Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo
    aaj kal mein dekh raha hoon ke har EK member crude oil per hi baat kar raha hai pata nahin sab members ko Kya Ho jata hai ki kisi ko koi ek topic mil jaaye to har ek bandar use topic per hi threads create karta rahata hai jiski vajah se bahut sare members ke threads ISI vajah se delete hote hain ki bahut jyada similar threads per create Ho jaate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslanzaib پيغام ديکھيے
    aaj kal mein dekh raha hoon ke har EK member crude oil per hi baat kar raha hai pata nahin sab members ko Kya Ho jata hai ki kisi ko koi ek topic mil jaaye to har ek bandar use topic per hi threads create karta rahata hai jiski vajah se bahut sare members ke threads ISI vajah se delete hote hain ki bahut jyada similar threads per create Ho jaate Hain
    Good my brother crude oil related many post share ho chuki hai ab hamen kisi aur topic per discussion karni chahie kyunki is topic per bahut discussion ho chuki hai aap hamen newtrade ke bare mein apne angana se share karne chahie kyunki new trading hi hamare liye best hoti hai aur hamen try karna chahie ki Ham good analyses ke sath working Karen aur apni trading ko successful banaen aur hamen new discussion karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

      Mere dost aap theek kah rahe hain crude oil call setup friend banaa hua hai yahan per Kyunki Mere Liye uska Lake unpredictable aur unbelievable move hui thi crocodile ki Jiski vajah se aaj aur cal sab log oil per hi baat kar rahe hain mere dost baat kar rahe the Kyunki Jab Kisi chij Ka trend chal raha hota hai to Usi per hi baat ki Jaati Hai Logon Ko Pata Chalna chahie ki oil kahan tak Ja sakta hai aur Kitna nuksan kar sakta hai cal bahut logon ka nuksan hua hai kitne Logon ke account Subhash hue hain Kyunki Koi Bhi Ja believe nahin kar raha tha ki oil Itna niche Tak Ja sakta hai jo ki ek bahut bada record hai
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

        Yes brother, crude oil ny kal bhot sy traders ko mayoos kar deya hai, ap ab kam sy kam ik week tak crude oil par bat na he karyn to behtar ho ga, crude oil ab next week he apni jaga py wapas aye ga, but ab uncertanity ki waja sy trader es ma paisy invest karny sy daryn gy, forex ma cl bhot sy traders ka favourite hota tha but ab asa ni rahy ga, kiu k ab bhot sy traders ka bahrosa uth jae ga,
        Last edited by ; 21-04-2020, 09:41 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

          hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain hrd work kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain cahhye is k bary main practice karni ho gi aur hamain topic best chose karna ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum suces sho sakty hain aur hamain is kbary main bi practice karni ho gi tba h hum achi trade karni ho gi tab hi hum cahi trade karni ho gi ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

            G hy bilkul hm ik hi topic par pora din bt nhi krni chya is sa insan bora bh Ho jata hy or ik jysi post krna sa hmri post bh dlt Ho jati hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra change change kr kra ky topic par bt kra ta KY sub ko different different konwldg mil saky or kamyb Ho saky jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

              Ji han aisa hi hai aajkal Har EK trader crude oil ka thread banaa raha hai Hamen Badal Badal ke topic Banane chahie aur Hamen quality wala kam karna chahie FIR Hamen Achcha bonus Mil Jayega aur ek online business hai Ham ghar mein baithkar iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham ismein 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar kam kar sakte hain aur Paisa Kama sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                ji nahin janab Ham crude oil per hi work karke apni pareshani ko dur kar sakte hain hamen isko hargiz nahin chhodana chahie kyunki hamen is se bahut fayda hota hai kyunki crocodile per bhi Ham trading kar sakte hain hamen ismein kisi bhi kism ki pareshani nahin hoti Ham isase apni bosi pareshaniyan solve kar sakte hain hamen isko hargiz nahin chhodana chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                  kisi aur topic per discussion karni chahie kyunki is topic per bahut discussion ho chuki hai aap hamen newtrade ke bare mein apne angana se share karne chahie kyunki new trading hi hamare liye best hoti hai aur hamen try karna chahie ki Ham good analyses ke sath working Karen aur apni trading ko successful banaen aur hamen new discussion karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                    Bhai lagata hai ap ne crude oil mein trade nahi lagayi thi warna ap ye baat na kehty logon k laakho khaa gya ye crude oil aur history mein pehli bar esa huwa k koi stock itna gira k negative value bhi itni zyada hogayi ye shyd history mein dobara na ho. Jin k paisy lagy thy un ko ab bhi ye khawab lag raha hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                      members ko yah baat samajh nahin chahie ki limited kam hi achcha Hota hai jab aap limit se jyada kam karoge to dusre members ko problem hogi isliye kabhi bhi limit se jyada kam mat karo hamesha limited kam hi karo aur utna kam karo jitna dusre logon ko bhi pasand aaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                        `g han deara forex form men humen chaia keh hum daly base pe new topic pe thrdae karny chaia atab he hum forex men cha binuss hasil karb saken gy jaba tak hum cha kam naiakaren gy foirex form men jab hum bar bar ek he bat ko repet karty rahen gy ot hum nakam hi jayen gy humen chaia keh hum aysa koy bhe kam nai kaaren jiss sy humen loss ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                          ap ne bht he pyari bt ke hai kal se bht se members r jin men seniors members bhi shamil hain crude oil ke peche he par gae hain wahan pe apna account wash kra ke ab yhan pe fazool r bekar threads kr ke baqi sb ka nuqsan kr rahe hain to in sb se request hai keh agr kaam krna ni ata to na kya kro trade ka tareka ni ata to learning kr lo dosron ka nuqsan na kro
                          • #14 Collapse

                            Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                            Bilkul aisa hi hai ek hi topic Per Nahi baten karne lag jana chahie cal market ne moment Kiya hai sabko andaza hai market bilkul pachali ki hai bahut hi niche market giri hai lekin itni jyada Kabhi market giri nahi hai oil ki price action itni kam Kabhi Nahin hui
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Crude oil k topic ko chor do or kisi or topic par bi work kar lo

                              aapane crude oil ki baat ki hai ki isko chhor do aur Kisi per bhi work kar lo ji bilkul sahi kaha hai aapane kyunki Kafi sar member se unhone oil potret lagai hai to unko loss ho gaya hai is vajah se aap Koi aur pair choose karle jaise aap currency per bhi trade kar sakte hain uske alava Gold per bhi trade Karen use per bhi aap koshish karen ke trade lgaye ho profit hasil Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X