Forex market mai learning kis level tak karni chyae?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai learning kis level tak karni chyae?
    Dear hum ais market mai jab kaam karty hai to hum ko ais market mai kitni learning karni chaye jis k baad hum ais market mai real account par kaam kar sakty hai aor aus k baad hum agar ais market mai apni investment karna chaty hai to hum ko ais mai kitni learning k baad investment karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

    Pyare doston Jaisa ki aapko Maloom Hai learning Duniya ke har Business mein Aur Karo bar mein even her field mein bahut lazmi hai ISI Tarah Forex trading mein learning ko buniyadi Chabi bhi kha Gaye aur Forex training mein main aapki learning read ki haddi Ki Tarah Karda karti hai isliye apni learning per Jyada Se Jyada Tu jode Apna daily ka time table banaa len daily basis per Forex trading ke bare mein Kuchh Na Kuchh Jarur sikhen Forex ki learning Ek Samandar ki tarah hai jismein Koi ending Nahin Hai isliye Kabhi yah mat sochana ki aapane Apna learning process complete kar liya hai you are always just like student in Forex trading
    Last edited by ; 21-04-2020, 10:53 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

      hamy learning gain kar ky aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbanle bana ka rkam kar skaty hain or pasia kama sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

        Forex trading 1 online work ha or is ko samjhny ke lea hum jitni bhi mehnat kar len utni kam hoti ha markeet main roz ba roz new cheezen ati han or markeet kis hisab se up down hoti ha is ko samjhny ke lea time lagta ha hum is main jitni mehnat karty jayen gy hum utny hi achy trader ban sakty han is lea ziada se ziada mehnat karen or knowledge hasil karen.
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

          gvasy e bat ha Forex trading mein learning ko buniyadi Chabi bhi kha Gaye aur Forex training mein main aapki learning read ki haddi Ki Tarah Karda karti hai isliye apni learning per Jyada Se Jyada Tu jode Apna daily ka time table banaa len daily basis per Forex trading ke bare mein Kuchh Na Kuchh Jarur sikhen Forex ki learning Ek Samandar ki tarah hai jismein Koi ending Nahin Hai isliye Kabhi yah mat sochana ki aapane Apna learning process complete kar liya ha aur zaida sa ziada time da is k ap k experience aur knowledge ma izafa o ga aur ap k loss nii o ga ...
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

