Be present and fresh mind in forex ......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be present and fresh mind in forex ......
    Assalaam o alaikum liyaa haal hay sab log kese hain mere experience ka mutabik forex forum main kaam kay liay insaan ko fresh mind hona zaroori hay hamra demagh fresh oar tazaa dam ho tab ham trading karain kun kay trading kay liay bilkul mind fresh zaroori hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Be present and fresh mind in forex ......

    ji aapane bilkul theek kaha forex trading main aapko freshman hona chahie aur uske sath jo aapki pasand Seva bahut lajmi hai kisi bhi field mein ya kisi bhi profession mein agar aap fresh minded hai aur aap presently kam kar rahe hain to aapke liye koi chhu nahin hoga agar aap vahan roughly kam kar rahe hain aur apne aap ko kaise chief engineer nahin samajh Rahe yah chief maintenance supervisor to aap kaise forex trading mein kamyab ho sakte hain trading mein vahi log kam yahan Hain Jo har waqt present rahte hain mentally aur freshman ke sath for excellent performance perfect hoti hae mein.
    • #3 Collapse

      Re: Be present and fresh mind in forex ......

      Hamen fresh mind Hoke Sawar ke sath Forex mein mehnat se kam karna chahie Fir Bhi Ham Paisa Kama Sakenge Forex 1 online business hai Ham ghar mein baithkar ka kam kar sakte hain Ham ismein 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar kam kar sakte hain Ham struggle Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi Forex Ek business Hai Isko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai
      • #4 Collapse

        Re: Be present and fresh mind in forex ......

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Thunder01 پيغام ديکھيے
        Assalaam o alaikum liyaa haal hay sab log kese hain mere experience ka mutabik forex forum main kaam kay liay insaan ko fresh mind hona zaroori hay hamra demagh fresh oar tazaa dam ho tab ham trading karain kun kay trading kay liay bilkul mind fresh zaroori hay
        ji aapane bilkul sahi farmaya hamen apne zehan ko fresh rakhna chahie Taki agar hamara account phns jata hai to hamen main panic hone ki jarurat nahin Bal ke aaram skoon se market ko analyse Karen aur uske bad money management ke sath market mein inter Ho agar hamara sl hit hota hai to ghabrane ki jarurat nahin kyunki aur bhi bahut jyada opportunity hamen mil jayegi
        • #5 Collapse

          Re: Be present and fresh mind in forex ......

          hamain fresh mind main rakh k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main practce kar k i hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main earning karni ho gi aur hamain mind ko fresh akrna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain information achi ho gi aur hamain is k bary main practice kar k hi hum achi trad ekar k hih um loss say bach sakty hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Be present and fresh mind in forex ......

            dear g han ap ki bat correct hay ismain ham ko chye k ham is main jis time main bhi kam ko kia karein mind ko fres kr k he karnay ki try kia karein agar ham is main aisa karnay ki try karaty raha karein gye to bad main ja ker k he ham kamyb ho saktay hein is main ham ko enat k sat apnay kam ko last tak jaery rakhay rahna ho g is main any k bad main .
            • #7 Collapse

              Re: Be present and fresh mind in forex ......

              bilkul dear forex trading main aapko kam karne ke liye Hamesha fresh and relax mind hokar kam karna Hota Hai Jab aap forex main fresh and relax mind hokar kam karte Hain to aap ismein acche decision Le sakte hain aur time par achcha profit lene ke liye aap best entry Le sakte hain aur aap forex trading mein Hamesha free mind hokar kam karenge to aapko forex trading mein bahut accha profit ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Be present and fresh mind in forex ......

                good point of view dear brother sahee basat ki hy apny lehza hamin chaiy keh hum jab bhi kaam krein khud ko fdresh feel krein or mery khyal mein ager hum morning time work ker lin to zeeda best rahy gaa qjk us wqat mind per koi bhi burden nahee hota dinko mind fresh nahee hota or night mein free feel kerna chaiy hamin chaiy keh hum ik time table fix krein kaam kerny k liuy qwk ager hum esa nahee krein gy to choti bhut mistkes hoti rahin gi hum sey
                • #9 Collapse

