market ka analysis kr kay trading krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ka analysis kr kay trading krna
    Aslam o alikoum dear aj kal kafi market low hai too daikh kr trading krni chahaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ka analysis kr kay trading krna

    Walakum Slam ji han dost apne sahi kaha hamain jab bhi markit ko analyse karna chahye soch samajh kar karna chahye jab ham markit ko analyse karte hain to hamain is ka bhot zyada nuqsan nhi ho sakta balke hamesha hamain is se profit hasil hogi.
    • #3 Collapse

      Re: market ka analysis kr kay trading krna

      Hamen analysis Ka istemal Karke kam karna chahie free Ham Paisa Kama Sakenge Forex Ek International Kabhi Khatam na hone wala business hai Ham ghar mein vyast Kiska kam Aasan ke sath kar sakte hain Ham struggle Karenge To Hamen kamyabi mil Jayegi Hamen analysis ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Kyunki Agar Ham Inko ignore kar denge To Hamara account Band Ho Jaega aur kuch samajh na Ek Din Ka Kam Nahin Hai yah Ek best business hai
      • #4 Collapse

        Re: market ka analysis kr kay trading krna

        dear g han ap nay achi bat kahe hay ham ko chye k ham is main market ko bar bar assess kr k he ham ko trade ko karna chye is main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna ho g mehnat k sat apnay kam ko last tak karaty rahna chye is main ham ko bar bar analysis karnay k bad he trade ko open karna chye is main any k bad main agar ham aisa karaty raha karein gye to he hqam ko kamybi miley g is main .
        • #5 Collapse

          Re: market ka analysis kr kay trading krna

          Forex main kaam karte jue hume is main analyssi kar k tab he ja k trade opem karni cahye taa k hum is maon koi profit haisl kar saken or beger strategy k is main kabho nuqsan na urhaen or is main hardwork karte jue is main success haisl kar saken or is main kamyab hojaen
          • #6 Collapse

            Re: market ka analysis kr kay trading krna

            koi bhi trade open karne se pahle uske bare mein analysis karna bahut zaruri hote hain kyun ki aap ki trade profit mein jaye gi yah last mein iska faisla aapke analysis karte hain agar aapke analysis acche hote hain to aapko ismein profit ke chances bhi acche ho jaate Hain isliye Hamesha achcha kam Karen mehnat se Karen aur best kam karne ke liye proper mind ke sath kam Karen
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: market ka analysis kr kay trading krna

              Assalm o Alaikum! dear members jab tak apko ye malom na ho ke market main iss cheez ki price kitni hai tab tak trade na karen kal oil ki movement ki wajah se boht se forex members ka loss hoa hai or wo iss wajah se ke kuch log bgair dekhe hi trade kar dete hain jiss ki wajah se badmain unko boht loss hota hai kal bhi oil ki movement ki wajah se boht se logo ke account wash ho gae
              • #8 Collapse

                Re: market ka analysis kr kay trading krna

                g han humay market ki analysis kur kay he trading kurni chahiyay is say yeh faida hota hy keh humay market kay baray main pta chul jata hy keh market kis hal main hy is trah agar hum market ki analysis ko check kur kay trade kurtay hain to is trah humay loss honay kay chances bhi kum ho jatay hain or hum achi trah say trading kur kay acha profiot bhi gain kur saktay hain is lyay humay hamesha market ki analysis ko check kur kay he trade kurni chahiyay
                • #9 Collapse

                  Re: market ka analysis kr kay trading krna

                  As-salamu alaykum Forex mein bahut Sare log sabse pahle information ko analyse Karti Hai FIR bad Mein trading open karte hain agar aap senior member hai aur aapane analyse nahin kiya to aapko bahut loss ho sakta hai isliye senior members aur Junior member sahab se yah gujarish hai ki Forex Mein kam karne se pahle information ko analyse kar liya Karen bahut sari sites analyse deti hai answer bhi aap analyse dekh sakte hain aur Forex mein cheating Karke acchi Tarah pata chal kar sakte hain otherwise aapko Kafi loss ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: market ka analysis kr kay trading krna

                    Ji main aapki baat se aagrah karta hun forex market mein aap jo bhi trade open karni hai iska complete analysis Karen aur trend ko Maloom Karen Trend band karne ke bad aap market Mein trade open kar sakte hain lekin trade open karte waqt aapane is emotionally nahin karna to aap is market Mein best profit ko target kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: market ka analysis kr kay trading krna

                      market conferences karna bahut important Hota hai tabhi aapko acchi opportunity mil paati hai aur FIR aap acchi tarah se trading kar paate Hain isliye aapko chahie kya market ko acchi tarah se dance karte Rahe aur acchi quality ka kaun sa mere ko aap uska bahut accha result hasil hoga aur aap bahut acchi tarah se earning kar payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: market ka analysis kr kay trading krna

                        jee han dear ap ne bilkul sahi kaha forex main hum jab bhi trade karen hmen chahiye k hum apnay analysis ko achi tarah complete kar k apny signals ko achi tarah filter kar k he hmen trade karni chahiye iss tarha hmen loss k bohat he kam chances hon ge agr or ajkal lock down ki waja se hmen iss ko ziyada se ziyada tiime deny ka moka mila hai iss liye hmen iss ko bharpoor time dena chahiye or apnay analysis ko achi tarah complete karna chahiey taa k hum iss mian aik acha profit earn kar saken or apna iss mian experince ko encrease kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: market ka analysis kr kay trading krna

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
                          Aslam o alikoum dear aj kal kafi market low hai too daikh kr trading krni chahaiy
                          Forex trading at a critical medalist Mein Maar Peet ko analyse karna bahut jyada Zaroori Hota Hai Kyunki jab tak aap market ko analyse Nahin Karte aap ko acchi understanding Nahin Hoti ki aapko Kaise trade karna hai aur apni trade ko kaise Mehfooz Rakhna hai
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • #14 Collapse

                            Re: market ka analysis kr kay trading krna

                            han g bilkul issmein koi shak nhi hy ham markeet ko analyse achy treeky sey ker sakty hein ager ham trading sey phly news ko read ker lein aour uskey sath hi hamin yhan per analysing kernuy key bad hi trad open kernuy sey acha profit gain ho sakta hy..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ka analysis kr kay trading krna

                              Morning Doji Star consists of a large black body
                              candlestick followed by a Doji that occurred below
                              the preceding candlestick. On the following day, a
                              third white body candlestick is formed that closed
                              well into the black body candlestick which appeared
                              before the Doji. It is considered as a major reversal
                              signal that is more bullish than the regular morning
                              star pattern because of the existence of the Doji.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X