money management kis had tak zarori hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management kis had tak zarori hai??
    Dear members Mera aapse Ek Sawal hai ki Hamen money management kis had Tak karne chahie matlab kis had Tak Hamen money management ka yaar Rakhna chahie aur apne balance ko safe rakhne ki koshish Karni chahie Hamara minimum balance kya hona chahie trading start karne ke liye Ye??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management kis had tak zarori hai??

    Please senior kia ap meri madad kr sagty hn kia ap mujhy bta sagty hn hm minimum kitna balance tak apni money management kr sagty hn kam sy kam kitna balance hona chahy
    • #3 Collapse

      Re: money management kis had tak zarori hai??

      ji han dear money management bahut jyada jaruri hoti hai main aapko kam karne ke liye Hamesha Kya Kam karna chahie Mela se karna chahie Aur Kya Kam karenge to aapko fayda hoga Na
      • #4 Collapse

        Re: money management kis had tak zarori hai??

        dear money management bahut hi jyada jaruri hai aapko ismein money management karni chahie agar aap achcha profit Lena chahte Hain to kyon Ki forex trading mein aap Hamesha kam karne ke liye achcha kam karne ke liye money management ko use karna mast Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: money management kis had tak zarori hai??

          dear friend forex trading mn money management bahot zroori ha keun k forex trading mn ap achhi trading sirf money management k sath he kr dktay hn isliay apko chayay k hmesha trade mn lot size apnay account ballance k mutabik rskhen aur big risk kbi bhi nalen keun k big risk sa apka account bhi wash ho skta ha
          • #6 Collapse

            Re: money management kis had tak zarori hai??

            g han dear ap mi baat bilkul thek hy forex onlin treading min monymangamnet os had tak zarori hy jab hum forex min long term treaf karty hain os waqt monymangamnet ki zRoorat hy isis li hamin forex min monymangamnet kary hoy soch samkh ka aur markeet ko achy sy aynalize kary hoy hamin kam lot size ka sath treading karin gy to hamin acha profig haisl ho sskta hy.
            • #7 Collapse

              Re: money management kis had tak zarori hai??

              jo bhe member forex men jab taak mony mnagint nai kary ga wo member kabhe bhe kamyab nai ho sakta hy es ley humen chia keh hum forex men lazmi he acjha kam kaaren gy or khud ko bahot he acha or kamyab trdaer bnayen gy jo member lalach men aa kar monymnagminmt nai karta hy wo member kabhe bhe kamyab nai karta hy
              • #8 Collapse

                Re: money management kis had tak zarori hai??

                Dear forex member ager aple pass acha account he to zayada lot size ka istimal kar sakte he aur ager apke pass 10 doller se be kam acciunt he to apko chaya ke ap kam se kam lot size ka treading kare is je waja se ap zayada earnj g be kar sake ge aur apka account be safe rahe ga
                • #9 Collapse

                  Re: money management kis had tak zarori hai??

                  dear friends money management ki koi had Nahin Hoti money management ko bahut jyada istemal karna chahie Kyunki Jab Ham money management ko istemal karte hue trading karte hain to ismein hamare kamyabi ke chances bahut jyada badh Jaate Hain aur Hamara account was hone se bacha rahata hai isliye Hamen Har Waqt kya be trading karen to money management ko Jarur Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: money management kis had tak zarori hai??

                    Agar aap ho jata paise ekattha Karke usko Ek acchi management se Agar use Karenge to aapko kya fayda hoga isliye aapko chahie mehnat per focus Karen aap jitni Jyada mehnat Karenge acchi management se kam Karenge aapko Achcha tha Sare Jahan se hoga jitne Jyada mere se kam Karega Main Itna aasani se fayda Milega Achcha Sa time Lekar aap experience aap use kare aapko Achcha Karda sali se milega
                    • #11 Collapse

                      Re: money management kis had tak zarori hai??

                      dakhn g ap nay jo baat ki hae us say main agree krta hn k her ak member ko apni money mangement ka khayal rakhna chahea kun k ziyada money account mn rehna bhe khternak hae kun baaz dafa aisa hota hae account wash ho jata kuch problems ki waja say ur hamri money bhe vanish ur ager hum expert i to woh recover bhe ni ho sakti islea managment sub say bst hae
                      • #12 Collapse

                        Re: money management kis had tak zarori hai??

                        Trading mein money management zaroori hai hai hum apne account ki money management kar kay trading karain gey tu hi is ka faida hota hai money management kar kay hum apne risk ko control kartay han aur money management se hum ko koi ziada loss se bach saktay han hum ko money management kar kay hi trading karni cahaiye phr hi koi faida ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: money management kis had tak zarori hai??

                          agar jyada se jyada income hamare pass Ho Gaye to acchi management hokar Ham FIR acchi se acchi trading karenge acchi investments karenge to hamen acchi kamyabi aasani se milegi Khoob mehnat se acchi kamyabi per aap hamesha focus Karen aapko acchi kamyabi ke sath achcha fayda milega
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: money management kis had tak zarori hai??

                            Trading mein money management zaroori hai agr hum risky trading se bachna cahtay han tu hum ko apne account ki money management kar Kay trading karni ho gi money management karne se hum apne risk ko control kar saktay han aur account wash nahin hota money management zaroori hai hum ko money management karna aana cahaiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X