Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

    hamara sab kuchh kismat per hi depend nahin hota hai banke hamen khud bhi acchi tarah se learning karni hoti hai aur acchi tarah se practis karni hoti hai aur jab tak Ham khud acchi tarah se hardworking nahin karenge tab tak hamari kismat bhi hamara sath nahin degi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

      Yes brother, hamari kismat ka daro madar hamari mehnat par hota hai, kismat unk sath he chalti hai jo mehnat kartyn hain, forex ma kuch trader luck par bahrosa kartyn hai wo galat kartyn hain, kiu k luck unk sath hoti hai jo mehnat ko tarjeeh dety hai, Allah kisi ki mehnat ko zaya ni karta, forex ma mehnat ka badla zarur melta hai but es ma time b lag sakta hai,
      • #18 Collapse

        Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

        Asslam o alaikum.
        Forex trading business mai agr hm mehnat karain gy to hmy iska zada benefit hoga. R jb zada benefit hoga to hm apni qismat ko acha smjhain gy to isiliye hmy zada mehnat ki zrorat hai ta k hm is k zariye apni qismat ko acha bna sakain hm apni qismat ko behtr krny k liye mehnat krni chahye.
        • #19 Collapse

          Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

          Hamare Kismat tab bante Hain Jab mehnat ki Jay zyada se zayada mehnat ki Jay Chahe wo Forex forum Ho ya koi bhi kam ho Insan ko mehnat Jari rakhne chahie Chaha wo training ka dauran lazmi tor pr krne chahie to bhir Banda agy jakar apni Kismat achi kar sakte hain vaise to Kismat Allah ne likhi hoi hai bhir Bhi Ham koshish aur mehnat kar sakte hain aur behtari La sakte hain Forex forum main bhi Dil Laga kar mehnat karne chahie
          • #20 Collapse

            Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

            mehnat to hamen Karni chahie mehnat karne ka hamen kaha gaya hai aur uske sath sath mein Kismat per bhi ek Hi rakhna chahie jab bhi Ham Kisi kam ko karte hain usmein edit karte Hain to tab bhi hamen vah fayda deti hai is vajah se aap apni Kismat per yakin rakhiye per uske sath sath aap apna kam bhi karte nahin ab mehnat Karen aur kamyabi hasil Karen
            • #21 Collapse

              Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

              G hana hamen ye nhi soghna chaye k joo kismat mein hoga ham ko mull jaye gamager yahen sochen ge to ham ko kabhi bhe success nhi mile ge.ham ko mhanat kerne chaye jis sy hanare kisma ache ho sakti Hi aour ham good earning ker sakty hain.
              • #22 Collapse

                Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                jab hum mehnat kar forex trading ka knowledge gain kar laitay hain and practice kar k practical experience bhi gain kar laitay hain and phir achi tarha say market ko samaj k analysis kartay hain aur money management kar k trade open kartay hain to phir hum keh saktay hain k aagay hamari qismat otherwise hum luck pay trading main depend nai kar saktay agar hum bilkul mehnat na karain aur hum trading karna chahain knowledge gain kiay bina aur hum totally luck pay dependent hon to hum kabhi kamyaab trader nai ban saktay luck bhi usi waqat sath daiti hay jab hum nay mehnat ki hoe ho aur knowledge gain kiya hoa ho trading ko samja hoa ho tab luck banti hay
                If you work hard no body can stop you from success
                • #23 Collapse

