mistake in posting thread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear i think k jo threads admin ko fazool aur wrong legti hain un threads ko delete ker dia jata hay aur us thread per all posts be delete ker di jati hain is lie all friends ko chahie k wo fazool and wrong threads write kerne se avoid krain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      hamin forum main mistake nahe karne chaya kyun k forex main mistake karnay sa hum forex k rules k against jatay hain jo k aik bilkul gult tareeqa hai hamin chaya k forum k rules follow karain
      • #48 Collapse

        Assalam o alikum bhai me newbie hon meny bhot sare thread dekhy he jin ko read krna mushkil hota q k unko pata nai hota k jawab kia den bus jo dil me a jata h likh lety hen. or bhai apko jo english post smjh na aye to us ko translate kr lia kr
        • #49 Collapse

          mistake in posting thread means that use of the words which are not understandable so in this way we do not easily get access on any ones point of view, then how could we answer it.so its not gud
          • #50 Collapse

            Dear forum pr posting mein ap ko hr tarha sy sahee post krna chahey galt posting ka bonus nhi melta hy yaha tak hu Urdu mein comment krin q ka Urdu mein post krna allow hy jo trader english ki mistake krty hin apni post mein un ki post ka bonus nhi melta hy.
            • #51 Collapse

              mere dost ap jo thread language m di hoti hai wo ap googl read myself urdu m transalte kr lia kro ap ko samaj aa jya kare gi ap phr effortlessly language thread ko post kar sako gay wesay bohat sony ericsson new member aesay he / she post ka ulta sedda jawa de detay hai.
              • #52 Collapse

                bhai jaan hum is main jo bhe mistakes and posts karty hain hamain chaye k hum us main koi bhe mistakes na karain and na he is main grammar ke koi mistake kary ta k hum is main achi threads ko post kar k acha bonus earn kar saky.
                • #53 Collapse

                  es main hamain mistakes nahi karni chaye nahi too hamain es main bohat zydada loss hoo skta hai orr woo bhi bohta kaam waqt main es lye main es main mistakes nahi karna chahtaa.,.,,.
                  • #54 Collapse

                    dear aik ya do dafa mistake kanry sy kuch nae hota ha agr ap bara bar mistake kary gy to zahir si baat ha ap ko bonus b nahe mily ga aur ap ka account b banned ho jae ga
                    • #55 Collapse

                      My dear friends forex forum main posting karne se pehle ic ke rules ko zaror study karna chahiye. kiyun ke forex forum main aisi threads jin ka matlab samjh nai ata ho or jo post forex ke topics se hat kar hon to un posts ka bonus count nai hota.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        Re: mistake in posting thread

                        Doston jaisa ki aap jante Hain Ki ham jab thread karte hain to hamare third mein spelling mistake hoti hai aur is se hamari post ki quality bhi acchi Nahin Hoti aur usmein bhi kahin mistake Hoti hai hamen chahie ki agar ham Forex mein achcha bonus hasil karna chahte hain to acchi quality or quantity ki post create Karke submit Karen aur acche maujud wali e thread post Karen jisse hamari read delete Na ho aur aur hamen achcha bonus hasil ho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X