indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator say humsha loss hi kyu hota hai?
    Aslam O Alikm umeed hai sab khairyt say hun gye forex trading business may bohat say log indicators ko use karty hain or unko mostly loss hi hota hai iski waja kia hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
    Aslam O Alikm umeed hai sab khairyt say hun gye forex trading business may bohat say log indicators ko use karty hain or unko mostly loss hi hota hai iski waja kia hai??
    Indicators use karne per bhi Hamen loss hone Ki Sabse Badi vajah yah hoti hai ki Ham indicators ka use acchi Tarah sikhate hi Nahin Ki Ham market ki movement Ko In indicator se acchi Tarah read Karen aur FIR indicators ko hi follow karte hue trade open Karen tab Hamen bahut acchi market ki prediction hone per trade karne mein acchi earning bhi ho sakti hai lekin Ham indicators ka use learn hi nahin Karte lekin use karna Shuru kar dete Hain FIR Ham Kahate Hain Ki yah indicators acche Nahin Hote
    • #3 Collapse

      Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

      forex mai hamy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai agar indicator ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik big busness han is ko samjna aik din ka kam nahi hai hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hite yai aik best busienss hain
      • #4 Collapse

        Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

        g asy e bat ha bat ha aksar logo k idictor use krty owy loss e owq ha ha liakn hmko is k bry ma experience hasl krna o ga aur zida sa zaida harwrok ta k hmara naqsan na oa ri zaida sa zaida faida o yabbhtve acha business habaur 24 hrs kam krta ha bs hmko mianitvaur emindarinsa kam krna o ga air zaodaa sa zaida time dana o ga is business ko ta k hmarav loss na o aur zaida sa z9ada profi hasal o hmmo chyiaa k relux o kr kam kry aur iver confidence ony ki zrorit nii ha bs apni mainitvsur emandiri sa kam kry tabk hmara naqsana na o.
        • #5 Collapse

          Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

          Indicator ko achey se use kar k apne usko seekhna hota hai jab ap indicator ko sahi se use karna seekh jaty hain to apko yeh maloom ho jata hai k indicator apko kese kaam karne ka ishara deta hai tab ap log indicator ko use kar k acha profit hasil kar saktu hai
          • #6 Collapse

            Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
            Aslam O Alikm umeed hai sab khairyt say hun gye forex trading business may bohat say log indicators ko use karty hain or unko mostly loss hi hota hai iski waja kia hai??
            Dear ap ais market mai agar koi bhi indicator use karty hai to aus par ap ko kuch trades par loss hota hai aor kuch trades par profit hota hai magar ap ko ye dekhna hota hai k ap agar ais market mai koi indicator use karty hai to aus par ap ko ais market mai trade kai dafa thory se loss mai close karni hoti hai tab hi ap ka account safe rehta hai.
            • #7 Collapse

              Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

              mere dost apko maloom hona chahye k indicator ne market k nahi bnaya hai market ne indicator ko bnaya hai es ly yeh apko 100 % sahi result nahi dy sakty kuch apki help karty hain baqi apko apne mind se kaam lena hota hai or indicators ko samjhy bagair ap inka use bhi nahi kar sakty hainpehle inko samjhen phr ap indicator ka use karen sath apne mind ka bhi phr apko loss nahi hoga balkey ap profit main hungy
              • #8 Collapse

                Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

                Kafi members aise hain ki jinko indicator ka sahi se use nahin karne aata hai kyunki vah iske uske liye practice ko continue nahin karte hain aur yahi vajah hai ki vah jab bhi indicator use karte hain to unko kisi bhi open ki gai khet mein los hi hota hai isliye members ko pahle yah learn kar lena hoga ki vah indicator ko kis tarah se use karenge jo vah is chij ko acche se learn kar lenge to tabhi number indicator ka use bhi acche se kar payenge aur fir acche usse hi vah kamyab ke din bhi kar payenge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: indicator say humsha loss hi kyu hota hai?

                  Walikum asslama indicators ko ager ager sahi se use kiya jay mean on ka proper use seekhny k bad ager trade ki jay to phir to ye possible nahi hai k indicatiors knuse se always loss ho and jon members koni dicaruors k use se kiye jany waly analyse se hamesha loss hota hai to chahye k apni mistake ko find karen because issue indicators main nahi hain k is ki waja se loas ho loss infact in k sahi use na kerny ki waja se hota hai to lazmi yehi hai k indicatiors ka best use seekha jay phir in ki base oer successful trading possible hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X