Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss lgana zaruri ha ya nai?
    Friends kuch trader kehtay hain k stop loss lgana chaheay kyun k is say apka account wash nai hot ajb k kuch kehtay hain aik trade ko lambay arsay k leay hold krain wo profit mn a jaye gi stop loss ki zarurt nai. So ap log apni raye dain stop loss k hwalay say k ap log stop loss lgatay hain ya nai aur wazhat krain ta k fourm k zariye sb logo ko agahi ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

    dear g han ap nay achi bat ko share karnay ki try kia hay ham ko chye k agar ham nay forex main achay say amybi ko gain karna hay to is min ham ko sl ko set kr k he trade ko karaty rahna ho g is main ham ko chye k ham is main apnay account balance ko see kr k he trade ko karaty raha karein agar ham is main aisa karein gye to he ham ko kamyi mil saky g is main .
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

      Ge dear stop loss bahot lazmi hay ye account ko loss say safe karta hay umomi toar pay dekha gaya hay kay jab trade loss men ja rahi hoti hay to trader yehe sochta hay kay yahan say ab market turn lay ge but wo loss men jati rehti hay aor account risk men chala jata hay to agar Stop loss laga ho to trade auto pay cut jati hay aor account safe reh jata hy ais lyae hamen SL use karna chaye
      Last edited by ; 21-04-2020, 01:40 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

        Stop loss ka use karna mere khyal mein ek behtarin planning hai isase Ham mein bahut kam loss hota hai kyunki agar Ham stoploss lagate Hain to hamare apne account ke Mar jaaun ke hisab se stop loss lagate Hain Taki jab bhi hamen loss hone Lage to is had Tak loss ho aur ise jyada loss Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

          Bhai yah aapane Ek acchi baat poochhi hai aur jahan tak baat hai Star Plus ki To usmein Kuchh fayda Bhi ho sakte hain aur kuchh nuksan bhi ho sakte hain Agar in case of Star Plus Laga Dete Hain To usmein aapka Ek Hath per jakar trade automatically close Ho Jaati Hai Lekin agar aap staff nurse Nahin Lagate Aur Main Bhi Hua usse Kuchh. Aur niche jakar fir market Wapas a Jaaye to aapko Achcha fayda bhi ho sakta hai aur aap apna last bhi recover kar sakte hain isliye Kabhi yah faydemand hota hai aur Kabhi Insan bhi ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

            Yes dear stop loss Lagana to bahut hi jyada jaruri hai agar aap StarPlus Nahin Lagate Hain To aapka account Hamesha was hone ki taraf chala jata hai aur aapka account was ho jata hai jo Agar aapane StarPlus Nahin Lagaya to Aapka account han time dangerous situation Mein rahata Hai Kyunki market Jab Bhi Jyada. Aap ke against Jayegi to aapko uska last Hoga aur aapka account Vas ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

              Ji bilkul agar aap stop loss ka istemal Karoge To yah aapke liye hi Achcha Hoga Kyunki stop loss Ka istemal Karke aap apne account ko Vash hone se bacha sakte ho aur jo Apne account ko khatm matlab capital Ko khatm Hone se sev Karta Hai Vahi Ek Achcha trader kahlata hai isliye stop loss ke sath hi tech profit ka istemal bhi bahut important Hai Har trade mein
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                G mery opinion k mutabiq tw hmn stop loss laga k hee trade karni chahye qn kah is se hum bary loss sae bach sakty hain or apna account wash hony sae bacha sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                  Ji han dear brother Jab Bhi Ham Forex mate Koi trade open Karte Hain To usmein Ham Agar stop loss ko use Karenge to usse Hamen yah fayda Hoga Ki Hamara account was kabhi bhi nahin Hoga Kyunki Jitna Ham last trade per Rakhenge use per hi trade Hamari close ho jayegi usse Jyada Hamen nuksan Nahin hoga Hamen Har trade ke sath stop loss ko use karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                    Buot sy senior member is main stop loss naho lagate balky sirf is maib trads laha k take profit lagate haij or is main stop loss nahi lagate q k unhy yakim hita hai k trade wapis bho lot sakti hai isliye hum sabko chaye k hum is main stop loss na lagaen balkay is main mehant k sath kaam karte rahen
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                      Assalamu Alaikum

                      Stop loss ya take profit lagana ak optional hai yeh ap ki hi sahulat Kay liya hota hai Kay AGR ap ko chart par lagta nazar jamae rakhna hai to ap ko tp ya SL set karnay ki zarrort nahi aur AGR ap ko move on hona hai to ap is ko set kar dain yeh ap Kay balance ko secure banata hai .
                      Thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                        Dear frend mery khayal mai stop los take profit sy b zayada zaruri hai kun k agar hm tp nai lgaye gy to os sy hmy faida nai ho ga jab k loss b kam he ho ga laken agar hm stop loss nai use kary gy to os sy hmara accout washed hone k chance bhot bhar jaty hai ji k hmary loye aik bhara loss ha ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                          Forex trading account mein Hamen main trade lagat baccha Hamen stoploss Jarur Lagana chahie Agar Ham stop loss Nahin Lagate To Hamen bahut jyada nuksan hone ke chances Hote Hain Ham trade lagakar Aksar Bhul Jaate Hain aur Hamari trade loss Mein ja rahi hoti hai agar humne stoploss Lagaya Ho To vah Khud BA Khud trade ko band kar deta hai isliye yah bahut hi jaruri hai trade Lagate Waqt Hamen stopless Jarur Lagana chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                            agar ham nay forex main achay say amybi ko gain karna hay to is min ham ko sl ko set kr k he trade ko karaty rahna ho g is main ham ko chye k ham is main apnay account balance ko see kr k he trade ko karaty raha karein agar ham is main aisa karein gye to he ham ko kamyi mil saky g is main .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss lgana zaruri ha ya nai?

                              g hn dosto forex trading ma stop loss ko zroor use krna chy kiun k stop loss k bht he zyda benefit hy jis trade py hm stop loss ko use kry os sy hmain loss ni ho ga kiun hmari trade hmary mukrar krda point py aa k khud he close ho jya gi es ly dosto es sy hmain forex tradibg ma bra loss ni ho ga or na he hmara account wash ho va es ly dosto jb b forex trading ma trade ko lgaya to stop loss ko zroor use kry kiun k ye ap ko kbi b bra loss ni hony dy ga trading ma or na he account wash hony dy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X