Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser
    Dear forex member ajkal jo cruna virus je waja se her jaga per lock down ho chuka he is je waja se her country oer bhut zayada aser ho chula he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

    Corona Virus ki vajah Se Har country ki currency per bahut bada Li tarike se effect Hua Hai Kyunki Agar Dekha Jaaye to over all countries ki economical condition bahut bure crisis mein chal rahi hai agar aap log Kisi bhi country ki currency per trading Karenge to aap logon ko bahut jyada Itihaas ke sath kam karna padega Kyunki aajkal market ke vah halat nahin hai jo ki pahle aap log market ki simple price action Ko Dekhkar trading Karte The aur usmein Kamyab bajate the agar aap log Apna acche tarike se analysis Nahin Karenge aur acchi planning Nahin Karenge to market ki aap Logon Ko samajh Nahin a sakti Kyunki aajkal market sirf aur sirf news ki vajah se chal rahi hai technical analysis mere sabse totally fail ho gaye hain Kyunki korona Virus ki vajah se bahut gande ashrat market per Pade Hain
    • #3 Collapse

      Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

      Coronavirus ki vajah se ek currency ki movement down Mein Hai Hamen bahut Soch samajh ke kam karna hoga for international business Hai Isko samajhna Aasan Nahin Hai Ham ismein trading kar sakte hain Ham ismein Paisa bhi invest kar sakte hain Hamen Apne experience ke mutabik Forex Mein kam karna chahie Forex unique aur Kabhi Khatam na hone wale business hai isliye Ham Apne Boss khud aap hi hote hain
      • #4 Collapse

        Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

        Bihar aapane bilkul sahi kaha hai Forex mein Corona virus ki vajah se bhi Kafi currency pairs per Asar Hua Hai forex market Mein Mukammal Taur per iska Asar Nahin Pada lekin sometime iski vajah se demand and supply ki vajah se market up-and-down Mein karti hai is Virus ki vajah se Puri Duniya Mein karobari Nizam Puri Tarah Se MutAsar Hua Hai Jiski vajah se pure Mulk ke Business mein Kafi down Mein movement chal rahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

          hamain markt main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakhan ho ga aur currncy ko use ka rk hi hum achi trade ka rk hi hum run karin gay uar hamain mark tmain ent rhony say pahly is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achi earning karni ho gi aur hamain market main rpacice karni ho gi tba hi hum achi trade ka rk hi hum loss say bach skaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Saifkhan پيغام ديکھيے
            Dear forex member ajkal jo cruna virus je waja se her jaga per lock down ho chuka he is je waja se her country oer bhut zayada aser ho chula he
            g bhai apki baat bilkul theak ha is coronvirus na tu pori dunia ko ik jga stopp kr dia ha or abi tk kia pta is k kia kia nuqsanat hunm or kb tk usk asrat hun. kei countries tu kahi kahi sal peechy chaly gye han unko itna loss ho rha ha. dunia k jitny rich country thy USA and UK jesy wo b iski lapait ma aye or bht zyda nuqsan hwa uny. is liye ap ka point valid ha is pa kei ignore ni kr sakhta
            • #7 Collapse

              Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

              Corona virus Ne overall Puri world market ko effect Kiya Hai Jiski vajah se trading mein bhi Kafi farq para Hai To is vajah se market ka rujhaan Kafi tabdeel Hua Hai isliye trading karte hue aajkal bahut ehtiat ki zarurat hai
              • #8 Collapse

                Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

                Corona virus pandemic ka taluq kisi khas area se nahi hay ya phir ye kisi khas country ko affect nahi karaha hay balkay is ka asar duniya ke har hissay par rahay hay aur jis ki wajah se poori duniya main economies main bochal aya hua hay aur is ka direct asar forex market par bhi horaha aur sath is market main maujood har currency pair bhi iskay shikar se nahi bach paraha hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Cruna virus ke waja se her ciuntry ka crruncy per aser

                  coronavirus ki vajah se pure world ki economy pahunch crystal hai aur crash kar chuki hai specially crude oil ki jitni bhi economy all over the world crash kar chuki hai isliye Hamen bahut Mushkil surte Haal se gujarna pad raha hai Hamen ine conditions Mein kam karne mein bahut mohtat rahana hoga Taki Hamen bilkul bhi loss Na Ho aur Jitna Bhi aapko loss hoga Jitna Bhi aapko loss hoga recover ho sakta hai aapane risk to reward per kam karna hai aur emotional discipline ko follow karna hai aap Agar inko follow kar dete Hain To aapke liye is condition Mein kam karna bhi possible hai aur aap accha profit kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X