Stop loss har ek trade me use kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss har ek trade me use kare
    aap sabko chahie ki aap apni har EK trade mein stop loss ka use Kiya Karen sirf kuchh trade mein ya kisi khas time mein stop loss ka use karna jaruri nahin hota hai banke aapko chahie hota hai ki aap apni har EK trade mein daily basis per stop loss ka acchi tarah se use karte rahen Taki aapka account be secure Rahe
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss har ek trade me use kare

    Bulkal friend aj kal market kisi bhi waqt kisi bhi side main fast move kar sakti hay, stop loss ki waja say hum sudden movement kay hoty huye bhi apny account ko safe and secure rakh sakty hain or big loss say bach sakty hain. Stop loss ki facility actually hamary benefits kay liye hay, stop loss ko use karna aik mature trader ki quality hay jo hamesha apny account capital ko importance daita hay.
    Last edited by ; 21-04-2020, 09:29 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss har ek trade me use kare

      stop loss hr tread my lagana chahiy agar hm stop loss ni lagay gy to hamre tread ko zada khatra ho skata h loss my ja sakti h r gamara acount b wash ho skata ha stop loss take profit lazmu lagany chahiy
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss har ek trade me use kare

        Yes brother, take profit or stop loss har trade ma zarur use karni chahe, es sy acct secure rahy ga, forex ma acct safe rakhna sb sy important hai, agr acct rahy ga to he ham trading b kar sakyn gy, warna trading ni ho paye gi, small profit ki range rakh kar tora bara stop loss laga lena chahe, market ik he side py ni jati, up down chalti rehti hai, stop loss sy market ko bar bar dakhny ki tension b ni hoti,
        Last edited by ; 21-04-2020, 09:30 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss har ek trade me use kare

          Han mere dost aap bilkul theek kah rahe hain Hamen Jo yah ki jo Ham Forex Mein kam Karen yah aapane Koi trade lagaen to sabse pahle use Karen Kyunki Iske Lagana bahut important hota hai agar Ham isko use Nahin Karte to Fir Hamen Zyada nuksan ho jata hai hamara account bhi Vastu sakta hai cal aapane Dekha Hoga Jin doston ke SL Nahin Lage hue the oil ki parade per unke account was Ho chuke hain to aap sab Logon Ne Hamesha SL use karna hai Forex Mein kaam karte waqt yah aapko Ziada bade nuksan se bacha leta hai Forex Mein kaam karte hue
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss har ek trade me use kare

            Ji han aap bilkul theek kah rahe hain StarPlus Har EK tried main use Karen aap sab Kuchh aaya ki aap apne Har EK tried Mein Star Plus ko Jarur activate Karen agar aap Aisa Karenge to Aapka account sev Rahega aur agar aap yah active Nahin Karenge to Aapka account kab he bhi Vas ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss har ek trade me use kare

              Stop loss kamyabi ka tour Hai Hamen isko istemal Karke kam karna chahie Agar Ham stop loss ko ignore Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan Ho Jayega stop loss ko istemal Karne Wale tractor kabhi bhi nuksan nahin uthate aur kabhi bhi band na hone wala business hai Hamen experience Hasil Karke amount deposit karne ka risk Lena chahie FIR Hamen munafa Kumar Sakenge for international business hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss har ek trade me use kare

                dear forex form men jab hum acha kam karen gy forex form men jab hum speling ke mistake naia karen gy to hum kamya nai ho saken gy es ley humen sab memmebr k chaia keh es men achi mehnt sy acha kam he karen gyb taab he huj bahot he achi kamyabi hasil kar saken gy forex men jo bhe member acha kam kary ga wow member kamyab bh ho jay ga
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss har ek trade me use kare

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslanzaib پيغام ديکھيے
                  aap sabko chahie ki aap apni har EK trade mein stop loss ka use Kiya Karen sirf kuchh trade mein ya kisi khas time mein stop loss ka use karna jaruri nahin hota hai banke aapko chahie hota hai ki aap apni har EK trade mein daily basis per stop loss ka acchi tarah se use karte rahen Taki aapka account be secure Rahe
                  hamen agritrade main stop loss ko use karna chahie jab Ham every trade mein stop loss ko use karte hain then he Ham good working kar sakte hain aur hamari trading profitable ho sakti hai aur agar Ham every trade mein stop loss ko use nahin karte Hain to hamari trading dangerous hoti hai aur ham profitable reading nahin kar sakte hain SO hamen every trade mein stop loss ko use karna hamare liye bahut important hota hai hamen stop loss ko use karna bahut hi jaruri hai then hamen success mil sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss har ek trade me use kare

                    stop los sko use kar k hi hum achy say trade kar ksaty hain aur loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karny main bi asani ho skay gi aur hamain market main bi enter hony say pahly is k rules ko follow ka rk h hum achi trade kar khi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi enter hony say pahly is k baryy main learning karni ho gi ta k earn ho saky gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss har ek trade me use kare

                      Asslamo Alakum dear friends wellcome to forex forum forex min kam krny se hmn bonus mlta hai us p trading krty hoy hum achi khasi earning kr skty hun jo log trading krty hun market k rule k mutbik wo kmyyab hoty hun trading min sl r tp lazmi lgy agr apny account ko save rkhna chaty hun to stop loss r take profit se ap ko bht fida mlta hai profit bi hasil hota hai r account bi save rhta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss har ek trade me use kare

                        Jaisy kal market ne movement ki hai aksar traders ne crude oil ko buy kia hua tha aur stop loss bhi use nhi kia juski waja se bht se account wash hvy agr stop loss use hota tu bht kam loss hota aur phr se crude oil ko buy kr sakty thy jis mein phr se acha profit ho jata ye sb stop loss use na krny ki waja se hai lekin hum log hr trade mein isko use nhi krty.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss har ek trade me use kare

                          Ham sab ko apni har EK trade mein stop loss ka use karna Hota hai jab tak Ham apni har EK trade mein stop loss ka use nahin karenge tab tak Ham kamyabi hasil nahin kar payenge isliye Ham sab ko chahie ke apne account ko kyon rakhe acchi tarah se trading Karen aur apni har EK trade mein stop loss ka use karte rahen
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss har ek trade me use kare

                            g han dear bilkul stop loss ko har trade mein use kerna cheye kuin ke stop loss ke use se hamra account safe rehta hy or account wash hone se bhe bach jata hy ager ham forex business mein trade lagne ke bad stop loss lagna bhot jaty han es se hamre account mein loss bhar bhe sakta hy jis se nuksan hota hy hamain bilkul trade mein SL or TP ka use kerna cheye ye hamre account ko save rakhty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss har ek trade me use kare

                              G bilkl dear member hamin chaey kh ham har trade main stop loss ka istamal zarori karin agr ham aisa nh karin gay tu ham apnay loss ko nh control kar pain gay jissay ho sakta ha kh ham apna los recovr hi na kar pain tu iskayliay zarori ha kh ham stop los ko her trade main zaror istamal karin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X