had se ziada khud par aetmad lalach ko dawat deta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: had se ziada khud par aetmad lalach ko dawat deta hai

    Ji bilkul confidence Hona to chahie lekin Had Se Kabhi Bhi Jyada Nahin agar aap overconfidence Ho jaaoge To fir aapke Pass Jo lalach Hai vah Reh Le lega aur FIR aap Lal kiye bagair kabhi bhi Kam Nahin kar sakte ho isliye overconfidence kabhi bhi nahin Hona chahie aur aapko lalach kabhi bhi nahin Lena chahie Kyunki agar aap overconfidence ho gaye to uska matlab yahi hai ki aap ab toh koi risk loge ya laalach aur Vahi risk ya Lala aapko nuksan De jaega ....
    Visit My Profile
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: had se ziada khud par aetmad lalach ko dawat deta hai

      Asslam o alaikum.
      Khud aitmadi aik bohat achi quality hoti hai insan mai lakin jb insan over confident ho jata hai to lalachi b ho skta hai wo apny ap ko bht kch r dusro ko fr kch b nhi smjhta r yehi baat uski nakami ka sabab bn jati hai. Forex mai agr hm hr cheez ko level maintain kr k rakhain gy r kaam karain gy tb he hm kamyab ho sakain gy.
      • #18 Collapse

        Re: had se ziada khud par aetmad lalach ko dawat deta hai

        Dunia ke kisi bhi karobar me kamyab huny keliy humy sab se phely khud me etimaad peeda krna chaiya ke ye kaam hum kr skty hain aur is me kamyab bhi ban sakty hain. Jab hamary andr ye confidence ajay ga tuu hum har kaam kr ke usy kamyab bna skty hain. Same isi trah agar hum forex me kam krna chaty hain aur kamyab trader banna chaty hain tu apne andr confidence lana huga.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: had se ziada khud par aetmad lalach ko dawat deta hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
          jo log khud par had se ziada aetmad karte hain or over confidence mein a kar trading karte hain who log kabhi bhi forex trading ke business mein kamyyab nehi ho sakte hain kunke had se ziada khud par aetmad karna lalch ko dawat deta hai isley humen kabhi bhi over confidence nehi hona chahey
          Traders ka apni trading per confidence Hona Achcha hota hai lekin are overconfident hokar kam karna traders ke liye kabhi bhi achcha Nahin Hota agar traders Soch samajhkar kam karen to acchi trading kar sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X