Naye trader kiun nakam hoty hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Naye trader kiun nakam hoty hen
    Jo log forex me naye hen wo ziada tar nakam ho jaty hen kiun k un k zehan me hota he k forex trading aik bahot asan Kam he aur is me nuksan nahi hota lakin yeh bat sach nahi he forex ka Kam na to asan he aur na hi sada is lye bhi Naya Banda is Kam me aye Kam ko baqaida seekhy phir samjhy aur tab Kam shuru kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

    New traders Forex main isliye na, thank you ke Har Koi yah Samajhta Hai Ki vah Forex mein bahut jaldi successful ho jaega but aisa hi nahin Forex Ek bahut hi difficult business hai jismein bahut jyada mehnat karni padati hai tab aap Logon Ko Forex ki samajh aati hai agar koi new member yah samajhte Hue Forex ko join kar raha hai ki vah Ek Hi Din mein bahut jyada profit Pasand kar lega aur Apna profit withdrawal Bhi Karva lega To Aisa Mumkin Nahin ho sakta Kyunki a Forex Mein Kafi Jyada difficulties ko face karne ke bad kamyabi milati hai agar aap log Jyada Main Karenge tabhi aap log Kamyab Ho Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

      keyu k un k pass experince nai hota hai so hamain is k bary main pahly learning akrni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main kam kr k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main b enter hony say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice karni ho gi ta k earn ho skay gi
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #4 Collapse

        Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

        Knight Rider ke nakam hone ke Piche Sabse Badi bajaya hoti hai ki unke pass Forex ka experience Nahin hota hua abhi experience Hasil kar rahe hote hain Jiski vajah se unko loss hota hai jitne bhi new member Hain unko chahie ke Forex Mein real trading karne se pahle vah demo account per apni reading practice Karen jisse vah Forex ka experience Hasil kar sakte hain Jab unko experience Hasi ho jata hai to vah apni trading bhi Bahtar kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

          Kuchh log bagair knowledge aur bagair kisi senior se Mashwara kiye trade Lagana Shuru kar dete Hain To Agar unhen chij ka knowledge hi Nahin Hai To vah kaise use per trade lagakar fayda Le sakte hain isliye new traders ko chahie ke pahle senior se sikhen aur uske bad trade lagaen
          • #6 Collapse

            Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

            New trader is ly nakam hoty hain jo member is business mein new member hoty hain un members ke pas itna zayda knowledge or experience nhe hota hey jis se wo trading mein acha profit hasil nhe ker sakty hain hmean chye ke hm is business mein acha knowledge or experience ke sath trading Karin ta ke hmean kamyabi hasil ker sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

              Ham trade lagakar munafa Kama sakte hain Hamen kamyabi Hasil karne ke liye mehnat Karni chahie Hamen analysis Ka istemal Karna chahie Hamen market ko Samajh Ke ismein amount deposit karna chahie free Ham Upar ke kam Karenge To Hamara account Band Ho Jaega Kabhi khatm hone wala hai business hain is mai hum apne mrze sy time tabale bana kar kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                naye traders is lyay nakam hotay hain q keh un ko kaam kurnay ka exerience nhi hota hy un ko chahiyay keh forex main kam kurnay kay liyay sab say pehlay apnay experience main ezafa kuray q keh is experience say he woh apna kam acha kur saktay hain or is main kamyab bhi ho saktay hain is lyay new members ko hamesha kam kurnay say pehlay is kay baray main experience zror gain kur layna chahiyay takeh loss na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq89 پيغام ديکھيے
                  Jo log forex me naye hen wo ziada tar nakam ho jaty hen kiun k un k zehan me hota he k forex trading aik bahot asan Kam he aur is me nuksan nahi hota lakin yeh bat sach nahi he forex ka Kam na to asan he aur na hi sada is lye bhi Naya Banda is Kam me aye Kam ko baqaida seekhy phir samjhy aur tab Kam shuru kary
                  Dear ap ais market mai agar dekhy to ais market mai jo trader knowledge k baghair kaam karta hai wo ais market mai nakam ho jata hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai kaam sekh lena chaye aus k baad ap ko real account par kaam start karna chaye magar jo trader kaam sekhy baghair start kar deta hai aus ko loss hi hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                    Dear brother forex trading men new traders ki nakami ki bahut c wajoohat hen jin men achi learning aur knowledge nah milna aur demo account pe practice kar k experience hasil nah karna aur jaldi men profit hasil karnay ki koshish men bari lot laga denay se bara loss ho jata hey aur musalsal loss ki waja se nakam ho kar trading chor jatay hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                      G there Jo new member aate Hain vah isliye na kam hote hain kyunki unke pass achcha knowledge nahin hota aur acche experience nahin hota hai unke pass experience and knowledge hai to vah ismein na Kam nahin ho sakte to acchi trading kar sakte hain unko knowledge or experience ki jarurat Hoti hai unke pass hai to vah achcha kam kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                        kis ny kaha hy keh new traders nkaam hoty hein ager wo vrules ko follow na krein to nkmaa hoty hein other wuse aGR IK kaam ko usk rules k bmutabik kiya ja raha ho to qk bhla hamin loss hoga new trasders tab nkaam hoty hein jab wo copy posts kerty hein or senors ki baat ki manfi kerty hein ghlt pairs per trading kertyy hein isk ilaawa wo nkaam isliiy hoty hein qk unk pass experince nahe hota wo kabhi kabhi lalcj bhi kerty hein ....
                        • #13 Collapse

                          Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                          Naye trader nakam isi veja sa hoty hain kh voh acha kam nahe kerty bs lalach main aa jaty hain or voh chaty hain kh ham ko acha profit mila laken voh isi lalach ki veja sa nakam ho jaty hain Naye members ko trading kerna ka tarika bh nahe aata hay isi veja sa nakma ho jaty hain or un ko acha profit tab hi mila ga jab voh acha kam kerty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                            Forex trading itna aasan business nhe hy jitna hm new log isko asan samjty hen forex trading ma trade karny or earning krny k liy forex ka knowledge or experience boht zrori hy jb new trader experience k bgair trading start kr dy ga to us ny nakam he hona hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Naye trader kiun nakam hoty hen

                              Dear Forex member new members trading karte hue na Kami Ka Saamna isliye karte hain Kyunki vah jald Bazi karte hain aur Unki strategy aur planning acchi Nahin Hoti aur vah different qism ke experience karte hain trading ke dauran over trading Bhi Karte Hai Jiski vajah se unhen bahut Zyada nuksan ho jata hai aur Ahista Ahista vah yah kam acche tarike se Sikh Jaate hain lekin Apna nuksan kar Chuke Hote

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X