Thread k title me kabi spelling mistake mat karo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread k title me kabi spelling mistake mat karo
    AAP sab ko chahie ki hamesha thread k title mein spelling sahi likha Karen kyunki jab tak thread ke title mein spelling sahi nahin likhe honge tab tak members ko bahut jyada problem hogi to vah acchi tarah se reply nahin de payenge ise isliye Ham sabko chahie hota hai ki Ham ISI tarah se ke title mein bhi spellings per acchi tarah se focus rakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

    Yes brother forum ma thread ka title asa hona chahe k maximum member es ko taraf attract ho jayn, forum ma asa tb he ho ga jb thread k subject ma kio spelling mistake ni ho gi or ye unique ho ga, posting ka work boj mehsoos hona sharu ho jata hai but jb kio asa thread ata hai jo informative hota hai to kaam karny ko bhot dil karny lagta hai,
    Last edited by ; 21-04-2020, 07:03 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

      Forex Mein Kamyab hone ke liye Hamen acche title ke thyroid Banane chahie aur Hamesha spelling mistakes ko avoid karna hoga Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge spelling mistake ki vajah se Hamara account was ho sakta hai aur ek Mein Hamen loss ko Har Hal Mein khatm karna hoga ki Ham Hasil kar Sakenge Forex Mein Hamen ek time table Banakar rojana kam karna chahie ki ek best business hai
      • #4 Collapse

        Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

        ji janab aapki baat bilkul sahi hai yahan per kuchh trader hai jo 3rd minut bakrid title mein bahut mistake karte hain lekin hamen yahan par title mein mistake nahin karni chahie title acche tarike se hoga tabhi nutritive ko yahan per iski kuchh samajh ja sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

          thread kay unwan men agar spelings mistake ho ge to members ko samjh bhi nai aye ge aislye thread ka title ho hay wo theek ho aor impressive ho ta kay readers ko attact kary aor wo thanks daye bina reh na paye hamen achi tara kam karna ho ga tab he forex men profit bana saken gay aor kamyab ho gay,
          • #6 Collapse

            Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

            Asslam o alaikum
            Forex trading forum mai thread type krty wqt apny spelling pr ghor krna chahye k ap k spellings thik honay chahye ta k post krny waly members ko asani ho smjhny mai q k glat spelling sy words ko smjhny mai mushkil hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

              ji bilkul aapane sahi kaha hai Ham Jo third ka title rakhte Hain usko acchi Tarah Se Soch Samajh Kar Rakhna chahie aur usmein koi spelling ki mistake Nahin Karni chahie Tha ke padhne wale ko koi shak Aur Subah Na Ho Aur vah acchi Tarah Se samajh Aya K Is Tarah Aadmi Hai Koi Banda kya Kahana Chahta Hai
              • #8 Collapse

                Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                Ji bilkul title ke spelling bilkul theek Tarah Se likhen Tak dusron ko aapki baat samajh sake aur FIR vah uska aapko Sahi tarike se jawab De sake aur aapke Sawal ka aapko HAL mil jaaye
                • #9 Collapse

                  Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamzainayat پيغام ديکھيے
                  AAP sab ko chahie ki hamesha thread k title mein spelling sahi likha Karen kyunki jab tak thread ke title mein spelling sahi nahin likhe honge tab tak members ko bahut jyada problem hogi to vah acchi tarah se reply nahin de payenge ise isliye Ham sabko chahie hota hai ki Ham ISI tarah se ke title mein bhi spellings per acchi tarah se focus rakhen
                   
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                    Aap sirf apni friend ke title ko hi Achcha na Rakho Palke aapane post karte hue bhi usko mistake Na Karo post bhi theek Hona chahie aur usmein koi dekh strong wording use Nahin Karni chahie theek tarike se kam karna chahie
                     
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                      Aap sirf apni trend ke title ko hi Achcha na Rakho Bal ke aapane post karte hue use ko mistake Na Karo post bhi theek Hona chahie aur usmein koi dekh wrong wording use Nahin Karni chahie theek tarike se kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                        Dear thread ka title ho ya koe post ho us mein app koshish karen asan lafzon mein hi apna view byan karen q k jab koe read karny wala app ki post ko samajh saky ga tab ap ko app ky post ka jawab dy saky ga is liye koshish karen aek bar type karnay k bat post ko zaror read kar len tab hi apni mistakes dekh sakty hain forum py.
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                          dear friend ap koshehs karen k forum main posting karen y thred as main spaling mistake mat karen as say ap ko forum min quality post ko ap khatam kar dety hain ges main pher ap ko ach bones nahi melat hy as leye p koshehs karen acha kam karen aur posting quality par achays say dehan dain
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                            Dear ap ne bilkul thik kaha humy spelling ki mistakes ni krni chaiya khass tor pr title me. Agr hum mistakes krty hain tu hmari mistakes ko notice me lia jata aur humy likes bhi kam milty hain jis se humara bonus kam hu jata he aur post uncounted bonus me chali jati hain. So humy spell mistakes ni krni chaiya.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thread k title me kabi spelling mistake mat karo

                              bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hsail karni ha to per hum ko spelling mistake ko teak karnaa hoga q ka ager hum apna spelling mistake ko teak karta aha to per hum koachi profit hoge laken ager hum es taraa nhi karta ha to per hum ko loss he hoga es leya hum ko chaheya ka hum thread ma spelling mistake na kara to best hoga...............

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X