Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil muft mai milnay jaa raha hai
    Crude oil ki international price iss waqt 8.65 dollar per barrel pay aa chuki hai. Aisa lagg raha hai kay crude oil shayad kuch dair Agar mazeed isi Tarah neechay Aya tou free mai milna shuru hojaey ga jiss ka Matlab iss ka koi international buyer na hona aur crude oil kay stores ka khatam hojana hai. Agar crude oil ki production na Riki gai tou crude oil shayad zameen pay bahana Parr jaey ga. Iss waqt crude oil price taqreebun khatam honay kay qareeb hai kiyu kay yeh price production ki cost ka 30 % bhi nahi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

    Aziz dost main aapki is Baat se bilkul aagrah karta hun ke Pakistan forum Duniya Ka Ek behtarin for mein ismein Ham Apna knowledge or experience improve kar sakte hain aur iske sath sath weekly basis per Achcha bonus bhi Aasan kar sakte hain
     
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

      Uff friend ap ki bat theek hay, itna kabhi nai socha tha keh, itna down bhi a sakta hay. Crude oil ki consumption bahut low ho gai hay, is liye ab crude oil ki income nai ho rahi or oil store ki koi bhi gunjaish nai bachi, oil jis ko liquid money samjha jata tha, ab ye halat hay keh iski value itni down ho gai ha keh kuch bhi behtri kay chances nai hain.
      Last edited by ; 20-04-2020, 09:29 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

        crude oil main bi trade kary k liye expeirence haisl karni ho ig aur hamain up aur down ko dekh k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay uar hamain marke tmain bi trad ekarnii ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga tba hi hum trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

          crud oil ko achy sy watch kar ky is makin trade lagani cahhey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bpnus hasil kar ky aon family ko support kar sakty h ain ham is main apni marzi sy timetable bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni amrzis ful ltime e kam kar sakty han yai kabe be band na hony wala business hain is main haara koi boss nahi jota
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

            g bhai dekhny ko yu esa hi lg rha ha jesy bilkul free ma dain ga oil pr suna ha k ya kuch old contracts huye huye thy js wja sa esy ho rha ha or kal sa new prices ah jain ge jo around 25 Dollers k qareeb hun ge. pr aj oil sa kuch logun na bht kuch bna b lia ho ga jinon opposte trend ma trade lagai ho ge. pr ya b ik sabaq ha logun k liye k es tarah b ho jata ha markit ma khbi kisi chez ko final na samjha krin keep laerning all the time.
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

              Aziz doston no doubt crude oil market jitni niche aa chuki hai 1990 ke bad yah pahli bar Aisa Hua hi cake rudal Itna niche a chuka hai market completely chuki hai Jis Rah Ja market down hai expect kar sakte hain ki market aur down Aaegi lekin crude oil trading Kafi rescue chuki hai Kyunki coronavirus ki vajah se yah market totally fundamentally Mor kar rahi hai aapke technical analysis bilkul Kam Nahin kar rahe hain isliye main aap Tamam doston ko advise Karta Hun Ki is market Mein Soch samajhkar entry len Kyunki yah market unpredictable ho chuki hai
               
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                G bilkul dear friends may ap ke bat say agreekarta ho k weekly bonus say hum kuch be kar sakty hain aur ager hum sahe analysis kar k market share karin to hum ko pata chal jata ha k market ke next move kaya ho ge aur us k sath rah kar he hum ko trading karna cahyh aur ager hum ko sahe analysis kar k result milay to hum ko cahyh k hum sahe kamaybi k sath trading karin aur better way k sath trading karin
                • #9 Collapse

                  Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                  Je Han dear forex members crude oil ki movement bohat hi teezi say nechy ki traf ja rahi ha agar is ki movement isi tarha nechy ki traf chalti rahi to crude hum ko free main Milne lag Jay ga jis say oil ki value bhe khatam hi sakti ha is laiy hum ko market ko watch karney k bad hi treading Karni hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                    G han crude oil ki price etni gir gai hay key ye mind me ye khayal ata hay key ye free me mil raha hay, kesi time Forex market me 1 barrel ki price 80$ ya 60$ hoti ti aur ab 7$ ka barrel price par milny laga hay, agar US oil esi tarha se one way move next koch din mazeed karta hay to ye 5$ tak be gir sakta hay, lock down ne hi crude oil ki price ko enta down kar dia hay key ye apny back price par jany key ley koch time lagaye ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                      Dear Crude oil jis level per pahunch chuka hai Yahi lag raha hai ki yah Puri mein sale hona shuru ho jaega isliye aapko ismein kam karna hai to aap ismein analysis ke sath kam kar rahe hain lekin crude oil main is waqt analysis fail ho chuke hain aur ismein movement totally is waqt news per chal rahi hai aap ismein kam kar rahe hain to aap marketwatch karte Rahe aur FIR trade open Karen tabhi aap ismein best kam karne se profit lene mein kamyab Ho sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                        Forex Mein Aaj oil ki prices bahut jyada Gir rahi hai Jiski vajah se a true oil kar rate 8 dollar per a gaya hai aur yah bahut hi kam price hai bahut se Mulkon ki economy bahut jyada Gir rahi ha coronavirus ki vajah se bahut jyada effect ho raha Corona virus forex market per bahut jyada Asar Andaz ho raha hai Iski vajah se bahut se ped ki prices Gir rahi hai economy bahut jyada kamjor ho rahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                          Which brings us back to the concept of pattern failure, a central
                          theme in The Master Swing Trader. When the book was published in 2000,
                          traders were just entering a tough environment in which classic technical
                          analysis had started to lose its historic potency. In the simplest terms,
                          technical analysis stopped working after the bubble burst, because its
                          Internet-trained adherents had became the majority that needed to be
                          punished, and just like every overplayed inefficiency, the profit door was
                          slammed shut.
                          • #14 Collapse

                            Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                            Oil aj ka Ressu ka Mitabiq bhot Down ho gia pak forex trading business men Well Stradgy say Hi Trad lagayen Tu Hi aasani Se Accha Sa target asaani sy hi acha trah Say Hi Good Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain Pakistan forex business men and women ko bhi chahie Ham Pakistan Forex Mein Ham Dil lagakar kam Karen accha knowledge experience and night mehnat Karen main achi asaani SY Hi Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Crude oil muft mai milnay jaa raha hai

                              Crude oil ki price Din BA din donon hi ho rahi hai aur iski samajh Nahin a Rahi Ki Aisa Kyon Hai Ek vakta ke crude oil ki price 70 dollar Thi Aur usse Bhi Jyada hone ki thi lekin abhi yah aur kaun hai hi baithe hai ki is bar abhi trade na ki Jaaye aur trend key change honey ka wait kia jey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X