Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

    pak froum 24 hour and full year work kar rha hain pak froum main kaam akrne k liye 7 days kaaam karna hoga jo pak forum main work karta hain vo kamyabi haisl karta hain ramzan main ghar main bath kar pakf roum main work karte hain online busniess hain is main kamyabi milti hain is main kaam karne k liye b mehant karna hoga pakf roum main hard work karna hoga ramazan main kaam akrne k liye pak forum main b acha profit hasil kar skte hain lockdown hain is liye haar member ko chahiye k ziyda time de pak forum main ziyda learaning kare and apne kaam ko jari rakhain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

      Yes ma ramzan ma us business ki zadia need ho gi jo log poor hoty hy wo ya work kerty hy to us in logo ki income increase hoti hy ar wo log jo poor hy easily apni zariat pury ker sakty hy
       
      • #18 Collapse

        Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

        G hain ramazan ma bhi us work ko ker na ho gaw q k ramazan ma to us business ki zadia zariat ho gi jo log ramazan ma bhi us business ko kerty hy wo log poor ho ar company ko chiy Asia logo ki help kery
         
        • #19 Collapse

          Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

          Yes they are hamen mahe ramzan mein bhi kam ko jari rakhna hai Taki Ham achcha bonus aur acchi tarah trading karke achcha profit kar len roze ke sath bhi Ham yah kam kar sakte hain kyunki ismein Koi shak kad wala Kam nahin hai Ham so kar se apna Kam kar sakte hain aur isase hamara time bhi gujar jaega
          • #20 Collapse

            Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

            ji bilkul sahi kaha hai aapane ki hamen Ramzan mein bhi Apne kam ko continue rakhna chahie agar aap Ramzan mein isiliye Apne kam ko continue Rakh sakte hain to fir aap ko rakhna chahie graph Ramzan mein Apne kam ko continue Nahin rakhna chahteyah aapki apni marji hai kya aap kis country mein rahi hai agar usne roza rakhna difficult to fir aapko yah nahin karna chahie
            • #21 Collapse

              Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

              dear friend agar ramzan mein bhi apni working ko continue rakhna chahte Hain to rakha ja sakta hai apna proper time banaa Lena chahie jo aapko behtar Lage jismein aap free ho usmein working kar leni chahie hai
              • #22 Collapse

                Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

                Asslam o alaikum.
                G han hmy ramzan mai b kaam krna chahye forex pr q k ye aik zariya e amdani hai r rozgar ka hasool ramzan mai mna nhi kia gea. Ramzan mai timetable bna k aik wqt muqarar kr lia jae k kis time hm ny forex pr kaam krna hai ta k hm apni ibadato k sath sath apny kaam ko b time dy sakain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Hamy Ramzan may be kam ko continue rakna hy?

                  Aoa to all members g ha ap ramzan main BHI apna Kam asani KY sath Ker skty hain.kio keh Forex per ap Kabhi BHI Kisi BHI wqt Kam Ker skty Hain .ramzan main Tu ap roza ekh Ker is per Kam Ker skty Hain kio keh is tarh ap ko apny Rozy Ka time BHI pass ho jay ga aur ap Ka Kam hi ho jay aur ap is sy Acha faida BHI utha sekty Hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X