Current Market situations main Lot size minimum rakhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Current Market situations main Lot size minimum rakhain
    Assalam O Alaikum dear members of the forex forum.
    Market situations sub members kay samny hain. Jo keh trading history main bahut he worst hain. Kisi bhi pair main trading karty waqat hum surety say successfully profit earn nai kar sakty. Is liye apni trade ko hum nay loss say bhi bachana hay or is kay liye hum ney management rule kay mutabiq apni har trade main lot size minimum .01 he select karna hay. Ta keh profit margin beshak kam ho laikin account safe rahy, otherwise recent market situations main loss ko recover karny main bahut ziada time comsume hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

    Ji bilkul main aapki baat se aagrah Karta Hun Ki currently Jo market chal rahi hai aur last day Jaisa ke market Mein flash crash Kiya Hai ismein Mini lot size bahut hi important hai agar Ham ismein koi bhi Galti karte hain to vah hamare account ko battery wash Karegi so sabse important hai ki Ham Apne account ko money management ke sath aur apne capital ke according lot size pant half Karen Jo Hamen maximum profit De aur minimum last day Agar aapane Apne account ko save Rakh liya to add the end Inshallah aap profit on kar lenge
    • #3 Collapse

      Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
      Assalam O Alaikum dear members of the forex forum.
      Market situations sub members kay samny hain. Jo keh trading history main bahut he worst hain. Kisi bhi pair main trading karty waqat hum surety say successfully profit earn nai kar sakty. Is liye apni trade ko hum nay loss say bhi bachana hay or is kay liye hum ney management rule kay mutabiq apni har trade main lot size minimum .01 he select karna hay. Ta keh profit margin beshak kam ho laikin account safe rahy, otherwise recent market situations main loss ko recover karny main bahut ziada time comsume hoga.
      ji bhaijaan aapane bilkul durust farmaya hamen apne lot size ko control karna chahie iski sabse badi vajah yah hai ki market abhi normal nahin hai jab market normal ho jayegi to Ham thoda sa risk Le sakte hain main aapko yah bhi batana chahta hun ki agar Ham money management ke sath chale matlab ke agar Ham apni equity ka 1% yah 2% ek trade per risk lete Hain to yah hamare liye bahut hi jyada achcha aur faydemand ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

        current market situation boht he khatarnaak hy.balky boht he upset hy.aisi surat mn to trading sy bilkul he avoid karna chahye.kiyun ke oil market to waisy he crash ho gye hy, is waja sy puri dunia ke economy taqreeban tabah ho kar reh gye hy. phr bhi agar traders ny trade karni he hy to lot size minimum yani 0.01 rakhen ta ky kici bry loss say mehfooz reh saken.
        • #5 Collapse

          Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

          forerx main humain es main akm ko akrny kay ley humain es main apny experience kay mutbq hu es main currient market main hum enter ho skty hain hum es main trade lag kar hum es main trading kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main boht sa mnafa kma skty hain hum es main bgir learning kay hum es main kam ko karain gain to humain es main loss ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

            Market ki jo position hy hm usi hisb sa hi lot size rkhni chya tb hi hm kamyb Ho ga or acha sa kam kr saky ga jitni mhynt kra market ki mouvmnt ko semjh ga achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit bh hsil kr saky ga hm hr trede market ky hisb sa krni chya tb hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

              Ge ha forex member ajkal market ka jo situation he js per ager tread karne he ti hum apne lot size ka istimal lam se kam rakna chaya take zayada loss se bach sake aur acha tread karne ke lya market ka analysis aur lot size ka istimal bhut zarori hota he
              • #8 Collapse

                Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

                Ham ko es tkmw bilkul mimimun lot size ka use kerna chaye jab market ke position sahi na ho
                es time ham ko kafi loss ka samna bje kerna parta hai.jese situation pehle thi.ham ko bager market analysis kiye koe bhe trade open nhi kerne chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

                  g han dear apke bat belkul thk hy forex traading men hmen chaia keh hum markjet ko samjh ky he jab hum achi trah sy acha kaa karen gy tab he hum bahot he ach kamyabi hasil kar saken gy forex men humen chaia keh hum aysa kam karen g jiss men humen loss naiu hona chaioa tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

                    forex business mein market ke situation ke muabik lots size minimum rakhna cheye achnak market ke down jane ya up jane ka patta nahi lagta es liye jab lots size ka use small hoga to ham apne account ko bacha saky ge kamyabi hasil kerne kilye hamain market ko zror wacht kerna cheye then ham trade se acha profits hasil ker saky ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

                      G hn market ki sitution bht down ha is lye kisi b pair py trading bht risky ha soch smjh k trade lgayn or khas tor py risky pairs py avoid kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

                        The Triple Bottom pattern can be formed when the
                        sentiment that was formerly producing the downtrend
                        is now possibly shifting and selling pressure is not
                        strong enough to produce a lower swing/pivot low to
                        keep the downtrend intact.
                        Triple Bottoms can be a stronger bullish reversal
                        pattern after further confirmation when the next
                        swing/pivot low that is produced is even higher.
                        • #13 Collapse

                          Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

                          Aapki baat theek hai is Waqt corona virus ki vajah se market ki condition Bharosa nahin hai aur ham ko chahie ki Ham is Waqt market Mein small lot ke sath kam Karen aur Jyada risk na len aur forex market mein sapa se trade Karen aur jald Bazi bilkul Nahin Karni
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Current Market situations main Lot size minimum rakhain

                            Hum jab bhi trading karain tu hum ko kam risk se kam lot size use kar kay trading karni cahaiye kiok is waqt market ki movement buht dangerous hai aur market ki movement buht hoti hai aur movement ka bhi pata nahin chlta is leye hum ko ziada loss se bachne kay leye lot size kam se kam use karna cahaiye phr hi hum market se kuch hasil kar saktay han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X