Signals kitny reliable hoty hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals kitny reliable hoty hen
    Dosto amooman forex me kaha jata he k maheny k itny signals dye Jain gy aur un ki itni payment ho gi aur itny % correct signals hon gy to kia aisa mumkin he k wo signals itny reliable hoty hen k profit Dy jain itna ye Kia scene he is bary me koi smjha den gy ap log please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals kitny reliable hoty hen

    Dear Forex trading Mein Signal had Tak theek hote hain lekin yah Har Bar hi aapko reliable Nahin Hote Kyunki kabhi kabhi signal bhi aapko loss Karva Dete Hain isliye agar aap signals ko follow kar rahe hain to aapke liye pata hai ki aap khud se apne analyse Karen aur apni trading Karen Taki aapko loss Na Ho aap koi bhi trading method use karte hain jab tak aapki Khud ka ki ki Aadat Nahin hoga tab tak aapko vah method Mein loss hone ke chances Hote rahenge
    • #3 Collapse

      Re: Signals kitny reliable hoty hen

      G han dear is me ham ko signal to millty hy par ham ko pora month signal nhi millta khabhi khabhi ham ko is me signal mill jaty hy ham ko signal ko fillow kar is me Kam karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: Signals kitny reliable hoty hen

        G han thek kaha apny k.Forex main kaam karte hue huem is main signals ko reliable smajj k is main kaam karna cahye or jabhi is main trade kagani chaye tabhi hum is main asani sy kamyani haisl kar saken or is maij hard work karye jue is main successful ho saksn.
        • #5 Collapse

          Re: Signals kitny reliable hoty hen

          Siganl bht achy ity hay aur achabprofit hasal oty hay laoknnjbi kninya naqn da daty hay aur zada rwiable ni.oty hmko bs zaida sa zaida experience hasal krnabchyia air zadansanzaida knowledge hasal krna chyia tabk hmara naq sa naqsan na o aur zaida sa zaida lrofit hasal o islia hmko zaida mainit ki zrorot ha aur zaida post kry aue acha sa acha biuns hasal kry n.aj kal weeknd k end per h bius da dary hayvus sa banda motvite o kr krm krta ha aur zaida mainitvkrta ha .
          • #6 Collapse

            Re: Signals kitny reliable hoty hen

            hamy apny signal ko achy sy samaj kar is ky ruls ko follow kar ky is main meahnt sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kis i be offic jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kr is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik king business hin yai online ki dunya main aik king business hain
            • #7 Collapse

              Re: Signals kitny reliable hoty hen

              Singnals kisi had tak reliable ho sakty hain but in per totally depend na hi kiya jay to better hai kium k signals sowmtime hamy loss hde sakty hain but ager apko kisi trusted way se signals mil rahy hain to inhy ap lazmi follow karen aesy signals ko ap fearless ho ker accept ker k trade ker samty hain but signals per depended rehny se ap kabhi bhi khud se expert rrader nahi ban sakty to expert trader banny k liye ye must hai k ap lazmi khud se markete ko watch karen and achy analuse kerna seekhen kiun k ap k achy analyse ki base per hi successful trade possible hai
              • #8 Collapse

                Re: Signals kitny reliable hoty hen

                Dear brother aisy signals hoty hein kionkeh woh trading mein expert hoty hein un k signals bht achy hoty hein jin mein profit bht acha hota hai lekin aisy signal provider kam milty hein aksar fake aur fraud hoty hein jo paid signals provide krty hein unka koi bharosa nhi hota wo sirf apko dhoka dety hein aisy signals pe trust krny k bajaye khud trading krein experience ho jayega.
                • #9 Collapse

                  Re: Signals kitny reliable hoty hen

                  Signal ke bary me thread kr ke bht acha ap ne kia. Trading me hum trade order tab krty hain. Jab humy strong signal mile. Signal ka matlab hain ke humy ek ishara milta hai jis se humy pta chal jata hai market agy kesy behave kregi. Peechly wli market trend signal ke bad apna behaviour tabdeel kr leti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Signals kitny reliable hoty hen

                    gee han dear signals kafi had tal ralaiable hoty hain hamain chahya kay hum forx main trading kay liya apny analysis ko proper time dain or market ke movement ko samjh kay pher trad kairn gay to hum pher acha profit hasil kr lain gay hamain forex main lagan or mahant say kam karna ho ga pher he hum acha profit hasil kar kay kamyab hongay
                    • #11 Collapse

                      Re: Signals kitny reliable hoty hen

                      `signals pe ap direct kaam nahi kar sakte hian kyon ke un ka hmain nahi pata ke wo kaise liye gaye hain ye ap ka experience haio jo a[p ko batata hai ke ap ne kaam kaise karna hai learn agar ap ne kiya hua ho ga to ap ko acha profit ho jaye ga aur ap ke liye acha earn karne ho ga kyon ke signal ap le sakte hain lekn trade ap tab hi kar sakte hain jab ap ke pas knowledge hoga aur us ko phir filter kar ke ap ne karna hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Signals kitny reliable hoty hen

                        Signals bahut yah Bal hote hain isliye Bal Hote Hain Forex Mein kamyabi ke liye Hamen learning increase karne chahie knowledge experience Hasil karna chahie tha yah kam kar Sakenge Hamen chahie ke Ham trade Lagane se pahle market ko Jarur analyse Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Signals kitny reliable hoty hen

                          G ap ny poochha hai ki signal kitne reliable hote hain 2G signals bahut hi reliable ho sakte hain agar aap Inka Sahi use karte hain to hamen chahie ki Ham train lagane se pahle signals ko Dekhi agar Ham trade lagane se pahle signals ko dekh Lete Hain to yah FIR hamen bahut hi fayda de sakte hain is vajah se hamen Cygnus ko dekh kar hi trade lagani chahie ISI mein hamara fayda hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Signals kitny reliable hoty hen

                            forex business mein jab tak experience nahi hota signal raiable hote han ya nahi hote han kuch patta nahi lagata hy es liye ap ko cheye ke dosron par depends kerne se acha hy pak forex mein khud analysis keryn jitna zeyda analysis strong kerna aye ga utna sigal ke mutalik experience increase hota hy then ham acha profits kama sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Signals kitny reliable hoty hen

                              kabhi bhi kisi bhi signal per trust mat Karen indicators per trust mat Karen Bal ke pahle apni learning ko strong Karen uske bad indicators ka use Karen aur indicators ka bhi acchi tarah se knowledge or experience hasil karna Hota hai uske bad hi yahan indicators ka acchi tarah se use kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X