            Mere dost Forex Ek Aisa business hai jo Puri duniya mein kiya Jata Hai yah Ek worldwide business hai Puri Duniya Ke Log ismein kam kar rahe hain aur learning Bhi Karte Hain vah Log To Meri Dost Yahan Koi and level Nahin Hai lag Nahin cal jitni Jyada aapko Forex ke related learning ho sakti hai aapane Jari rakhni Hai Kabhi Bhi Ja learning and Nahin Hoti Kyunki Forex bahut hi worldwide hai bahut bada business hai jismein Lakhon log apni strategies ke sath kam karte hain to aapko Hamesha apni learning Karte Rahana chahie aapki learning Jaise Jaise increase hoti Jayegi aapki earning increase Hogi mere bhai
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
              Dear hum ais market mai jab kaam karty hai to hum ko ais market mai kitni learning karni chaye jis k baad hum ais market mai real account par kaam kar sakty hai aor aus k baad hum agar ais market mai apni investment karna chaty hai to hum ko ais mai kitni learning k baad investment karni chaye.
              Jab tak Ham forex market Mein trade karne ke liye complete learning nahin kar lete To Hamen Park Se Kisi Surat bhi acchi earning Nahin ho sakti Hamen chahie ki Forex ko start Mein Hi bahut acchi Tarah learn kar len Taki future Mein trade karte hue Hamen Koi pareshani Na Ho ki Ham Jab Bhi trade open Karen To Hamen secure trade open karte hue loss kam se kam ho aur ham apni Har trade acche profit Mein Roz kar sake to jitni acchi Ham learning Karenge future Mein trade Karke Hamen Itni hi acchi earning bhi hoti Rahe gi
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                Dear hum ais market mai jab kaam karty hai to hum ko ais market mai kitni learning karni chaye jis k baad hum ais market mai real account par kaam kar sakty hai aor aus k baad hum agar ais market mai apni investment karna chaty hai to hum ko ais mai kitni learning k baad investment karni chaye.
                Asalaam U Alykum bhai ap ne ek behtreen sawal pochha hai jis ka jawab dene ki koshsh karun ga kyon main hamesha koshsh karun ga k apne jese naye members ki jitni madad kar sakun karun.
                to bhai ap ne pochha k hume kitna learn kar k real market mein aana chahiye. to es ka jawab ye hai k learning ki koi limit nhi hai ap forex mein sari zindagi bhi laga lein phir bhi expert nahi ho sakty nuqsan k chance phir bhi mojod rahein gy lekin real market mein aane se pehly km az km ap ko basic knowledge hona chahiye us basic knowledge mein candlestick ya bar ko read karna resistence aur support RSI aur kuchh mazeed indicators ko use kar k analysis karna ana chahiye agar ap es se pehly aa jayein gy to nuqsan k chance 90% tak hein lekin agar ye sb baatein seekh kar ap real market mein aaty hein to to kamyab ho sakty hein lekin real market mein aane k baad bhi kuchh mahine tak seekhne k andaaz mein hi trade karein lot size thorra rakh k apni strategies ko apply karein aur jo behtar us par grip hasil karein phir ap lot size barhayein aur investment shoro mein na karein balke es forum k bonus ko hi real market mein istimal karein jab ap ka profit ratio 70-80% tk aa jaye to phir agar chahein to investment bhi kar sakty hein lekin umeed hai us waqt tak ap yahan se profit hi achha khasa kar chuky hongy k ap ko mazeed investment ki zarorat nahi parry gi.
                umeed hai ap ko ap k sawal ka jawab mil gya hoga agar phir bhi koi baat smajh na ayi ho to pochh sakty hein
                \
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                  dear brother aap Agar is market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko ismein Dharmendra karni padati hai aur uske bad aap ko practis karke is market Mein Apna experience banana padta hai tab hi aapko is market Mein kam karne ki samajh aati hai aur Aatish market Mein acche kam Karke Paisa Kama sakte hain agar aap is market Mein kam se hi nahin Karte to aapko is market mein itna Jyada fayda Nahin Hota isliye aapko kam Sikh Lena chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                    dear forex trading mein learning jitni maximum hoti hai aapko karni chahie kyunki learning basically aapko ismein kamyab trader banane ke liye necessary hoti hai isliye aapko ismein maximum trading karne ke liye ek achcha aur experttrader banne ke liye aur achcha naal ishq n Karen behtarin information aapke pass hogi to aap ismein behtarin trading karne mein bhi kamyab Ho jaenge isliye best kam Karen forex trading mein kam karne ke liye hard work bahut jaruri hai
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                      Wese tou sab jante hain ke learning kabhi stop nai hoti. Magar jo apne pocha ke real account me trading ke liye kis level tak karni chaiye tu dear kam kam humey pairs ka SL TP Lot Size analysis ye common chezein lazmi pata hoon or sab sey ehem cheze ke trade kab leni hy or kab close kardeni hay. Mere khayal me ye tu lazmi hy uske ilawa jitna bhi learning karein kam hay.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                        forex ki learning ki vesy tu koi khas limit ya fixation nai hai is mein daily ki new updates update ho rai hoti hain r un ko learn krna bhi bhut important hota hai is leye yaha knowledge gain krny ki koi limit nai hy hmein forex mein learning ka crave hona chaheye tb hi hm is mein axha knowledge get kr sakty hein r kamyaab ho sakty hein,..
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                          Forex mein Ham itni jyada acchi tarah se learning karte rahenge Ham sab ko itna hi jyada fayda Hota rahega isliye Ham sab kuchh chahie ki Ham sab acchi tarah se learning karte Rahe aur acchi tarah se practis bhi karte Rahe tu is tarah se hamen bahut acchi tarah se kamyabi hasil hoti rahti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                            Brother Aapne bahut Achcha yah question Kiya Hai hai aur aur is bare mein main main Yahi kahunga vah ke market mein Main learning ka yah Koi level Nahin Hota Kyunki Insan sari Rinky Hamesha Kuchh Na Kuchh sikta hi hi rahata hai Hamari learning kabhi bhi e khatm Nahin ho sakti market mein Main new se new statutory Aati rahti Hain aur ham Hamesha han Kuchh Na Kuchh Sikh Rahe hi hote hain isliye Naresh kabhi bhi khatm Nahin pata
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market mai learning kis level tak karni chyae?

                              apko chahye k ap log market ki learning us waqat tak karen jab tak k apki trade achi nahi ho jati apko market trend ko samjhne ka sahi sa pta na chaley tab tak apko learning karna zaroori hai baaz oqaat apke samne aisey masley bji ajaty hai jo expert trader k ly new hoty hain apko bhi us main kaaam karne se acha experience ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X