Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam az Kam Investment Forex Trading k liye
    Asalaam U Alykum members
    kese hein sab umeed hai kheriyat se honge,
    main bhi es forum par new hon aur koshash kar raha hon k esy threads banaon jo k newbies k liye madadgar sabit hon.
    es thread mein bataon ga k ap kam az kam kitni investment k sath forex trading shoro kar sakty hein
    to mere bhai start to ap beshak 1$ k sath bhi kar sakty hein. lekin esa kabhi bhi mat karein agar ap seekhne k marahal mein hein to kam az kam 100$ ki investment ap k pass honi chaiye warna ap ko nuqsan hi hoga. es k ilawa agar ap expert hein aur short term trade ko pasand karty hein to ap 10$ se bhi shoro kar sakty hein lekin phir bhi koshash karein k 100$ investment ho aur ye short term k liye agar ap long term trade karna chahty hein to phir kam az km 1000$ laazmi hone chahiye warna long term ap k liye faydamand sabit nahi hogi.
    beginner short term: minimum deposit 100$
    expert short term: minimum deposit 10$
    beginner/expert long term: minimum deposit 1000$
    es k ilawa trade ka lot bhi apni investment k hisab se rakhein itna backup lazmi rakhein k kam tareen satah par value aa bhi jaye to ap ka account washout na ho aur us se bhi behtar hal ye hai k har trade ka stop loss aur take profit lazmi set karein.
    Ap k reply ka intizar rahy ga agar ap ko mera ye thread pasand aya to thanks ka button lazmi dabayein taa k main mazeed achhy achhy threads aur bhi mehnat se bana sakon.
    jald hi hum forex ka begineer course bhi shoro karein gy. jis mein bunyadi baatein seekhayi jayein gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

    first of all mere knowledge aur mere experience mein yahi likha hai ki aapane direct invest nahin karni agar aapke pass Mani hai to aapane forest reading per nahin lagane aapke pass agar ability hai aur experience hai to aap Pakistan form to join Karen aur kisi ek phone se kaun banaya jiski madad se aapko Pyar nahin kar sakte hain abhi yahan ek sawal hi paida hota hai ki Kya Ham chhota account open kar sakte hain ji bilkul agar aapke pass kam se kam ek hazar dollar hai account mein to aap apni trading easily kar sakte hain lekin agar aap se niche trading karenge aapke liye bahut difficult hoga tawaif karna to meri yahi request hai ki aap chhote se chhota account bhi banae to uski amount 1000 dollar se Kam nahin honi chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

      Agar Yahan per Koi Mere Bhai Forex trading business Mein investment karna chahta hai to main unko Yahi Unka kam mein bahut 10000 dollar ka account open Karen Varna vo insta Forex trading ke liye deposit bilkul Bhi Na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

        dear friend forex trading mn investment krnay ki koe limit naen ha lekin apko km az km itni investment zroor krni chayay jis sa ap achhi trade lga dken lekin meray khial mn apko investment ki bjaye bonus jsisi achhi operteunity sa bharpoor fayeda uthana chayay aur bonus k sath trading krni chayay
        • #5 Collapse

          Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: LoveisForex پيغام ديکھيے
          Asalaam U Alykum members
          kese hein sab umeed hai kheriyat se honge,
          main bhi es forum par new hon aur koshash kar raha hon k esy threads banaon jo k newbies k liye madadgar sabit hon.
          es thread mein bataon ga k ap kam az kam kitni investment k sath forex trading shoro kar sakty hein
          to mere bhai start to ap beshak 1$ k sath bhi kar sakty hein. lekin esa kabhi bhi mat karein agar ap seekhne k marahal mein hein to kam az kam 100$ ki investment ap k pass honi chaiye warna ap ko nuqsan hi hoga. es k ilawa agar ap expert hein aur short term trade ko pasand karty hein to ap 10$ se bhi shoro kar sakty hein lekin phir bhi koshash karein k 100$ investment ho aur ye short term k liye agar ap long term trade karna chahty hein to phir kam az km 1000$ laazmi hone chahiye warna long term ap k liye faydamand sabit nahi hogi.
          beginner short term: minimum deposit 100$
          expert short term: minimum deposit 10$
          beginner/expert long term: minimum deposit 1000$
          es k ilawa trade ka lot bhi apni investment k hisab se rakhein itna backup lazmi rakhein k kam tareen satah par value aa bhi jaye to ap ka account washout na ho aur us se bhi behtar hal ye hai k har trade ka stop loss aur take profit lazmi set karein.
          Ap k reply ka intizar rahy ga agar ap ko mera ye thread pasand aya to thanks ka button lazmi dabayein taa k main mazeed achhy achhy threads aur bhi mehnat se bana sakon.
          jald hi hum forex ka begineer course bhi shoro karein gy. jis mein bunyadi baatein seekhayi jayein gi.
          aapane bahut acche mein mashwara diye hain aur agar kisi ke pass ki Forex trading ka experience hai to use is business mein jarur investment karna chahie investment se hone wale profit mein aur kaun se hone wale profit mein bahut Fark hota hai aur donon ki training mein rules ka bhi bahut jyada Fark hota hai investment ke account mein rules bahut aasan hote hain aur usmein aap apni trade ko kisi bhi time close kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

            hamy apny experience ky mutabiq is main amount invest karni chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky makrer main run kar sakty hain yaui aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarot nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hai yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

              Mery bhai jb bonus trading ki facility mil rhi hai tu investment krny ka faida nhi kionkeh pehli baat tu hai k investment krny k liye experience ki zarorat hoti hai jo mery khayal mein itna acha experience kisi k pas nhi hoga aur na hi investment krny k liye paisy agr paisy hoty tu bonus se trading q krty bonus trading se earning krty rehen agr experience acha ho jaye tu invest krein wrna chor dein.
              • #8 Collapse

                Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

                Assalamualaikum ji bilkul bhai ne theek kaha hai ki hamen kam se kam trading karni chahie. Jo junior member hai unhen To starting mein main kam trading karni chahie Taki unko sari market ke bare mein maloomat bhi ho jaaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

                  Ager ap ke pas trading Kerny ka knowledge or experience hey to ap is business mein apna paisa investment ker ke trade ko open ker sakty hain jo member is business mein demo account pee trading kerny ka knowledge or experience hasil ker ke is business mein apna paisa investment Karin
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

                    Forex k karobar main apko agar profit kamna hai or acha profit bn na hai to apko kam se kam 1000$ ki investment karni hogi jis per apko daily market ko samjh kar kaam karna hoga or apni lot size bohat he kam nikalni hogi yani k 0.02 bas es per trade karty rahen or acha munafa kamaty rahen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

                      Forex trading mein kisi bhi members ko invest karne ki jarurat nahin hai kyunki form per jo members bhi usko follow karke aur dil lagakar kam karta hai is tarah se form usko achcha bonus de deta hai aur use bolna chahie har ek member acchi trading karke or jyada profit bhi unka leta hai jo form members ko achcha bonus de raha hai to isliye members ko chahie ki vah khud se kuchh bhi invest na karen aur usi bonus se hi acchi trading karke aur apne liye profit on kar le
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

                        agar yah investment ki baat ki ja Forex trading mein bahut sare log real investment bhi karti hai lekin kuchh log aise hote Hain Jo expert hote hain vah apni real investment se fayda hasil karte hain vah acchi trading karte hain lekin new member ko kabhi bhi starting mein real investment nahin karni chahie balki bonus se Hi trading karni chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam az Kam Investment Forex Trading k liye

                          Dear friend apny humary sath boht achi information share ki han apki sari baten bilkul theek han humy apny account main kam se kam 100 dollor to hon to hi humy trading karni chahea is se kam to trade karny main maza nahi ata or na hi koi khas profit kama sakty han mere account main is dafa 3 dollor aye thy us par mene 2 din trading ki profit bhi kamaya to sirf 4 dollor bany they or phir loss ho gea to account wash ho gea ye boht kam rakam ha humy kam se kam 100 dollor or agar ho saly to 1000 dollor hon to ziada best han.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X