hamain over confidence ka shikar nahi hona chahay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hamain over confidence ka shikar nahi hona chahay

    Forex trading mein main our confidence Se Kam nahin karna chahie Agar Ham bahut over trading karenge Apne account mein to Hamen Las hoga Hamen chahie ka Forex trading mein money management se kam Karen aur apne balance ke mutabik profit ki ratio Karen Agar ham Forex trading Meie risky trade lenge aur jyada profit hasil ke chakkar mein padenge to Hamen loss hoga Forex trading mein Hamen Apne analysis karne chahie Taki hamari trading beta Ho aur ham Forex trading Se achcha benefit hasil kar sake Forex trading mein Hamen jyada Se jyada time spentt karna chahie Taki Ham apni trading mein self-confidence paida kar sake aur apne liye daily basis per earning kar sake aur jo bhi trade Karen take profit stop loss ke sath Karen small lot use karne se hamara acount wash nahin hota bulke safe rahata hai
    .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hamain over confidence ka shikar nahi hona chahay

      Forex trading mein Hamen overconfidence a trade nahin karni chahie Forex trading mein Hamen chahie ki Ham trade karne mein analysis Karen Agar Hamen acchi trade entry mile to trade Karen overconfidence se Hamen loss ho sakta hai Forex trading mein Hamen market ke sabse chalna chahie aur trade karne mein jaldbazi Na Karen Sabar se kam Karen aur Market ko acchi tarah watch karke trade Karen to Hamen achcha fayda hoga.
      • #18 Collapse

        Re: hamain over confidence ka shikar nahi hona chahay

        kabhi bhi kisi ko bhi overconfident hokar working nahin karni chahie hamesha Sabar ke sath kam karte rahana chahie aur apne confidence ko bhi control mein rakhna chahie aur apne emotions ko bhi control mein rakhna chahie tab hi aap ek acche aur kamyab trailer Ban paoge aur aap apni life ko achcha banaa paoge
        • #19 Collapse

          Re: hamain over confidence ka shikar nahi hona chahay

          Forex trading mein agar Ham over confidence se kam karenge bagair soche samjhe message kiye to Hamen last hoga Forex trading mein vahi person kam job Hain Jo market ke mutabik chalte Hain risk nahin lete Apne balance ke mutabik kam karte hain Forex trading ke rul ke mutabik kam karte hain tabhi vah apna account save karte hain aur apne profit ko increase karte Hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: hamain over confidence ka shikar nahi hona chahay

            market main kaam karne k ly confidence bohat he achi cheez hai lekin apko kabhi over confident nahi hona hai es mrket main apke ly yeh bohat nuqssan deh hai apko chahye k jab bhi ap log kaam karen as a new member apne sab analysis karen or trend market ka find karen phr ja kar ap trade lain over confidence main apko bohat ziada loss ho sakta hai

            اب آن لائن

            avatar Azaad
            avatar Qasi
            Working...
            X