                  Re: Be present and fresh mind in forex ......

                  g han humay is main fresh mind say kam kurna chahiyay or humay is main fresh mind say kam kurnay kay sath sath is main present ho kur kam kurna chahiyay jub hum is main present ho kur kam kurtay hain or humara sara focus apnay kam pay hota hy to hum apnay kam ko achay treeqay say kur patay hain or is say hum achi success bhi gain kur saktay hain is lyay kamyab honauy kay liyay fresh mind kay sath sath present ho kur he kam kurna chahiyay
                  • #10 Collapse

                    Re: Be present and fresh mind in forex ......

                    apnat thk hai k jasy he ham trade open nkertay hain to u kaily hamen chye k ham mhnat krain aor mhnt ker hamen chye k ham jo jo cheezen ya phir trade marekte main aser andaz ho sakti hai to us kaily hamen chye k ham sary wo factors chk krain phir ja ker ham koi bhi trade open kernay ka faisala krain ager ham is trah krain gay to hamry liiye ye mumkin ho ga.ager hamry liiye ye mumkin hai to ham is main say kafi acha faida utha saken wrna hamen loss kerna pry ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Be present and fresh mind in forex ......

                      forex main humain es main boht frish mind ho kar humain es main kam karna ho ga to he humes main kam kar skty hain hum es main part time be kam kar skty hain hum es main full time be kam kar skty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain hum es main live tyading kary hain forex 1 boht bar business hainforex 1 on line business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Be present and fresh mind in forex ......

                        ge han dear agar app forex main acha kam karna chahty hain to hamain chahya kay hum forex main dil laga kar kakm karin gy to pher hum kamyabi hasil kar lain gay hamain forex main fresh mind ho kay trading karni ho ge pher he haum acha kam kar kay acha bonus hasil kar lain gay or acha profit hasil kar lain gay trading main
                        • #13 Collapse

                          Re: Be present and fresh mind in forex ......

                          Yes brother you are right jab be hum forex main kam kartay haain tu humain always hazir demagi aur fresh feek kar kay without any tension trading karni chaiye. Ta kay during trading hum wrong trade na lagain jis ki humain bilkul be information na ho aur loss hota rahy
                          • #14 Collapse

                            Re: Be present and fresh mind in forex ......

                            g han dear ap ki baat bilkul sahe hy pakistan forex min hamin online treeky sy kaam karty apnyy mind ko frsh rakhan zaroori hy kab hum apny mind ko fewsh rakhin hy active mind ho ka kaam kaien to forex min hamra kaam bhi acha hoga aur hum os ki quality ko bui acha kar sakty hain q k foex min hamin boness post ki miyaar ko dekhty hoy deiya jata hy jitni achi auality ki post hon gi otna hi hum firex min acha boness haial ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Be present and fresh mind in forex ......

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Thunder01 پيغام ديکھيے
                              Assalaam o alaikum liyaa haal hay sab log kese hain mere experience ka mutabik forex forum main kaam kay liay insaan ko fresh mind hona zaroori hay hamra demagh fresh oar tazaa dam ho tab ham trading karain kun kay trading kay liay bilkul mind fresh zaroori hay
                              jitna aap pareshan rahte hain is business mein kuchh Na aap isase achcha fayda utha sakte hain isliye hamen chahie ki Ham hamesha ismein koi bhi trade open karne se pahle fresh mind ke sath kam Karen aur ham aisa nahin karenge to Ham jarur ismein last karenge aur loss se bachne ka sabse behtar tarika yah hai ki market ko pahle study Karen aur uske bad usmein soch samajh ke sath open karen to jarur fayda hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X