GBP USD analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    GBP USD analysis
    aaj maine kuch time apne analysis ko diya hai k gbp or usd jis simat main ja rha hai eski new support hai 1.23850 or mujhe aisa lagta hai k yeh es se bhi nechey jaega jiske bad eski new s2 support 2 hogi jo 1.22500 hai yahaan se chances hain k yeh wapis apni first resistance ki traf ayega jo k eski last support thi or agar aisa nahi hota to gbp usd apni 35 sala sab se nechey wali support ko touch karega jo k GBP USD ka sab se bra crash hoga woh point hai 1.14500 umeed karta hoon k aisa na ho or yeh wapis se achey ki traf ajay
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: GBP USD analysis

    Yah ek kafi achcha hai pair hai aur is per kafi jyada members trading karna like karte hain kyunki is per trading karna bahut hi useful hoti hai aur is per trading karte hue members ko is baat ka khatra nahin hota ki unka account was ho jaega kyunki iski mood bhi itni jyada fast nahin hoti hai isliye har ek member ko chahie ki vah is stated inko continue karen kyunki ek acche pair pair trading se hi achcha profit bhi members ko earn ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: GBP USD analysis

      Mujhay lagta hay ke ye pair downward trend main ja sakta hay aur is waqt agar thora se ye jab upward jaye to sell ki trade open kardi jaye aes karnay se hamain kafi faida ho sakta hay aur us sab ko jo is pari par trade karna chata hain. ye mera guess hay ap apni trade open karnay se pehaly har cheez ko soch samjh zaroor li giye ga.
      • #4 Collapse

        Re: GBP USD analysis

        dear is weak is a pair jaega isliye aapko ismein se kam karne ke liye mere se kam karna hoga forex trading main aapko trend analysis lazmi karni hai ya nahin is technical honi chahie aur achcha kam karne ke liye aapko technical analysis kab jyada fayda hota hai isliye
        • #5 Collapse

          Re: GBP USD analysis

          اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
          aaj maine kuch time apne analysis ko diya hai k gbp or usd jis simat main ja rha hai eski new support hai 1.23850 or mujhe aisa lagta hai k yeh es se bhi nechey jaega jiske bad eski new s2 support 2 hogi jo 1.22500 hai yahaan se chances hain k yeh wapis apni first resistance ki traf ayega jo k eski last support thi or agar aisa nahi hota to gbp usd apni 35 sala sab se nechey wali support ko touch karega jo k GBP USD ka sab se bra crash hoga woh point hai 1.14500 umeed karta hoon k aisa na ho or yeh wapis se achey ki traf ajay
          Is per main market bahut jyada down move kar chuki hai jo ki ab trend change hokar upward karna Shuru Kar Degi ab Hamen Yahan Par bye Ki trade hi Lagani chahie Kyunki Agar Ham Yahan per cell ki trade lagaenge To usmein Hamen bahut jyada loss ho sakta hai to Yahan per ab Hamen Soch samajhkar aur trend change hone ka vate karne ke bad Jab friend change ho jaaye to use time trade open karne chahie Tu Hi Hamen fayda cancel ho sakta hai Varna sale ki trade Mein Ab Hamen loss ke chances jyada hai
          Last edited by ; 22-04-2020, 06:06 AM.
          • #6 Collapse

            Re: GBP USD analysis

            Gbpusdacchi trading Karen aapko achcha fayda milega jo bhi acchi trading nahin karega unko achcha fayda nahin milega isliye Khoob koshish karen achi koshish karen acchi currency per Karen inshallah aapko kamyabi Hogi
            • #7 Collapse

              Re: GBP USD analysis

              ho skta h k jbp usd down a jae kuin k is wqt markeet bil kul down a rehe h kuin k mazeed nae case samne ane ki wja se ye ho raha h tkrebn sare pair mein ab mandi ho rehe h is mein ho skta h k gbp down ae or apka anylasis saeh ho jae is mein hamein is p nazar rkhni chaye dekhte rehein to faida ho ga
              • #8 Collapse

                Re: GBP USD analysis

                yeh pair forex trading main kaafi acha and aap nay analysis kar k sab k sath share kiya hay agar aap nay trading karni hay in pairs pay to soch samaj k apnay account balance ko maintain kartay hoay us hisab say lot size select karain aur phir Stop Loss and Take Profit lazmi use karain ta k unexpected movement ki waja say account wash na ho jay yeh jo aap nay movement share ki hay bohat achi hay es pay trading kar k acha profit earn kiya ja sakta hay
                If you work hard no body can stop you from success
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: GBP USD analysis

                  Forex market mein GBP/ USD ki position B down hi pahle hi trend Up tha likan caronia virus ki waja sry ya foen ay kia hai aur is Waqt iska Bhi Koi confirm Nahin Dobara apni pahle wali down chijen se aap Jaega Jo usse bhi donon jaega

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X