Forex me market analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex me market analysis

    aapane market ko analyse Karne ki baat ki hai to jee bilkul market go to analyse karna hi hota hai jaise ke samay bus ko pata hai ki agar Ham market ko analyse Kar ke trade lagate Hain to vah hamen fayda de sakti hai agar market ko analyse kiye bagair aise Hi agar Ham tuky sy trade Laga denge to fir vah ki hamen nuksan degi bahut hi mushkil hai ki is Tarah ki trade aapko fayda diye the
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex me market analysis

      G han sab ky analysis lazman krnay chahye aap ka experience utna he zeda brhta rh ga or aap pori zindgi iss ma eanring kr sakty ho
      iss ma kamyab hona itna easynnhi hai Pr ik dafa iss ma learn agr insana chi teha kr lain tu phriss ma aap ko kafi achi earning mil sakti hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex me market analysis

        Analysis humay lazman he chahiye hotay hain humy is mai profit milta hai to is say humy trade ko krny mai zada confidence milta hai or hum ik ashy mode say start kr saqty hain or khud ko kis tara say hum nay manage krna hai jb tk ap kisi bhe cheez k bare main knowlege nai hasil kro ap o pta eh nai hoga k ap ne us ko kran kaise hah to ap earning kaise kro gay
        • #19 Collapse

          Re: Forex me market analysis

          Forex mei analysis humay karnay chhaye kyun keh learning say humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain mehnat karen kyun keh mehant say hum bohat acha earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay
          • #20 Collapse

            Re: Forex me market analysis

            Forex mey ap achay analysis kro earning k lye agr ap chahty ho k ap achi earning kro to pehly forex ko sahi seekho,forex mn tamam indicators ko samjho,candle ko samjho ,mean full learning karo ua k bad earning ki taraf ao.
            • #21 Collapse

              Re: Forex me market analysis

              Anylsis Ham Karenge To Hamen market ki improvement ka bilkul Pata chalega Hamen Nahin Pata market mein kya ho raha hai isliye Iske jarie Yahan per aasani se acchi information Le sakte hain aur FIR acchi acchi trading kar sakte hain vah mehnat Karen Khoob kamyabi ke liye aap acchi koshish acche acche wale se karen to yah aapko market Ka Pata chalega uski acchi Mohammad Kabhi Pata chalega Aur Is Tarah acche se Karenge to aapko almost perfect milega
              • #22 Collapse

                Re: Forex me market analysis

                Assalam walekum doston ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji bilkul main aapki baat se agri hun ki aap Jab Bhi Koi trade open Karen usse pahle market Kahana jaruri hai market ka analysis karke hi trade open karne chahie Jaise aap bahut Achcha Profit kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Forex me market analysis

                  Forex market mein aap kamyabi Hasil karna chahte hain to aap usko learning Karen demo code per practice Karen Jab aap is market ko complete Ladne karne to aap market ko aasani se kaise kar sakte hain Jab aap message kar le to aap forex market Mein acche trade open kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex me market analysis

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq89 پيغام ديکھيے
                    Asslam-o-alaikum dosto...
                    Forex trading aik aisa platform he Jahan pe har Banda kamyab nahi ho sakta is lye is k lye ap ko is bat ka knowledge hona chaye k market kesy react kry gi is lye trading se pehly ap logon ko market analysis ka pta hona chahye
                    forex market mein acchi trading karne keley market ko acchi tarhan se analyse karna bohat zarori hota hai forex trading ke business mein who hi trader kamyyab ho sakta hai jo market ko samajta or market ko analyse karna janta ho hamesha market ko analyse karke or soch samaj kar hi trading karni chahey
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex me market analysis

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq89 پيغام ديکھيے
                      Asslam-o-alaikum dosto...
                      Forex trading aik aisa platform he Jahan pe har Banda kamyab nahi ho sakta is lye is k lye ap ko is bat ka knowledge hona chaye k market kesy react kry gi is lye trading se pehly ap logon ko market analysis ka pta hona chahye
                      Rex main market ki analyse karna bahut jaruri hai agar Ham Forex trading main market ke analyse Karke kam Karenge To Ham ismein bahut jald se successful Ho jaenge Logon ke pass market ke bare mein acchi Si knowledge Aur maloomat Hai vah Forex trading Mein Kabhi Bhi loss Nahin karte.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X