agr 2 baar ek thread ko rply kray.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agr 2 baar ek thread ko rply kray.
    dosto jesa k ap loog jantay ho k yaaha forex per ek thread ko 2 baar reply krnay se post duble reply ban jata hain jes say ap ko bouns nahi melta may nay ye suna hai, ap apni apni raye day.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai aik hi thread ko 2 bar reply nai karna chaye kuinkay ye cheating ho jaye gi aur bar bar aisa karny say ap ka account banned bhe ho sakta hay is laye jis thread ko aik bar ap ka comment ho chuka ho is ko dobara comment nai karna chaye
    • #3 Collapse

      agr ap aysa krty ho to ic say apko post krnay ka koe bonus nae milay ga or ic say ic bt ka b dr hai kay khi apka account ban na kr diya jay ic liya bhtr hai kay ap ak e theret may br br posting na kro han agr ao kuch din bd aysa krty ho to phr koe itna khas msla nae hoga phr b koshish kro kay apko ic chez kli zrort e na pray .
      • #4 Collapse

        bhai jaan karne ko 1 thread mein 3 post bi kar sakte ho but ye unke rolse ke khilaw hai is liye ap 1 thread mein ek bar hi post karen agen kisi or thread mein post karen warna apka bonus apko nahi mile ga
        • #5 Collapse

          ahan, agr 2 baar ek thread ko rply kray , well dear nahin , hamen ye rule dia gaya hai ke ham ek thread mein ek karen :)
          • #6 Collapse

            nahee aik hi thread ko 2 baar reply karna posting k rules k khilaaf hai is ki waja se aap ka account banned bhi ho sakta hai so be careful
            • #7 Collapse

              Aik thread par do baar post karna forum ke rules ke khilaf hai. Aap kabhi bhi aik dafa post kiye huye thread mein dobara post na karen.
              • #8 Collapse

                dear agar to galti say 1 thread 2 bar ho jaye to koi probelm nahi hoti lekin agar ap jan bhoj akr karien gay to phir apka accont banned ho sakta hy is liye dhayan say posting karni chahiye
                • #9 Collapse

                  agar aap is main aik thread ko do baar reply kartay ho to aap ko us ka bonus nai milta hai or aap ki post waste jati hai is lye is main aik post ka aik hi reply karian or ziada reply na karian
                  • #10 Collapse

                    dear friend ap ne theek hi suna hai pak forex forum main aik hi thread ko 2 bar reply kerne se is thread ka bonus ni milta kuin k ye pak forex forum k rules k khilaf hai hum ak thread ka only one bar hi reply ker sekte hain.
                    • #11 Collapse

                      Humain aik thread ki aik bar hi reply karna chahayie agar 2 bar ho jay to koi problem nahi hota but humain regular esa nahi karna chhahyie.
                      • #12 Collapse

                        dear hmy aik pe aik br e pist krna chahiteh warna loss hony ka bht chance hota hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyabi mil skti or forex best kaam hai world ka hmy chahiyeh mehnat zaida sy zaida
                        • #13 Collapse

                          You can one thread is one reply. You can not two reply on the one thread. I am advise you that we are follow the forum rules. So that our account is active.
                          • #14 Collapse

                            If any tradres mistakenly posted two time comments in a day against one threads so our moderators ignore his mistake, but if tradres are habbitual to post their comments again and again against one threads so their account can be banned to this reason.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ham 2 bar aik hi thread ko rply nahi de sakty hai ku kay is trha ap pe duplicate ka sign ajata hai jis se ap ko problm bhi hoti hai kam karty hue matlab kay forex ap ka account bannd bhi kar sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X