Loss har trader ko hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss har trader ko hota hai
    Loss har ek trader ko bear karna hota hai chahe woh expert ho ya bigner jab bhi trade karen gy trade loss ki traf ziada or profit ki traf bari slowly ati hai or aksar trade main experts ko bhi loss ho jata hai jis se ap es bat ka andaza laga sakty hain k yahaan loss ly kar he profit main jana hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss har trader ko hota hai

    forex mai jab hum mistake kar ky kam karty hain to hamara account baned hj y ga hamy mistakes ko avoid kar ky forex mai kam karna ho ga forex pakitan mai legal ban cuka han hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakkty hain yai kabe be band na hony wala business hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss har trader ko hota hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
      Loss har ek trader ko bear karna hota hai chahe woh expert ho ya bigner jab bhi trade karen gy trade loss ki traf ziada or profit ki traf bari slowly ati hai or aksar trade main experts ko bhi loss ho jata hai jis se ap es bat ka andaza laga sakty hain k yahaan loss ly kar he profit main jana hai
      Yes dear ap ne agar ais market mai dekha ho to ap ko ais market mai pata chaly ga k ap ki sari trades profit mai nai jati hai ap ki kuch trades loss mai ja sakti hai ais liay ap ko chaye k ap ais market mai apni trades k sath stop loss use kary ais se ap ka account bhi safe rahy ga aor ap ko atna zayda nuqsan bhi nai ho ga ais se ap safe trading kar skaty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss har trader ko hota hai

        Forex trading me jo bhi trader ha chahay wo expert ha ya pher beginner, uska trade pehle negative me zarur jata ha. wo profit to deta ha lekin kafi der k baad. esi leye forex me es mind k saath kaam karna k loss nahi hoga, mere khayal me sahee nahi ha.
        • #5 Collapse

          Re: Loss har trader ko hota hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
          Loss har ek trader ko bear karna hota hai chahe woh expert ho ya bigner jab bhi trade karen gy trade loss ki traf ziada or profit ki traf bari slowly ati hai or aksar trade main experts ko bhi loss ho jata hai jis se ap es bat ka andaza laga sakty hain k yahaan loss ly kar he profit main jana hai
          Loss ya profit forex trading ka hisa ha is ley hum log apni galtiun sy seekena chae ha jtna hum log mehnat kar k seek trading karny gy to hum kamyab hon gy jab k hum log bagar knowledge or experience k trading karny sy humy ziada sy ziada ho profit hasil kar sakty han is ley humy apna knowledge or experience maximum kar ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Loss har trader ko hota hai

            jee haan apne bikul theek kha hai or bohat he achi bat ki hai k loss se daren nahi loss ko face karen kyo k har trader ko loss hota hai jiske bad woh profit bhi kamata hai or apni ghalti ko dubara se duhrata nahi hai jabke apki har trade bhi porofit main nahi jati hai yeh bhi ek fact hai agar ap 10 trade karty hain to apka wining rate hoga 8 or 7 es traha se ap profit mainnrahen gy
            • #7 Collapse

              Re: Loss har trader ko hota hai

              Dear members forex ak aisa business hai jahan hame loss bhi hota hai or profit bhi or aisa sirf un tradder ke sath nahi hota jin ko forex ka ziada ilm nahi hota ais aun members ke sath bhi hota hai jin ka experienced ziada hota hai kion ke koi kaam aisa nahi jis main hame sirf profit hi hota rahe kabhi kabhi situations difficult hoti hain or hame nhi malom hotake iss waqt kia decision laina chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Loss har trader ko hota hai

                Ba mushkil hi ap ko koi aesa trader milay ga jis ko loss nahi hota hoga duna main jahan par bhi jo trader maujood hay un sab ko hi loss hota hay lekin jo samjhdar aur maharat rakhnay walay traders hotay hain un ko pata hota hay ke loss ko kis tarhan cover karna hay aur woh mazeed trades ko laga kar apna loss bohat jald cover karletay hian nahi loss balkay apnay account ko profit main bhi le kar ajatay hian.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss har trader ko hota hai

                  Ji han aony sahi.kaha hai k hamesha ek trader loss k bona trader ni banata hai loss hamesha bear karna parta hao agar aap loss ko bear kiye bina he kaam karna chaty haib tu kavhi vhi esa ni hosakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss har trader ko hota hai

                    yes brother forex market me trader call loss ho sakta hai Kyunki is business Mein Kafi Jyada risk hota hai aap Agar is market Mein kaam karte hain to aapko Apne mind Mein loss ko rakhkar trade Karni chahie aap is market Mein Koi Galti Nahin Karte agar aap is market Mein loss ko mind Mein rakhte Hain To aap aasani se is market Mein acchi trade Laga sakte hain aise hi aap Agar is market mein Main Koi trade Lagate Hain aur use per aapko loss ho raha ho to aap usko aasani se pura kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss har trader ko hota hai

                      Dear friend Apne bilkul theek baat ki hai Kyunki profit aur loss Har business ka hissa hai aur koi bhi businessman Aisa Nahin Hota han ji se lost Na Ho isiliye Pak forum per bhi Har trader ko Los ka Samna lazmi karna na padta hai aur Yahi hi uski learning ke liye Ye jaruri hai ISI Tarah vah aage jakar apni skills ko improve karta hai hi aur apni kam ki position ko Majeed vyakt karta hai Taake usko Dobara hua lost Na Ho Aur Yahi Hi Ek acche trader ki Ki Nishani bhi hai ke vah apne kam ko sincere hokar karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss har trader ko hota hai

                        Han g Bilkul sahi kaha apne..
                        Loss hr trader ko hi hota hai lekin use recover karne wala trader hi real trader hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss har trader ko hota hai

                          Ji sahi kha hy aap ny jo bhi trader hoty hain in San ko loss hota hy koi bhi aisa nhi hy jis ko loss na howa ho hum ko bhi check k jab loss ho tu practice nhi hona chaiy aur na hi himat harni chaiy bulky apni mhenat ko jari rkhna chaiy ik din aisa ho ga jab hum kamyab hi g aur apny target ko achieve kr saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss har trader ko hota hai

                            Ji ham bilkul aisa hi hay loss har trader ko hota hay ya ap ki bat bilkul such hay lakin loss Kay bad Jo log tention laty Hain mahnat ni kartay pareshan ho jatay Hain wo log kbhi bhi kamyab no hobsaktay lakin Jo log loss Kay bad phly say ziada struggle krtay Hain wahi asal hero hotay Hain aur kamyabi un ko zaroor multi hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss har trader ko hota hai

                              Je han friends ap bulkuil theek kha rha hy Pak Forex forum main hr kis ko loss hota hy ju log mehnat krta hy ar apna loss recover krna jnta hy wo kbi bhi prashan nhe hota isliya hum loss sy garhna nhe chahie Bilka himmat sy osk samna kr chahie tab hi kamyab ho saka gaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X