Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen
    Ham jab Koi trade open karte Hain to usmein Ham profit ki limit set karte Hain hamen chahie ki ham always bhi pahle support and resistance ko good analyse kar liya Karen jab Ham support and resistance ke analyses kar lenge then Ham apni profit ki limit ko theek tarike se a set kar sakte hain hamen profit limit set karna hamare liye beneficial hota hai aur hamari trading bhi good ho sakti hai so hamen jarur apne profit ki limit ko set karna chahie then Ham success ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

    Walaikum assalam ya BA bahut outstanding tip Apne share ki hai ki Ham Logon profit ko adjust karne ke liye yah profit limit ko set karne ke liye support and resistance ko analyse karna chahie but ek chij ki aap Pareshan Karunga Agar Samne Jo apni position Hai Jis train family Hai Usi time frame Mein Hamen apni jo hai take profit ke liye support resistance ko find out karna hoga for example Agar Ham Apne Jo analysis ke liye H4 timeframe use kar rahe hain To Hamen H4 timeframe ke hi support in resistance Main Apne take profit aur Star Plus ko set karna hoga Baje Iske kya bigade time frame Mein Apna dekh profit adjust Karen usse aapko loss Hoga isliye small all time friend Nahin Apna take profit adjust kijiye
    • #3 Collapse

      Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

      profit ko mange kar k hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain is k bary main bi practice karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is forum main currncy ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum cahi trade kar k hi hum achy say trad ekarni ho gi aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi aur hamain loss km ho saky ga
      • #4 Collapse

        Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

        Forex trading mein support and resistance essay. Hai jinko analyse karna Hamari trading ke liye profitable hota hai Forex Mein Jab Ham trade Lagate Hain To Hamen Apna take profit set karne ke liye support and resistance ko dekhna Jaruri Hoga Kyunki yah market ki vah movement aur point. Hote hain jinko Dekhkar Ham Apne trading ke liye best solution se trading kar sakte hain jisse Hamen fayda mil sake
        • #5 Collapse

          Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

          ji han dost apne sahi kaha hamain forex busienssm main ki achi limit main hasil karne ke l;ye support our resistance line ko analyse karna hoga jab ham resistance our support ko analyse karne main kamyab ho jate hain to hamain zror trade profit de jati hai is lye har trading se releated cheez ko analyse karen.
          • #6 Collapse

            Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

            Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi Kaha Aur Main agri karta hun aapki baat se Kyunki Ham Jab Bhi Lagate Hain To Hamari koshish hoti hai ki vah Hamari trade profit hi Dekhe Ja Rahe isliye Hamen chahie take profit ko set Karen Taki Hamari jo jo bhi trade profit Mein ja rahi ho to vah use limit per jakar automatically close ho jaaye aur aap Hamen profit Dekhe Jaaye aur uske liye aapko Khud Se trade day close Nahin Karni padati balke automatically Jahan per aapane take profit set kiya jaaye ki hota hai vahan per jakar mat ekli Khadi close Ho Jaati Hai
            • #7 Collapse

              Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

              Profit kamane k liye hume is main support or resistance kp dekh k he is main trade laga skate hain or is main acha profit kama k is main success haisl kar sakte hain isliye hume is main achi trah sy analysis or news ko dekhte hue is amin kaam karna cahye.
              • #8 Collapse

                Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                hmy support or resistance ko achy sy samaj kar is mai analysis ko use kar ky is main trading karni chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy ksii be office jany ki zarort nahi hoti ham apny agr beth kar is main kam kr sakty hain yai aik aam job ki nisbt boaht hi acha business hain is main hamara koi boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                  Ham jab Koi trade open karte Hain to usmein Ham profit ki limit set karte Hain hamen chahie ki ham always bhi pahle support and resistance ko good analyse kar liya Karen jab Ham support and resistance ke analyses kar lenge then Ham apni profit ki limit ko theek tarike se a set kar sakte hain hamen profit limit set karna hamare liye beneficial hota hai aur hamari trading bhi good ho sakti hai so hamen jarur apne profit ki limit ko set karna chahie then Ham success ho sakte hain
                  munafa ki limit ko set karna hamare liye bahut jaruri hota hai agar munafa ki limit set nahin hogi to fir kamyabi nahin milegi isliye hamen manasa ki limit ko set karna chahie tab kamyab ho sakte hain jab Ham munafa ki limit set karte hain aur market hamari limit ko aakar touch karti hai to tab hamara manava safe ho jata hai aur ham kamyab Ho jaate Hain aur agar munafa ki limit set nahin hoti hai Hi to Ham kamyab nahin ho sakte hain isliye munafa ki limit kolaj MI set kar lena chahie
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                    earning kya bataega sote aapko apni earning qatargas bhi set karke working karni chahie usse saaf se aapko profit hasil karna chahie aur uske liye aap acchi tarah se aapko chahie kya hardworking Karen Taki aap jyada se jyada acchi tarah se hardworking karke acchi trading kar sake Forex mein successful ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                      G han dear jab forex trading mein koi trade open karty hain tu profit limit must set karyn aur profit ki limit set karny k liye zaroori hai k ap support aur resistance ko dekhyn aur diffrent indicators ki help se check karyn k market kahan tak ja sakti hai aur jo point select karyn udhr take profit laga dyn uska ye faida hoga k ap online na bhi hon tu market take profit ko tuch kary gi tu auto p close ho jaye gi aur profit auto p ap k account mein add ho jaye gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                        Yes brother, forex ma profit k lae market ki resistance or support ko zarur judge karna chahe, hamesa trade ma entery support or resistance k pass karni chahe, agr asy point py small lot k sath b trade ki jae to big profit mel sakta hai, forex ma but kam log he asi trade open kartyn hain, kiu k asy points bhot kam he meltyn hain, but profit asy points sy yaqeeni hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                          bilkul forex mein buhat hi zaroort hi zarori cheez hai ke ham ne agar is mein buhat hi kaam kiya lean kiya to ham ne kameyab hona hai ham ne mehnat se kaam karna hai learn karna hai acha earn karna hai agar ham ne mehnat se kaam kiya to ham kameyab ho sakte hain lekin sakht mehnat karni ho gi hmain demo pe aggar ham ne emotionless trading nahi ki to ham buhat loss karain ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                            Dear apne bhut achi bat ke hay munfa ke limit ko set kanra humre bhut zoure hota hay agar hum munfa ke limit set nai kary gy phir hum ko kamyabi haisl ni hu gy limit ko set kanra chley phir hum kamyab hu sakty hay phir hum achi earning hasil kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit limit set karne ke liye support and resistance ko analyse Karen

                              dear friend your support aur resistance tarike se trade Karta Hai best rahata Hai Jab market mein koi train bahut hi jyada Ek Taraf Munh Band Karke Apne resistance yah support ko Touch Karke ya FIR break Karke reverse aata hai use Waqt victory ka best time Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X