Market ko Analyse karny ka best tareeqa kea hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ko Analyse karny ka best tareeqa kea hai?

    Market ko analysis krny ka best tareeqa ye hain ke humy candles ko smjhna chaiya aur market movement ki variation ko dekhnna chaiya aur dekhna chaiya ke buying power ziadw lg rahi he ya selling power. Candles selling aur buying power ki forces se bnti hain. So humy markeet ko soch smjh kr dekh kr trading krni chaiya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ko Analyse karny ka best tareeqa kea hai?

      market ka analysis karne ka acha tarika Ichimku hai is mein ham buhat hi acha kaam kar sakte hain learn kar sakte hain agar ham ne mehnat se kaam kiya to ham kameyab ho sakte hain agar ham ne mehnat se kaam kiya to ham kameyab hon ge lekin mehnat se kaam karna ho ga hmain agar ham mehnat karain ge to ham acha earn karain ge lekin hmain practice karni cahiye

      اب آن لائن

      Working...
      X