Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga
    Ham jab apna account create karte Hain to hamari koshish hoti hai ki Ham apne account per bag leverage ko use Karen taake Ham market mein bag trade open kar saken jab Ham big leverage ko use karte hain aur hamari kisi trade mein loss hota hai to hamara loss bhi band ho jata hai isliye hamen koshish karni chahie ki ham small leverage ko use Karen tab hamara loss bhi small hoga aur ham easily recover kar sakenge so hamen always big leverage ko avoid karna chahie aur small lyric ke sath working karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

    Dear if you don't mind main aapki baat se thoda bahut aagrah Karunga Kyunki uski vajah Se last hota hai but Ke Jo advantage Hai vah maximum advantage Hain Kyunki Agar Kisi bhi Jagah aapka account Kisi Ek Aad trade Mein Phas Gaya Hai To aapko dusri trade ki aaj karne ke liye leverage Ka Hona bahut hi important hai sab maximum leverage aapke account ko wash hone se bhi sev kar sakti hai aur within less time maximum profit bhi likh ke bhej per hi hota hai sau Jahan per leverage ka disadvantage Hai Usi Jagah leverage ke dwara advantages bahut Jaate Hain To Ham Logon Ko advantages aur plus. Jo hi focus karna chahie naaki negative point per Baki Rahi Baat last key lost depend Karta Hai Hamare thought per aur sentimental analysis per
    • #3 Collapse

      Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

      ge han dear appp nai theek kaha hai agar hamre leverage kam ho ge to hamain loss ke sorat main loss bhe kam ho ga hamain chahya kay jab bhe trad kairn to hamain forex main soch samajh kay or planing sy trad karni ho ge pher he hum foex main kamyab hon gay
      • #4 Collapse

        Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

        leverage ka sahi tarah se use kar kam bahut acchi trading kar sakte hain isliye Ham sab ko hamesha leverage ka sahi use karna chahie acchi quality ka kam karte rahana chahie aur ham sab ko daily basis per acchi tarah se learning bhi karte rahana chahie aur acchi tarah se practis bhi karte rahana chahie
        • #5 Collapse

          Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

          leverage k okm rakh k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain is k bary main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trader banay say pahly is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora ka rk hi hum trade karni ho g ita k earn karien gay it is best job
          • #6 Collapse

            Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

            Small leverage hi use kermi chahye and account banaty huy always is bat ka khas khayal rakha jay k big leverage na set kinjay and ager set ker bhi li hai to inta main clinet cabinet main ye ontion hota hai k ap apny account ki leverage ko again change ker sakty hai leverage kam use karen gy to trade main loss l chances bhi kam se kam hi hongy and jin members ko idea na ho k leverage kitni set kerna hoti hai to ye ham 1.50 ki select kerty hain ye insta ki traf se best leverage hi and is per safe trade kerty huy kam ker sakty hain bug leverage main bug loss bhi hai
            • #7 Collapse

              Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

              Aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Jab Ham account create karte hain tab Ham Apne account ko ek leverage set ke sath create Karte Hain Hamari trading Mein loss aur profit ka leverage Hamare delivery se bhi Hota Hai Agar to hamare account mein kam leverage set ki Gai Hai To Hamen Hamari trading Mein loss bhi kam Hoga aur Agar Hamare account mein leverage Jyada set ki Gai Hai To fir Hamen lost bhi Usi hisab Se Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

                Han g brother ap ne achi post ki hain. Agar hmara leverage kam huta he tu hhumy loss bhi kamm huga. Q k profit aur loss humy leverage ki ratio se miltaa hain. New any wle traders ko chaiya ke wo 1:1000 leverage ka istimal kre. Is se humary profit ke chance aur loss ke chance kam huty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

                  Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi Kaha Main agri karta hun aapki baat se Hamen chahie kya agar humne lost Se Bachana Hai To fir Ham Jyada Se Jyada knowledge experience share Karen Kyunki Karenge Kyunki hamare pass Agar Jyada knowledge Hoga aur Jyada experience Hoga ramsih tarike se apni trading bhi acchi tarike se Karenge aur Hamari jo bhi trade Hogi vah bahut kam chancellor jojwa loss Mein Jaaye balki Hamari trade Mein profit dekar Jayegi isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge or experience install Karen Uske bad Ham trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                    Ham jab apna account create karte Hain to hamari koshish hoti hai ki Ham apne account per bag leverage ko use Karen taake Ham market mein bag trade open kar saken jab Ham big leverage ko use karte hain aur hamari kisi trade mein loss hota hai to hamara loss bhi band ho jata hai isliye hamen koshish karni chahie ki ham small leverage ko use Karen tab hamara loss bhi small hoga aur ham easily recover kar sakenge so hamen always big leverage ko avoid karna chahie aur small lyric ke sath working karni chahie
                    Aapki baat theek hai hamen leverage kam rakhni chahie kyunki leverage kam hogi to nuksan bhi kam hoga agar leverage kam hogi to hamen majburi ke sath chhoti trade karni padegi aur chhoti trade ka nuksan chhota hota hai aur agar Ham badi trade karte Hain to uska nuksan bhi Bada hota hai isliye hamesha chhoti trade karni chahie kyunki chhoti trade hamare liye faydemand hoti hai aur chhoti trade ki vajah se hamari trading acchi ho sakti hai
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

                      leverage kam ho gi to ham big volume ko nahi laga saken ge aur ham money management ko follow karain ge agar ham ne money management ko follow karna hai to ham kameyab ho sakte hain aur acha earn kar sakte hain hmain learn karna hai agar ham ne learn karna hai to hmain demo pe kaam karna hai aur achi practice karain ta ke ap emotionless kaam kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

                        G han dear aapane bilkul theek kaha hamari leverage kam hogi to hamara loss bhi kam hoga hamen jab tak trade karte Hain to hamen chahie ki Ham is mein soch samajh Kar kaam Karen ismein jyada focus Karen Ham ismein time denge to hi kamyabi Hasan kar payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

                          g han bilkul ap ny thk kha h agr hum leverage ko kam krny ki koshish krn gy to hum loss b km ho ga.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Leverage kam hogi to loss bhi kam hoga

                            Leverage ka hisab bhi a lot Jaisa hi hai Jitna Jyada Rakha Hoga Usi hisab se loss profit Hoga leverage kam Rakhna chahie Kyunki market ke situation ka koi andaza nahin Hota kabhi bhi last ki taraf Ja sakti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X