Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay
    Dear forum members main app sy aek sawal pochna chahta hon jo k bahut hi eham hay wo ye hay k forex trading mein loss zyada hay jab k profit kam hay is ki kya waja hay halan k bahut expert traders bhe loss kar jaty hain forex trading mein. Loss ko kesy kam kiya ja sakta hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

    Forex forex mai risk ly ke munafa Kama sakte hain Hamen Achcha experience Hasil Karke market Mein kaam karna free Forex 1 online business hai Ham ghar mein baithkar ka kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Agar Ham Forex main lalchi Bankar kam Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega unique business hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

      Dear apki post to read ki pr mujhe iss bry ma experience ni h abhi pr aik andzy k mtabik ye ap k Trade krny wali amount pr depend krta h jitni amount ap trade pe lago ge uss hisab se ap ko loss aur profit mily ga:1f636:
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

        loss or profit business ka aik hisa hain hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zaroto ko pora kar sakty hain ham is main bager pasio ky accouint bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain yai aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

          Ge dear ap theek keh rahay hen aiski waja ye hay kay jab trade profit men jati hay to traders cut kar detay hen aur jab loss men hoti hay to tradres loss kay wapas aanay ka wait kartay hen aur itnay men trade bahot zeada loss men chali jati hay aur majboran loss men he cut karna parti hay to ais waja sy profit ki nisbat loss ki ratio zeada hay agar ham nay loss sy bachna hay to hardwork karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

            forex trading main loss ko kam say kam karnay k liay hamain bohat mehnat karni parti hay and knowledge gain kar k achi tarha say demo account pay practice kar k apni trading ko live market k qabil banaya jata hay loss hona koi bari bat nai hay expert traders ko bhi loss hota hay kyun market ki kuch yakdam unexpected movements ho jati hain jin ki waja say loss ho jata hay and even account bhi wash ho jatay hain laikan agar hum us loss ko recover karnay ki qabliyat rakhtay hain to tab ham khuid ko kamyaab trader keh saktay hain es k liay hamain mehnat ki zarurat hay jab trade open karain to Stop Loss lazmi lagain kisi 1 point pay jahan aap ki planning k mutabiq lagana chahiay tab ham loss ko overcome kar saktay hain
            If you work hard no body can stop you from success
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
              Dear forum members main app sy aek sawal pochna chahta hon jo k bahut hi eham hay wo ye hay k forex trading mein loss zyada hay jab k profit kam hay is ki kya waja hay halan k bahut expert traders bhe loss kar jaty hain forex trading mein. Loss ko kesy kam kiya ja sakta hay
              Forex trading my profit ke Bajaye loss hona Jaan Se Jyada Hai is Businessman nuksan Jyada hota hai aur profit thoda hota hai Kyunki Hamen kam karne ke liye bahut sari chijon ko dekhna hota hai aur FIR Ham kam kar sakte hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
                Dear forum members main app sy aek sawal pochna chahta hon jo k bahut hi eham hay wo ye hay k forex trading mein loss zyada hay jab k profit kam hay is ki kya waja hay halan k bahut expert traders bhe loss kar jaty hain forex trading mein. Loss ko kesy kam kiya ja sakta hay
                ni bhai ya apki baat theak ni ha ya baat ni k loss ki ration zyda ha or profit ki ration ha. equal chance ha profit ka b or loss ka b. just bat ya ha k jb seniors members loss kr jaty han uski reason ya h k ya markit trends kisi wqt unexpected b ho jaty han is liye loss ho jata ha pr profit or loss ki ration same ha zyda b ho sakhta ha profit loss sa
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                  Forex mein trading aur yaha pe hony wala loss aur profit ye donu chezen depend krti hyn apky experience pe aur apki mehnaat pe jitna zyada experience ho ga etni hi achi ap traxelagaen gy aur ap profit bhi hasil karen gy ye chezecix nhe hy kam ya zyada hoti rahti hy lehaza continues mehnat
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                    Dear frend ye bat biklu theek hai k forex mai profit ki rating loss sy kam hai jis ki aik bhari waja ye hai k hmy forex ko join to karty hai laken os ki learning zaruri nai samjhty hmy ye lgta hai k ye aik jadu hai k jesy he hm join kary gy hmy dollar ana start ho jaye gy bilky aisa nai hai jab tak hm es ki proper treaning nai kary gy tab tak hm forex mai kabi b kamyab nai ho sakty.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                      bohat he achaa sawal ha ager hum koo forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko lot of hard work or apna experience ko use karnaa hoga to per hum ko achi profit ho saktee ha laken ager hum es taraa nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga es leya ager hamara pass experience ha to per hum profit gain kar saktaa hay..................
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                        Forex trading main achcha trader vahi hai jo profit ki ratio Apne balance ke mutabik rakhta Hai to Hamen chahie ke Ham Jo beet rate Karen take profit of Las ke sath Karen aur achi trade-in tarde ka vate Karen jisse hamara stop last kam ho aur profit achcha Agar Ham jaldbaji mein trade karenge to Hamen Las ho sakta hai Hamen chahie ki Ham Forex trading mein money management se kam Karen aur trade karne se pahle Apne analysis Karen aur koshish karen trendmarket ki favour mein trade karne ki aur support and resistance ke breakout se Hamen acchi trade milati hai aur ham achcha benefit cancel kar sakte hain Agar Ham apni trade ka vate Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                          Dear friend Forex 1 online business aajkal profit ki ki ratio loss ki ratio se se kam hai Forex trading Mein Hamen mehnat ke sath aur knowledge ke sath kam karna chahie experience ke sath red open Karni chahie tabhi Ham Achcha profit increase kar Sakenge aur apne account ko loss se bacha Sakenge all world mein famous business ethics main Hamesha Dard Jyada mehnat aur knowledge ke sath kam karne chahie acchi learning ke sath kam karna chahie tabhi Ham acchi earning bhi kar Sakenge aur successful trader bhi ban Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                            Main aapki is Baat se agri nahin karti ke Forex trading Mein profit ki ratio loss ki ratio se bahut kam hai Forex trading Mein profit experience aur Knowledge se Milta Hai Agar hamare pass Forex ka Achcha experience Hoga To Ham Forex trading se bahut acchi earning kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein profit ki ratio loss ki nisbat kam hay

                              Forex trading mein achcha trader vahi hai jo loss kam profit jyada pasand karta hai agar Ham achcha trader banna chahte hain aur Forex trading Se achcha profit cancel karna chahte hain to Hamen jyada mehnat karna padegi Forex trading ko time Dena hoga jitni jyada Ham aur working ke sath Forex trading per kam karenge hamara experience achcha hoga Aur ram Forex trading mein acchi trade karke apne liye daily profit cancel kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X