Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?
    Slam. Mai forex trading forum k tamam member sy puchna chahti hn k is pr kaam krty huye ap kis trha k emotions pr kesy control kia ja skta hai. Please apny experience k mutabiq guide kijiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

    Forex trading mein kam karte hue apne aap ko control mein rakhen kyunki agar aap jyada earning ke chakkar mein apne emotion khode aur apni trading aise karenge aapka counter wash Ho jaaye to fir aap Meri tarah kuchh bhi hasil nahin kar sakte main bhi apna kaun kisi vajah se vah Kya hai ki main chahta tha ki main jaldi jaldi yad nahin karunga aur apna capital capital increase yah sabse mushkil hai mere liye hamen apna capital increase karo lekin main apna account Bhaskar ke Na bahut badi galti ki hai abhi main apne motion per control nahin kar raha hai lekin next week mein inshallah main result.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

      s forum main planing kar k hi trad karni ho gi aur apny emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain chahye is k bary main learning karni ho gi aur hamain is forum main part time main bi job kar skaty hain aur full time main bi job kar k hi hum ahi trade kar k hi hum trade karni h gi aur hamain market main bi earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

        Dear Forex trading 1 online international business hai jis mein aapka focus Hona bahut jaruri hai Kyunki agar aap apne emotions ke sath yah jaldbaji Mein Forex mein koi kaam karte hain to aapko usmein Kabhi fayda Nahin Hoga isliye emotions ko control na karne se aapko Hamesha loss hi hoga yah Baat mind Mein rakhte Hue trading Karen Taki aap apne emotions ko aasani se a rok sake
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

          Dear forex mein emotions ko control mein kerna bahut zaroori hai agar aap forex mein laalch na kerain aur sakoon sae trading kertay rahain aur minimum lot kah sath trading ko tarjeeh dain agar aap aisay hi trading kertay rahain gay tou forex mein aap ko koi kaam kernay mein mushkil nahin ho gi aur aap kay emotions bhi control mein hi rahain gay
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

            Dear forex trading mein emotion ko control tab hi app kar sakty hain jab app sabar sy kaam len gy aor lalach k baghir trading karen gy agar app lalach sy kam karen gy to app forex trading mein ko loss ho ga aor jab loss ho jaye tab emotion control karna mushkil ho hata hay isliye start mein hi apny app py qabo rakhen.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

              hamy apny emotion or lalch ko qaboo main rakah is main merhant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr sakty hain hamy aik time table aban kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham target pior ka rsakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unique r legal business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

                dear friend forex tradingh min kameybbhony keley apny imotion ko ap zaror control maij karen ap as main gab gald bazi karty hain to ap as main zaror nkm hoty hain aur as gald bazi say hi apny acount ko wash kar dety hin aur asa pa ko nahi krna chahey acha kam karen ur acha profet hasel karen ak kmeyuab trader ki tarah
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

                  Ji Han dear friend ji han bilkul main aapki baat se aagrah karta hun aapane bilkul theek kaha hai agar ap nay Forex main kamyaab Huna hai to ap ko chayay ap is main Achi Tarah say mehnat karain aur apnay emotion ko control krain aur kamyaab ho Jain agar ap nay kaaam Karna hai to ap kamyaab ho jao gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

                    Dea friend jab hum achi trading learning karain gay or acha trading knowledge use karty huye demo per practice karain gay to hamain good experience hasil hoga jis say hum achi trading kar sakain gay or hamesha apny emotions ko control kar kay trade karna seekh jayain gay. Or always successfully profit earn kar sakain gay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai kaam krty waqt apny emotions ko kesy control kr skty hain?

                      Hanji hum forex trading maon kam krtay howay apni amaont ko yha tu jb hum trading krtay hai tu humnko cahiye k hum apni trade pr pora foks karen tak agr hmari trade loos ki taraf jaay tu hum apni trade band kr dany yhe phr hum ko jo parifit hoo hum us ka vidra lay kr us save kr sktay hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X