time frame

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai ak trha se apki bat thk bhi he men ne bhi aksar yehi dekha he k 2 bjy k bad movement ziada taiz hoti he or news k ane k bad to movement boht ziada taiz ho jati he us time trade ka real maza ata he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading me time frame be best ha jis se ap kafe acha earn kar rahi ha ye best trading ka systam jis se ap kafe acah earn kar sakte ha ye best trading ka systam ye trading ka systema h
      • #33 Collapse

        forex trading ma koi timing ni ha ya week ma five days khola rehta ha yani k monday o friday ye open hota ha or us doran ap kisi bi time kam kar sakty ho forex ma.sirf sat day or sun day ko chuti hoti ha full day.
        • #34 Collapse

          Forex trading business mein time frame ki buht ziada ehmyeet hy aur forex trading mein time frame apne experience aur balance k hisab se use karna cahaiye agr Blanche ziada aur experience bhi hy tu ziada time frame use kar sakty han aur agr Blanche aur experience kam hy tu kam time frame as trading karna behtar hy
          • #35 Collapse

            Main to ziada tar day trading hi karta hoon aur london session sey faida uthaney ki koshish karta hoon. Is session main market kafi fast hoti hy aur profit bananey key kafi chances hotey hain. Is key elawa newyork market sey bhi log faida uthatey hain aur night trading ko like kartey hain. Lekan Pakistan main sub sey best day trading hy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwanjeen پيغام ديکھيے
              my dear forex bussiness me time frame bohat zeyada importance hai i think newbies ko chahiye woh short trem short time frame follow karey i think M15 M 30 ye time frame ek newbies kayliye bohat best aur profitable hai main wase H1 time frame follow karta hoon
              Janab time frame ka main role hota hai. ap jo time frame chose karty hain woh long ho ya short term ka ho.Us kay mutabiq ap jab indicators ko draw karty hain tu ap phir pata chalta hai kay time frame mai trade ka trend kya banaye ga. Us ki support or resistance kaisi hogi. Yeh sub ap ko time frame kay hisab sy chose karna hota hai.Phir us time tak ap ko fundamental analysis be karny hoty hain jis sy ap ko bad mai trade open kar kay faida ho sakta hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X