Threads mein knowladge new members ky kam ata h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads mein knowladge new members ky kam ata h
    Jb bhe koi new threads ata h wo hmry new members ky kam ata h wo usy phrty h us py post karty h or us sy new information lety h tu koi bye wrong information threads mn share na kary balky koi acha experince share kary koi knowladge or experince wali bat hi threads mn batni chey asy fazul threads nhe karny chey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

    Aziz dost main aapki is Baat se bilkul agree karta hun ke Forex Pakistan form main Aam jitni knowledge Full Aur informative Threads share Karenge new member ke itne Hi Kam aaega Kyunki vah in threads ko read Karke a Apna knowledge or experience improve kar sakte hain isliye Hamen chahie kya Forex Pakistan forum Mein Hamen Main knowledge Full aur informative Threads share karne chahie Bar Bar repeated trade share na Karen Kyunki Agar repeated topics per Ham Bar Bar Threads share karte rahenge to new member Apne knowledge ko increase nahin kar Sakenge isliye senior member ki yah moral duty aur Prime responsibility hai keva unique aur new idea share Karen
    Last edited by ; 21-04-2020, 07:11 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

      Yes brother forum ma knowledge new member k lae faiday mand hoti hai, but forum ma knowledge chupi hoti hai, esko talash karna parta hai, agr kisi member ki reading habbit achi ho gi to he wo es knowledge ko hasil kar saky ga, forum ma senior ki posting parhny sy na serf achi knowledge hasil hoti hai balky trading ki achi information b hasil hoti hai,
      Last edited by ; 21-04-2020, 07:10 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

        hamain thrad ko read kar k hi hum sucess ho akty hain aur boht say memebr is forum main kam karty hain so hamain is k bary main learning karni ho gi aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main analsye karni ho gi aur hamain expeirence ho ga tab hi hum achi trade arni ho gi aur hamain marke tmain entr hony say pahly is k baryy main earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

          Forex me Hamen informative thred Banana chahie free hi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge for online business hai Ham bhi kam kar sakte hain Ham Din Mein Bhi kam kar sakte hain Ham apni Marji se time table Banakar kam kar sakte hain yah Ek Aisa business hai jo hamen bhi de raha hai aur Hamen learnng gain kar ky aik time table bana kar is mai kam karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

            Ji han aapane bilkul sahi kaha hai Forex form mein threads agar Ham knowledge share karte hain to vo knowledge new members ke liye profitable hota hai Kyunki vah knowledge Se Apna trading business Vista kar sakte hain aur usse profit Hasil kar sakte hain isliye jitne bhi member Pakistan Forex forum main threads karte hain unko chahie ki unmen Apna experience share Karen Taki new members ki rahnumai ho sake
            • #7 Collapse

              Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

              hamy is main achy or alla qualites ky threads reply akrny chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain hamy is main acha or alla qualites kam karna chahry pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kr sakty hain yai aik asa busienss hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

                Agar Ham 3rd Mein Apna knowledge share Karenge to vah Jo new traders Hai vah Jab use trade copa Denge to vah use knowledge ko istemal kar Sakenge apne liye trading karte hue usmein Apne knowledge ko share Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

                  new members ka knowledge is liy bhi kam hota hy kue keh abhi ewo yhan per new hoty hein unkey pas knowledge ka zakhira nhi hota hy yhi wja hy keh wo thread mein bhi acha knowledge share nhi ker paty hein lekin ager ham mhnat ker lein aour new members senours ki post ko read ker lein to bhi informative aour knowledgeable threads ker sakty hein,.
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

                    Senior members ko chahie gave form per Jyada Se Jyada Forex trading se related knowledge ko share Kiya Karen Jitna Jyada Forex trading sin related knowledge share Kiya Jaega new members Ko Itna is Jyada fayda Hoga aur Unka knowledge increase hoga Jis Se acchi trading kar Sakenge
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sirf Dani پيغام ديکھيے
                      Jb bhe koi new threads ata h wo hmry new members ky kam ata h wo usy phrty h us py post karty h or us sy new information lety h tu koi bye wrong information threads mn share na kary balky koi acha experince share kary koi knowladge or experince wali bat hi threads mn batni chey asy fazul threads nhe karny chey
                      Senior members ko chahie geva form per Jyada Se Jyada Forex trading se related knowledge ko share Kiya Karen Jitna Jyada Forex trading se related knowledge share Kiya Jaega new members Ko Itna is Jyada fayda Hoga aur Unka knowledge increase hoga Jis Se acchi trading kar Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

                        dear friend forum main bhi p ko ach knowlldge melta y forex trading ka aur as keleye as main seneor member as main kam karty hain aur woh as main zaror kameyab hootry hain go as ko folow karty hainaur posting ko achay say read karty hain as leye ap ko chahye as main acha kam karen aur kameyab trader ki tarah as main sekhty rahen
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

                          naye aanay walay member ko knowledge tab he hasil ho ga jab seniors members achi achi threads forum pay post karen gay to juniors ko faida ho ga air hamen chaye kay jitna mumkin ho juniors kay masail pay tawajo den agar wo koi bat pochtay hen to seniors ko serious ho kar jawab dena ho ga tab he unka masla hal ho ga aur wo full dedication say kam kar saken gay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads mein knowladge new members ky kam ata h

                            forex forum pe hum na sirf bonus hasil krte hain bal keh is se hum apne lye acha knowledge bhi hasil kr skte hain r seniors members agr apna knowledge threads men share kren to new members ke knowledge men izafa ho skta hai r is se woh apni problems ko achi trah solve kr skte hain r threads acha zarya hain new members ke help krne ka

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X