tension ma ho to kbi b trading na kry...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tension ma ho to kbi b trading na kry...
    dosto forex trading ma agr ap kisi kism ki tension ma ho to tension ma hony ki soort ma ap kbi b forex trading ma trade ko na lgya kiun k agr ap tension ma trade ko lgya gy to ap ko kafi loss ho skta hy forex trading ma or ho skta hy k ap ka account b wash ho jya es ly dosto trading krty wakt ap ka mind fresh hona bht he zyda zroori hy kiun k agr mind fresh ho ga to phr he ap soch smjh k or achy analysis k sath trading ko kry or aisi soort ma ap ko profit hony k chances b bht he zyda ho jya gy es ly dosto trading jb b kry to fresh mind k sath kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

    Hamen fresh mind Hoke trading Karni chahie free Ham kamyabi Hasil kar Sakenge aur ek se online business hai Ham ghar mein baithkar trading kar sakte hain trading karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Agar Ham Pareshan Hai To Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Hamen nuksan ho sakta hai Hamen freshman hokar cool hokar Forex trading Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

      Ji han aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading ka business Ek risky business hai isliye ismein freshman ke sath kam karna jaruri hai agar aap Kisi bhi Tarah Ki tension mein hai to aapko trading Nahin Karni chahie isase aap khud Hi Koi Na Koi Galti karte hain jisse aapko loss ho jata hai isliye Hamesha Soch Samajh Kar aur prashn mind ke sath trading Karen jisse aap Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

        Agar aap Logon Ko Kisi bhi Kasam Ki tension hai to aap log trading na Karen Kyunki Jab aap log tension mein trading entries Lenge to aap Logon Ko kabhi bhi acche decision Nahin Le Sakenge aur aap log market ki judgement acche tarike se nahin kar Sakenge aap log apni planning acchi tarike se nahin kar Sakenge aur aap log apni money management bhi Behtar tarike se nahin kar Payenge agar aap logon ka mind fresh hoga to yah sab chijen aap log acche tarike se kar sakte hain isliye koshish Karenge Jab Bhi aap logon ka mind fresh ho aur aap log Kisi bhi Kishan ki tension mein Na Ho tab bhi aap log trading Karen aur apne trading entries ke bare main market se analysis Hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

          tension se stress increase hota he or stress se koi bhi kam thk ni hota is lia during tension post krna thk ni he it may harm us glt post se nuqsan uthana pr skta he jo loss ki bari waja bn skti he is lia jiyna ho skte utna mind ko relax rkhne ki koshis krein take tension km ho or stress b km ho jis se brain pr brdn bhi km hoga or achi post krne mein hlp mile gi
          • #6 Collapse

            Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

            Tension mein ap koi b trade ko open na Karin is se ap ko srif loss ho ga jo member is business mein cool mind Ho ker trading kerty hain wo member is business mein acha profit hasil ker sakty hain hmean is business mein confused Ho ker kam nhe kerna chye is se hmean srif nuqsan hota hey is se ap ko koi faida b nhe hota hey
            • #7 Collapse

              Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

              g han hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum sucess ho sakt hain aur hamain i s k bary main practice karni ho gi aur hamain is k bary main planing karni ho gi aur hamain mind ko fresh kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum achi trade karni ho g aurr hamain marke tmain bi trader banay say pahly main earn ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                Dear brother ap ki bat bilkul theek hey agar mind men koi tension chal rahi ho tu aesi situation men ghalt trade lag jati hey aur bara loss bhi ho jata hey iss liay pahlay apna mindset theek karen aur phir fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trade open kar k acha profit hasil kar saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                  ji han bilkul theek kah rahe hain agar hamen kisi bhi sim ki tension hai to hamen trade nahin karni chahie agar Ham tension mein trading karenge to hamen lost bhi ho sakta hai isliye hamen hamesha tension ko dur karke trading karni chahie tabhi Ham kamyab Ho payenge Varna hamen isase pahle usko Tak rahega aur hamen bahut nuksan bhi ho sakta hai isliye hamen tension ke bagair trading karni chahie a
                  • #10 Collapse

                    Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                    hamy tension free ho kar forex main kam krna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain hamy is main acha or alla qualites ka kam karna cahhe pher hi ham kamyab ho sakty hain or apni family ko suppor kar saktry hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy ksi be office jany ki zaort nahi hoti yai aik internatioanl business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                      Doston agar aap emotionally stable Nahin Hai To trade bilkul Bhi Na Karen Kyunki use time aapko samajh Nahin Aaegi ki aapko Kis time trade Ko rokana hai aur kise Tarah trade Lagani hai aapko sell trade Lagani hai ya Buy ki to isliye aapko chahie ki trade us time lagaen Jab aap mentally relax Hon
                      • #12 Collapse

                        Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                        Yes agar ap log tension main rehkar kam karian ge to meray nahi kahayal ke us tareekay se kam ho paye ga isliye apnay mind ko free karna bohat hi zaroori hay aur aik bar mind free ho jaye ga to kam karnay main kafi maza aye ga aur ba asani ham forex market se profit gain kar sakain ge . MInd fresh na honay ki wajah se zyada tar aesa ho jata hay ke ham se galat faisaly hotay hian aur woh faislay nuqsan ka bais ban jatay hian.
                        • #13 Collapse

                          Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                          gee han bhai ap ne thek kaha hai agr hum is business main tension main hein tu hume trade nai krni chaiye is main relex mind k sath kam krte rehna lazmi hai chart analysis ko fallow kr k work krte rehna lazmi ha demo account hamre liye eik acha teacher hai is main hume samjdari se work krte rehna lazmi h
                          • #14 Collapse

                            Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                            g tention men to hum koi bhi kaam acha ni kr skte hain r stress r emotions r tention se kbhi bhi trading ni krna chahye qk is se hum acha analysis ni kr skte hain r jb analysis he acha ni hoga to hum kese profit le sken ge to hum ko trade krte hoe her kaam ko saber se krna chahye r ache mood se r achi entry pe trade krna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: tension ma ho to kbi b trading na kry...

                              G bilkul sahi kha ap ne khbi b load mind K sath trade ni lagana chahyie balky Trade lgana k liye ap ka mind bht positive thoughts k sath fresh hona chahyie aur ap ko market k kuch ups and downs ki thori bht information honi chahyie:1f611:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X