Emotion k sath trading na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion k sath trading na karen
    Dear Pak forum members ap sab kesy hain umeed hay sab theak hon gy. Dear members jaisa k app sab janty hain k forex trading aek risky business hay jis mein app ko chota sa risk bhe mehnga par sakta hay is liye ap kabhe bhe emotional ho k trading na karen bhalky cool mind k sath trading start karen tab hi app kamyabi hasil kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion k sath trading na karen

    Pyare doston ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge aur Forex trading se acche profits injoy kar rahe Honge dost aap bilkul theek kah Rahe Forex trading mein Main jazbati hokar trading na Karen Kyunki Forex trading Mein Jazbaat ki koi Jagah Nahin Hai agar aap jazbati hokar trading Karenge to Jyada Se Jyada nuksan face Karenge greedy aur emotional trading maximum traders ki fever Ki Sabse Badi reason hai main aap Tamam doston ko Yahi advice karunga Forex trading mein Main Kamal Mishra ji sakoon School aur freshman ke sath kam Karen emotions ko apne aap Se Dur rakhen agar aap is business se achi aur nahin karna chahte hain to
    Last edited by ; 21-04-2020, 05:24 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Emotion k sath trading na karen

      Trading karte hue Hamesha Apne emotions per controller ke aur koshish karen ki aap log Jabeen trading karen to aapki emotions trading Mein Na Aaye agar aap log trading karte hue Apne emotions per control Nahin Rakhenge to aap logon ko bahut jyada loss ho sakta hai isliye koshish Karenge Jab Bhi aap log apni koi bhi trading entry Lagaye to Uske bad aap log Apne emotions ko control Mein rakhen Jab tak aap logon ka target profit purana ho jaaye yah agar aap Logon ki trade last Mein Chali jaati hai to aap log vate Karen jab tak aap logon ka stop loss head Na Ho Jaaye agar aap log jaldi Mein Apni trade close kar denge to aap logon ko bahut jyada Las ho sakta hai aur aap bahut Main Apne decision per Pareshan Honge
      • #4 Collapse

        Re: Emotion k sath trading na karen

        hamain is k baryy m ain practice karni ho gi ta k earn karnay main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main emtoion ko kabo main rakhna ho ga tba hi hum achi trade kar k hi hum real main kam kar k hi hum apni har zroat ko pora ka rk hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi ent rony say pahly earn ho saky gi
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Emotion k sath trading na karen

          hamy apny emotion ko qaboo main rakh kar is main mehanst sy trading karni chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty h ain ham is maim out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa busiess han jis main hamara koi be boss nahi hota ham is man apny boss ap hi hoty hain yai poors man or job less man ky liye aik acha busuiness hain
          • #6 Collapse

            Re: Emotion k sath trading na karen

            Kuch log forex trading men ziyada loss ya ziyada profit ko dekh kar emotional ho jatay hen aur ghalti kar detay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss forex trading men kamyabi hasil karnay k liay her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Emotion k sath trading na karen

              forex main humain es main emotion ho kar hum e smain kam karain gain to hum es main loss ho skta hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain hum es main live tarding karty hain hum es main experience ko hasl kar kay hum es main kamjab ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Emotion k sath trading na karen

                han g bilkul sahee baat note ki hy apony hamin kabhi bhi emtions k sath trading nahee kerni chaiy qk aGER hum emtions k sath trading krein gy to hum zarror loss ko face krein gy ap youn samjh lein kerh emtpoin loss ki trf ly jamny wala ik rasta hy to hum is rasty per nahee chal sakty khoishis krein bhter sey bhi bhter work krein apko kamybi zarror mily gi
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion k sath trading na karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
                  Dear Pak forum members ap sab kesy hain umeed hay sab theak hon gy. Dear members jaisa k app sab janty hain k forex trading aek risky business hay jis mein app ko chota sa risk bhe mehnga par sakta hay is liye ap kabhe bhe emotional ho k trading na karen bhalky cool mind k sath trading start karen tab hi app kamyabi hasil kar sakty hain
                  Yes dear ap agar ais market mai trading kar rahy hai to ap ko ais market mai apny emotion par control karna hota hai agar ap apna loss dekh k emtional ho jaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda loss ho jata hai ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko sabar karna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion k sath trading na karen

                    ASSALAM O ALIKUM g bilkul theak kaha hai apny hamen emotions k sath kabhi bhe trade nahi karni cheye jub bhe karen emotions ko control main rakh kar he karen tabhi hum kamiyab hoty hain or acha earn bhe karty hain ..emotions hamen hamesha he nuksan dety hain or hamen kabhi bhe kamiyab nahi hony dety hain ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion k sath trading na karen

                      g hn dosto forex trading ma emotional k sath trading krny sy bachy kiun k emitional ki wja sy ap ko forex trading ma loss ho skta hy bht sy aisy trader hy forex trading ma jo emitional ho k forex ma trading krty hy or phr loss he uthaty hy forex trading ma hmesha fresh mind k sath soch smjh or mind sy hr trha ki tension utar k phr forex trading ma aya or phr koe trade lgya forex trading ma aisy ap ko profit hony k chances ho gy or ap aik acha profit forex trading sy earn kr skty hy es ly dosto jitna ho skhy emotions sy bachy tak ap ka account b bacha rhy
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotion k sath trading na karen

                        G hain ya bat such hy hum jo bhi work ho us ma emotions ka ho na bout zari hy agr hum work emotion se ni kery gaw to ya possibly ni k hum us work ma kamyabhi gain ker saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotion k sath trading na karen

                          Trade Lagate Waqt aapka confidence sabse zyada important chiz hai agar aap confidence ke sath rate lagaenge aur usmein motion ka factor kam hoga to use trade main aapko profit Milega lekin agar aap emotionally trade lagaenge to Fir aapko loss aane ka Khatra hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotion k sath trading na karen

                            Pakistan Forex mein agar aap acchi tarah se emotional hai to aapko chahie abhi acchi trading na karen to hi aapko loss nahin Hoga lo se bachne ke liye aapko chahie Khoob mehnat se kam Karen aap jitni jyada mehnat se kam karenge aapko kamyabi utna jyada milegi aane ka yah nahin ki aap Forex mein kam hi na Karen loss aane se aapko chahie usko recover Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotion k sath trading na karen

                              emotions st tread kary gy to hm apna loss karay gy hmy analyses kar k confidence k st tread karni chahiy jtni zada planing k st tread kary gy otna hi hm ko acha profit hasal ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X