                  Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                  Bilkul aisa hi hai hi Hamari Kismat tab hi banti hai hi Jab Ham mehnat karte Jaate Hain Kyunki Hamen Main Apne kaam se a bahut jyada lagao Hota Hai aur vaise bhi Business mein utaar chadhav to Aate rahte hain isliye kabhi bhi e Pareshan Nahin Hona chahie Agar kabhi e-glass Ho bhi Jaaye Banke apni mehnat ko Karte Rahana chahie aapko aapki mehnat ka fal Jarur milega aur aap kabhi bhi ye na Kam Nahin Honge Yahi acche trader ki Ki Nishani Hai keva Har kisam Ke a Halat ko manage karta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                    g hn dosto forex trading or pak forum py mhenat he hy jo ap ko achi qismat dyti hy agr ap mhenat krna chor dy gy or ap ki kismat ma b khrab ho jya gi or qismet tab Benti hay jab mehnat ki jay insan whi kamyab hota hay jo mehnat kerta hay pak forum main ap ka or koi bh kam nahe hota or na hi ap ko is main pora din kam kerna hota hay ap ko is main thori si dair kam kerna hota hay ap ko is main daily ki 50 post kerni hoti hain bs or kch bh nahe kerna hota ager ap yhi kam ker la ga to ap ko bahot hi faida ho ga or acha profit earn ho ga jab ap trading kero ga or aik acha profit earn kry gy forex sy
                    • #25 Collapse

                      Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                      Kismat ko meray hisab se banana parta hay ap diamond ki misal hi le lain kis tarhan se diamond ko nikhara jata hay aur usay nikharnay ke liye mehnat karni parti hay isi tarhan se bhalay h apki kismat bohat achi hay lekin apko mehnat kari paray gi apnay apko nikharnay ke liye aur kismat main likha hay woh panay ke liye.
                      • #26 Collapse

                        Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                        Aoa to all members g ha ap may Sahi Kaha qismat usi wqt bnti Hy jab ap mehnt krty ho aur mehnt Ka phal metha hota Hy .is ly ager ap ko Forex main apni qismat BNA ni Hy Tu ap ko is main sekht mehnt ki zarorat Hy jab is main mehnt kro gay Tu ap ko is sy Acha profit hasil ho ga aur is ko use Ker KY ap apni halat ko behter bana skty ho
                        • #27 Collapse

                          Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                          ji han dost apne sahi kaha jab mehnat se koi bhi kaam kia jai to us main qisam ap ki achi hone lagti hai is lye jab bhi koi bhi kaam karen mehnat se karen ta ke ap kisi bhi nuqsan se bache rhian our jab jab ap koi bhi kaam apne ap ko mushkil main dal kar mehnat se karen ge to ap ke hath kamyabi zror lage gi.
                          • #28 Collapse

                            Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                            G dear aap ny bilkul thk kha hai mehnat kamyabi ki pehli seerhi hoti hai agr hm forex mn profit k khwahish mnd hoty hen to hmy hmy zuada sy ziada mehnat ki zrorat hoti hai jis sy hm acha knowledge or experience gain kren taa k acha profit earn kr sken lakin ye bghair mehnat k impossible hai qn k hr kaam mn mehnat zrori hoti hai koi bhi kaam bghair mehnat k nhi ho skta ici liye forex mn bhi achi earning k liye mehnat buht zrori hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                              agar mehant nhe hoti hain tu kamyabi b nhe milti hain achy say acha member b aa jy ya achy say acha trader b aa jy tu usy kabi b acha profti hasil nhe hota hain jaaab tak vo achi tara mehant na kare jaaab tak ach tara hard work nhe kare ga tu koi b kamyab nhe hota hain kamyab hona hain tu mehant karna hoga kamyab hona hain tu lot of pratice karna hoga kamyab hona hain tu analysis karna hoga tab he kamyabi hasil hoti hain bouns say b acha profit hasil hota hain par koi bouns ki kadar nhe karta hain or wash kar deta hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hamari kismat tab banti hai jab mehnat ki jaaye

                                Yes right brother mahnat sae hee kismat bdlti hai. Koi b kam ho tw wo mahnt mangta hai or mhnat k bad hee kuch hasil hota hai. Forex business b aik aisa business hai is main ap jitni mahnat karain gy wo kum hai. Mahnat sae azmat hai mahnat rai gaan nai jati hai mahnat sae kam karain or phal pain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X