Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per
    Aesa pehly kabhi nahi hai and na kisi trader ne soch hoga k oil is qader down move ker sakta hai is per is bar sab k analyse per pani pher diya hai and aj hi k din oil boht se members k account wash ker chuka hai and is k itna down any k bary main pehly kabhi socha bhi nahi tha k oil is qader down ay ga k almi mandi main oil ki price hi zero reh jay gi and ab ye zero per aker ruk gaya hai r is per jin members ki buy ki trade thi and un ki equity bachi thi to inki trade stop hogai hai and meri bhi is per buy ki trade thi ho ab stop hai kisi ko andaza bhi nahi tha k oil zero per ajay ga and dekhty hain k ye next kesy move kerta hai q k ab is ki movememt ka kuch nahi kaha ja sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per

    bilkul dear oil ne tamam records break kar diye Hain aaj Tak forex market mein aisa nahin hua jaisa crude oil ke sath hua Hai is isliye aapko ismein kam karne ke liye bahut achcha kam karna hota hai main acche kam karenge to aapko ismein bahut accha profit mil jaega forex trading ek aisa business hai jismein aap ko kam karne ke liye Hamesha behtarin working ki jarurat Hoti Hai behtarin working hoti hai to aap best kam karne mein bhi kamyabi hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per

      Sahi kha hy aap my dear oil ik bhaut hi acha product hy jis pr bhaut sy log trading krty hain aur jal I din bhaut sy logo ny is or buy lia tha lekin ka pil neechy chla gya hy jis ki waja sy on ko loss howa hy aur bhaut sy members k tu account bhi wash ho gy hydea humy is situation mein soch smajh kr kam krna chaiy aur market ki achi analysis krny k baad hi trading krni chaiy ta k hum loss sy buch kr profit hasil kr saky
      • #4 Collapse

        Re: Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
        Aesa pehly kabhi nahi hai and na kisi trader ne soch hoga k oil is qader down move ker sakta hai is per is bar sab k analyse per pani pher diya hai and aj hi k din oil boht se members k account wash ker chuka hai and is k itna down any k bary main pehly kabhi socha bhi nahi tha k oil is qader down ay ga k almi mandi main oil ki price hi zero reh jay gi and ab ye zero per aker ruk gaya hai r is per jin members ki buy ki trade thi and un ki equity bachi thi to inki trade stop hogai hai and meri bhi is per buy ki trade thi ho ab stop hai kisi ko andaza bhi nahi tha k oil zero per ajay ga and dekhty hain k ye next kesy move kerta hai q k ab is ki movememt ka kuch nahi kaha ja sakta
        Ji han Fox ki history Mein yah Pahli dafa Dekha Hai Ki Kisi bhi pair Mein price zero per Chali Gai ho ja sake crude oil Mein Ab price zero per pahunch chuki hai to isase niche Jana to Namumkin si Baat Hai Lekin ab Hamen Yahan per trade karne ka Shayad chance Hi Na Mile Kyunki abhi Ham Agar trade enter karne ki koshish karte hain to market closed yah trade disable a Rahi hoti hai ab Jab market Kafi Jyada ab ja chuki Hogi to Fir trade karne ke liye Hamen permission mil Jayegi FIR hi Aam is Madrid kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per

          ji han bilkul brother trading ki market Mein oil yani CL ne pichhle Tamam records Tor diye Hain kyunki ab vah 0.07 per aa pahuncha hai aur ab vah aisi jagah per tehra Hai Ki Is Se pahle vah is jagah kabhi nahin aaya iski vajah mere khyal se Corona virus hai so Ham Tamam traders ko chahie ki Ham soch samajh Kar trading Karen
          • #6 Collapse

            Re: Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per

            Ji han bhai aapki baat bilkul theek Hai sare record Tod Diya Is bar vah Usi per per a Gaya isliye aur Kafi Logon ke account be washed Ho Gaye isliye Hamen chahie Ham carefully Se Is per acchi trading Karen To Hamen aasani Se Achcha fayda Milega jo bhi acche fayde ke liye acchi hai agar koshish Karta Hai To usko almost Achcha Sa fayde ke sath sath experience Nahin hota hai Khoob mehnat se kam Karen Alpa acchi trading kar lekin market ka charger Lekar Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Oil ne sary record tor diye oil ki price zero per

              index, so the unwinding of one instrument has a direct and significant
              effect on the other. This is especially true with index and exchange-traded
              fund options because they represent hundreds of component stocks.
              Stocks trading near 52-week highs or lows are especially vulnerable
              to expiration week shakeout games because these issues attract major
              public interest that induces lopsided call or put buying. A stock will often
              break out to a new high just prior to expiration and set up a bullish-looking
              continuation pattern. Then, despite the positive tone, it drops like a rock
              with little or no warning just before expiration Friday, leaving bulls with
              worthless calls. Flip over this price action for stocks breaking down ahead
              of expiration week and you’ll see how put holders get burned in exactly
              the same way. This unwieldy magnetism warns shareholders and short
              sellers to use options as protective rather than specu

              اب آن لائن

              Working...
              X