Kia forex me mehnat e sab koch h.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex me mehnat e sab koch h.?
    Me sab doston sy yeh poochna chahta hon k forex me kaamyabi hasil krny k leay mehnat e sab koch ha. Ya is me hamari qismat sy bhi hamin kamyabi mil sakti hna.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

    Deckan luck ki apni soch hai lekin Meri soch sabse different hai kyunki main kahta hun agar aap hard worker hai to sath aapke pass lakh bhi nahin chahie agar aapke pass lakh nahin hogi to aap kuchh bhi nahin kar sakte trading sabse mushkil dance daily ab dekhte hain ki maximum trader forex trading mein nakam hote hain iski sabse badi vajah yahi hai vartman to bahut karte hain lekin unke unke sath nahin deti lakh ko hamesha aapke sath lekar chalna hai agar aap acchi hai to inshallah FIR aapko hi result milenge jo aap chahte hain lekin maximum chances chahie utane ke na hone ki vajah se aapko result acchi nahin milte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

      Ji bilkul Mere Bhai aisa hi hai jab tak aap log Forex Mein mehnat Nahin Karenge tab tak aap Log Yahan per Kuchh Aisa Nahin ho sakta agar aap log Forex se Kuchh Hasil karna chahte hain to aapko Yahan per mehnat karna Hogi
      • #4 Collapse

        Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

        dear friend forex trading aik complicated business ha is mn achhi earning hasil krna asan naen lekin meray khial mn mehnat k sath sub kuch mumkin ha keun k agr ap mehnat kren aur forex ka complete knowledge aur achha trading experience gain kr k trading kren to ap bahot achhi earning hasil kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

          Dear brother forex trading men mehnat se sub kuch mumkin nhi hey kiun k jab tak acha knowledge aur experience hasil nhi kartay mehnat karnay ka koi faida nhi hota iss liay pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir mehnat karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakeelhaideri پيغام ديکھيے
            Me sab doston sy yeh poochna chahta hon k forex me kaamyabi hasil krny k leay mehnat e sab koch ha. Ya is me hamari qismat sy bhi hamin kamyabi mil sakti hna.
            mere sale mein aap Forex ke alava bhi agar koi business karen to usmein aapko mehnat karne ki jarurat hoti hai aur Forex mein tu sabse important chij hi mehnat hai kyunki is business mein Ham bonus kesariya kam karte hain aur bonus aapko milta hai acchi mehnat ke sath aap jitni mehnat ke sath ismein kam karenge aur acchi quality ke post karenge tho he aapko isase achcha bonus hasil hoga aur aap se achcha fayda hasil kar sakenge.
            • #7 Collapse

              Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

              Bahi jan mahnat main azmat ha mahnat har jaga zarori hoti ha isliay apko chaey kh ap mahnat karin q kah mahnat karin gay tu acha kam.ho ga or acha bonus milay ga phr ap mahnat kar kay acha profit hasil kar sakin gay isliay zndgi kay har mor ki trah forex par bhi mahnat karna bahot zarori hota ha takhi apko kamyabi mil saky
              • #8 Collapse

                Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                Ji han dear member har kam ke karne mein mehnat sabse jyada jaruri hoti hai kyunki jab tak koi bhi mehnat nahin karta to vah use kam ko sahi se nahin kar pata hai aur jo log bhi mehnat apne kam mein karte hain vahi kamyab ho paate hain isliye har ek member ko chahie ki agar vah fark se kuchh bhi paisa kamana chahte hain to unko kafi jyada mehnat karna hogi aur jo log kamyab hai vah jyada mehnat karte hain mehnat hi se yahan sab kuchh is possible ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                  G bilkul dear friends forex may mahnut he sub kuch ha aur hum mahnut say he sub kuch kar sakty hain aur ager hum yh chaty hain k hum forex may better way k sath achi say achi trading karin to hum ko zada say zada mahnut karna ho ge aur hum ko sahe kamaybi k way k sath kam karna ho ga aur sahe mareket ko win karna ho gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                    Aoa to all members bilkul thk bat Hy ap ki keh Forex per mhnat hi sab Kuch Hy kio keh ap mehnt Ker KY Forex main kamyab ho skty ho mehnt KY bagher ap kamyab nai ho skty ho .Ager Kam mehnt kry gay aur mehnt Ker KY ap Forex per Kam kry gy Tu ap ko Acha profit hasil ho ga .Kio aj kal Tu wsy hi lockdown chal rha Hy Tu hum ko chahy keh hum Forex per Pori mehnt KY sath Kam kry
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                      ji haan main theek hai hamen bhi manzil Tak lekar jaati hai hamen chahie ki Ham mehnat Karen Dil lagakar kam karenge to hi Kamyab Ho sakenge hamen greed band kar ismein Kam nahin karna chahie balky mehnat aur Dil lagakar ismein kam karna chahie tab hi kamyabi aur sab karenge
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                        ji han bilkul agar hamen Forex mein kamyabi hasil karni hai prophethacker karna hai to hamen maine karni chahie kyunki har kam ke liye hamen mehnat ki jarurat hoti hai agar Ham manager nahin karenge to kamyabi hasil kaise kar payenge hamen jyada mehnat ki jarurat rahti hai main sab kuch hota hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                          Mere bhai nay theek ki hay forex forum main kamyaabi serf oar serf mehnat say hi mil sakti hay kun kay ye ik aisa forum hay jo hamain serf hamari mehnat say earning ka moka detaa hay ham nay ziyaada say ziyaada mehnat karni hay oar forex business ko seekhna hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                            G dear aap ko pta hai hr kaam mn mehnat darkar hoti hai or koi bhi kaam bghair mehnat k nhi kiya jaa skta ici trah agr hm mehnat kren gy to forex mn bhi kamyabi k chances brhty jaen gy or kuch arsy mn hm buht acha profit earn krny k qabil ho jaen gy.. Ici liye hmy koshish krni chaiye k hm forex ko seekhny k liye ziada sy ziada mehnat kren taa k future mn acha profit hmara muqadar bn sky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia forex me mehnat e sab koch h.?

                              Ji haan bhai Pakistan Forex Mein mehnat Hi Sab Kuchh Hai mehnat Nahin Karenge To kamyabi Nahin Milegi mehnat Karenge to kamyabi Milegi isliye Apne mind ko Har Waqt active rakhkar aap mehnat Kya Karen Forex mehnat se kamyabi acchi Tarah Se deta hai aur hamen bhi chahie Dil Laga ke kam Karen Ham Jitna Jyada kamyabi per focus Karenge Hamen aasani se Saccha profit Milega cprofit Aane Se Hamen bahut Khushi hoti hai aur ham aur Pahle Se Jyada acchi Tarah Se mehnat Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X