lalach in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    lalach agar app forex trading jesy business me karen gey to es me success to app ko mil nahi sakti hay app ko loss ho sakta hay lalach kabi b trading me nahi karni chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      ya agar humain acha trader bana hai to humain lacluh se door rehna chaiye kyun k agar hum lalach main par jain to hum kafi sara loss kar sakty hen .... jis se humari trading start hone se phely hi khatam ho jay gi ... is khud par thora control rakh kar trading karni chaiye ...
      • #123 Collapse

        forex trading aik bohat he profitable karobar hai. but is mai lalach sy bachna chahiye. kyu k jo log lalach kar k trading karty hian to un ko kam profit b nahi mil pata aur wo heavy loss karwa sakty hian. ham ko trading mai lalach sy bachna chahiye taky ham ko maximum earning ho saky.
        • #124 Collapse

          Dear hmen is business me lalach se kam nahi krna chahye kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nah kareen hmen soch smjh k kam karna chahe is business me
          • #125 Collapse

            jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay ahin agar hum Forex trading k iss business main ek achaa trader ban'na chahtay hain tou hamen kabhi bhi isss business main lalach nahin karni chahyie kyk lalach karnay se hamen sirf or sirf loss he hogaa..
            • #126 Collapse

              gee haan bhai forex trading mein lalach krna ache bat nhe he lalch se trader ko hamesha loss hota he aur woh apne mistake se sbq sekhta he aur trader ko chahe woh proper trading kia krien aur es trah se woh earning hasil kre ga aur loss mein na jae ge
              • #127 Collapse

                jesa k hum sab nay sun rakha hy k lalauch buri bala hy our uss forex business main to joo bhe greed say kaam leta hy wo to kabhe bhe successful trader nahe ban sagta hy koin k greed k wja say hum account wash ker bithy hain
                • #128 Collapse

                  g ha ap theak keh rahy ha forex jessy bussiness ko lalach k sath nhi bly educated tareeqy sa hi chalaya ja sakta ha iss system mai lalach ki koi gunjaish nhi ha apko chaye k iss system ko phely learn kary phir start kary taky apko nuksan na ho
                  • #129 Collapse

                    lalach nahi karni chahiye forex me aap ne lalach kar lya to kabhi kamyabi hasil nahi kar paen ge is business me is lye kam se kam lalach ziada se ziada mehnat or imaandari ke sath kaam karen takey aap ki kamyabi ka rast easy hota chala jae .
                    • #130 Collapse

                      forex trading mein apko chahiye ke ap kabhi bhi lalach nahi karen is mien kiunke jo bhi lalach karta hai wo phir is mien kabhi bhi kamiyab nahi ho paata.
                      • #131 Collapse

                        yes dear mein ap ki baat se mutafiq hoon q k lalach ki waja se profesional or best traders ko loss ho sakta hai q k jb ap high volume ki trade lety ho to jb market ap k against jaati hai to ap k liye account ko safe rakhna buht mushkal ho jata hai
                        • #132 Collapse

                          bilkul lalach esi cheaz hai kisi b kaam mai insaan ko kamyab nhi honey daiti es leyeh hmy chahiyeh jitna lalach sy bach skty hain utna bachy tubi hum kamyab hu skty hain forex mai or jitna profit miley trade close kr dain y buy wali y sell wali jaga stoploss laga dain tk loss na hu
                          • #133 Collapse

                            forex trading mien apko chhaiye ke ap is mien kabhi bhi lalach nahi akren is mien ap agar lalach karenge to phir apko is business mien just loss hi hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #134 Collapse

                              gg bhai u r 100% right, baz oqat bht zaida lalach insan ko bht baray nuqsan say do chaar krwa deti. is liye life me kisi b business main yeh asool bana k lain ky kabi b lalach nai krni, jitna b profit mil raha ho usi pay ALLAH ka shukr ada krna chahiye. aor lalach say bachna chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X