Aisi Baat Na Kiya Karen Jo theek Na Ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: no prfit is btter then loss ???

                              yes you are absolutely right dear ap nay theek bola hay agar ap ye chahtay hen kay apko loss bhi na ho aur kuch profit bhi mil jaye to hamesha lot size kam use karen aur koshish yehe karni chaye kay agar koi apko signals provide kar raha hay to pehlay demo account pay signals ko chek kar kay real pay trade lagain kyn kay jo siginals providers hotay hen wo just pesa lenay ki khatir sab kar rahay hoty hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X