lalach in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes you are right trading main lalach nahee hona chyae warna ham loss ko face kare ge lalach ko trading se door hi rakhna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g bilkul bhai jaan ap ki baat bilkul theek hy main bhi ap ki baat sy pori treh ittefaq kerta hoon k trading lalchi logon k lnhai, jo trader lalchi hota hai us k liye trading me profit get krna bohat he mushkil hota hai, lose he hasil hota hai,
      • #93 Collapse

        salam to all friends kasa ho aep sab isma lalac karna acha nahe ha isma apeko chaya ke aep lalach nahe karo isma sahe tareka sa trade karne chaya isma jasa profit hota ha wasa he loss bhe hota ha is leya sahe tareka sa trade lagane chaya or dekh ke lagana chaya
        • #94 Collapse

          jee dear ap ne theek kha hay aur main b ap se agree hoon k ager Forex main successful hona hay to trade main lallach ni kerna chahie kuin k Forex main lallach her trader ka enemy hay aur is se trading main ziada loss b ho sekta hay is lie lallach se avoid ker k market k trend k mutabiq he trade kerni chahie.
          • #95 Collapse

            dear es business mai lalach say jada tar hum ko apne trade sa loss ho jata ha ikeyo ka lalach mai hum ko currency pair ek trend ka pata nahi hota ya koi jada impact ki news hoti hai jes sya hum ko kafe loss ka sapna ker na par jata hai.
            • #96 Collapse

              forex mai lalach aisay hay jaisay khanay mai zahar ager app laaalaaach kareen gay to app ko loss honay se koi nahi bacaha sakta hay q k ye kaam laalaach se kaam karnay wala nahi hay
              • #97 Collapse

                han ap ne thek kaha greed apko kha jati hai forex mein greed kro gy to koi earninsg bhi nho hon ge aur trading mazeed khrab ho jaye ge aur apka balance b wash out ho jaye ga loss krty rho gy ap jis ka koi faida nhi hai learn krlo agr greed hoti ha ap se to ta k earn kr sako
                • #98 Collapse

                  assalamu alaikum dear me aap ke bat see agree karta ho forex trading me trading ke doran me ham ko lalach nahi kar nachaheye agar ham soch samaj kar trading karee ge to ham ko lazmiee is ka faeda ho ga
                  • #99 Collapse

                    g haan my dears aap ne bilkul theek kaha forex main ager hum lalachi way say kaam krain gay to hum shayd mostly loss hee bear krain gay or humari earning ka level wo nahi ho skay ga jo kay hamain chahye is liye my dears lalach say buch kr pure and muture way say forex main kaam krna chahye.
                    • #100 Collapse

                      when executed by professional forex trading, then it will last longer and achieve continuous income. This of course would be very encouraging considering sustainable advantage can be achieved. And true that money management is very important to learn from scratch.
                      • #101 Collapse

                        greed is the main cause to suffer into loss in this market,so do this business with pure risk avoid.this is very risky market,but can become a good profitable business,this is international business.just do with sense of mind and earns a lot of profit from this market.
                        • #102 Collapse

                          Trading mien yeh lalach he main waja bun jata hai aksara traders key loose honey ka. Agar koi trader sirf isi kaam mien mahir ho jaye key greed sey bach janey key tadabeer akhitiyar kar lien to mien samjhti houn key yeh kaam us trader key liye kisi achievement sey kum nahi hai.
                          • #103 Collapse

                            lalach krne waly kbhi bhi success nahi ho sakein gay forex aik aisa business hai jis mein bahut lalach ata hai is liye is mein success k liye lalach nahi krna ho ga warna ap ko loss hi ho ga lalach aik bahut buri cheez hai is bacho jitna bach sakty ho sabr say kam krna ho ga sbr ka phal meetha hota hai
                            • #104 Collapse

                              G jnab apnay bohat khobsorat advice ki sub traders ko.. main apki is bat say agree karta hun.. aur is bat ko sub trders ko btana chahta hun k jub hum apni trading main over confident ho k zyada ka laluch kartay hain tab he humain loss ka samna karna hota ha...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Lalach krney sey jo profit hamaray hath aa raha hy woh bhi loss main tabdeel ho jata hy aur hum afsos krtey reh jatey hain. Hamain patience, sabar aur shukar sey kam karna chaheye aur jitna profit asani sey hath main aa raha hy us ko accept kr lena chaheye. Greed is curse aur greedy admi ko kabhi bhi faida nahi hota.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X