Account wash hone par umeed kabhi na chorian
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

    dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar ham k account wash bhi ho jy to bad main bhi ham ko chye k ham is main achay say apnay kam k last tak karat rahnay ki try kia karein is main ham ko kabhi bhi mehnat ko karna nahi leave karna ho g is main ham ko daily base pr apnay target ko set kr k he apnay kam ko lasttak karaty rahna ho g is main he ham ki beri kamybi ho sakti hay is main .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

      g han agar humara account wash ho jata hy to humay himat nhi harni chahiyay balkay humay himat say kam layna chahiyay or himata say kam lay kr he hum acha kam kur sakay gay to humay agar loss ho to humay himat say kam layna chahiyay or jub hum himat say kam laytay hain tub hum apnay loss ko recover bhi kur saktay hain or again acha kam kyur kay achi trah say trade kur sakaty hain or trading main kamyab bhi ho saktay hain
      • #18 Collapse

        Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

        han g apki bat thk hy keh hamin kbhi bhi himmat nhi harni chahiy belkeh hamin chahiy keh ham good learninig key sath work krin jesa keh ap sab janty hein yeh aik international business hy iss mein loss and prodfitt donu ko accept kerna prey ga ager loss ho jaiy iss ka mtlub yreh nhi keh ap work kerna hi chor dein belkeh apko chahiy keh ap ziada sey ziada mhnat ker key loss ko recover krein.
        • #19 Collapse

          Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

          Dear friend forex trading men loss hota rahta hey aur kabi kabi bra loss ho jata hey aur account wash ho jata hey iss liay tension nhi leni chahiay yeh forex trading ka hissa hey iss liay dobara posting pe mehnat karen tu phir acha bonus hasil kar saktay hen aur achi trading kar k achi earning hasil kar saktay hen
          • #20 Collapse

            Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

            Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain kabhi bhi mayous nahin hona chahyea balkay humain kamyabi hasil kernay kay lye mehnat kerni chahyea acct wash b ho jae to na umeed ni hona chahe, forex ma loss sy acct wash hoty he hain, forex ma loss sy sabaq sekhna chahe, agr ap ny acct wash hony sy sabaq hasil kar leya to samjy k loss ki keemat pori ho gae, mazeed achi posting sy hamy phr bonus mel jae ga jis ko ham next week phr trading ma invest kar leyn gy, ab to bonus weekly melta hai ab zayada wait b ni karna peray ga tab hi hum forex mein kamyab ho sakain gay
            • #21 Collapse

              Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

              dear forex men agr humara account wash ho jata hy to humen chaia keh hum umeed ko belkkul bhe nai khatm karen gy taab he hum achi kamyabi hail kar saken gy agr hum forex men acha kaam nai karty hen forex men agr humen dill lagi sy kama naai karty hen to humen loss he ho ga to humen aysa kam nai kaanra chaia tab hje hum ahci kmyabi hasil kar saken gy
              • #22 Collapse

                Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

                g han phir se mehnat karain aur phir bonus lain aur phir mehnat karain kyon ke agar ap ne kaam karna hai to ap ko earning ap ke experience ne deni hai agar aesa nahi karain ge to ap ko los ho ga to bus mehnat se ham ne kameayb hona hai to hmain candles pe mehnat karni hai jo cheez market hai candles pe hi sab kaam hota hai yahi market hai is liye mehnat se ham ne kaam karna hai learn karna hai ta ke ham acha earn kar saken
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Account wash hone par umeed kabhi na chorian

                  trade men loss ho ya profit yeh trade ka hisa hain r forex trading men hamare lye in ke chance equal hote hain to hamen achi learning r planning se loss se bachne ke koshesh krna chahye r agr unfortunately loss ho bhi jae ya account wash bhi ho jae to is se ghabrana ni chahye bal keh ek new juzba ke sath bext move krna chahye r apni mistakes ko thk kr ke apne experience ko increase krna chahye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X