Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??
    Salam to all dear members dear Mera yah Sawal Forex trading Masters aur expert traders hai jo Forex mein Kafi time se trading kah Rahe Hain Ki ham Agar aaj ki Halki movement Dekhen to bahut jyada movement Ki Hai Payal ne aur bahut jyada niche Hain price uski bahut jyada down ho gai hai to Iske price down hone ki kya vajah ho sakti hai kyon aaj market mein bahut jyada down Aaya Hai Kyunki Agar Dekha Jaaye to Jab oil market Mein Aaya Tha to iski Itni price Nahin Thi Jitna Aaj iski price Hai Iski kya vajah ho sakti hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

    Video Udal ki price Kitni kam hone ki vajah jahan tak mera teen sahi hai ke Saudiya aur America ine donon mein aapas mein koi Canada hua tha Jiski vajah se Saudi Aane Ki Baat manne se Inkar kar diya ISI vajah se unhone kaha ki Ham aapki baat nahin manenge Ham rudal ki movement ko bahut hi chale jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

      crude oil main b i trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakhna hog a tab hi hum trade karni ho gi aur hamain markt main expeirence ho ga tba hi hum achi earning karni ho gi tab hi hum trade karni ho gi aur hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main earn ho saky gi it is best job
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

        crud oik ki movement up or down hoti rehti hai hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna hcahye pher hi ham successful ho sakty hain or acha proft hasil kr ky apn izarorto ko pora kar sakty hain hami is main out off cost account bana kar be kam kr sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain yai aik international business hain
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

          Mere dost iska Jo main reason hai vah yahi karo na hi hai korona Virus ki vajah se Puri market disturb Hai Puri duniya mein lockdown hai aur Kahin Bhi Koi industry open Nahin Hai Jiski vajah se oil ki demand Itni kam ho gayi hai ki Koyal Se Bhi Nahin Raha Koi country filhal oil Nahin Le Rahi Iske alava oil Ke Jo tang kar rahe hain Kabhi issue chal raha hai lene ke liye Tu mere dost Koyal ki demand khatm ho chuki hai oil ki jo supply cut ki Gai Thi vah bhi bahut kam ki gai hai jo unexpected Thi Jiski vajah se oil ki kimat unexpectedly bahut niche Chali Gai Hai filhal Jis price for Royal Hai 10 dollar Hai To ab Yahi kaha ja sakta hai isase jayada niche Nahin Jaega Upar ki taraf Munh Karega lekin confirm Kuchh Bhi Nahin kaha ja sakta ki yah niche Aaye Aur Bhi niche Ja sakta hai is Waqt oil 20 sal ki niche ki satah per hai
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
            Salam to all dear members dear Mera yah Sawal Forex trading Masters aur expert traders hai jo Forex mein Kafi time se trading kah Rahe Hain Ki ham Agar aaj ki Halki movement Dekhen to bahut jyada movement Ki Hai Payal ne aur bahut jyada niche Hain price uski bahut jyada down ho gai hai to Iske price down hone ki kya vajah ho sakti hai kyon aaj market mein bahut jyada down Aaya Hai Kyunki Agar Dekha Jaaye to Jab oil market Mein Aaya Tha to iski Itni price Nahin Thi Jitna Aaj iski price Hai Iski kya vajah ho sakti hai???
            aapko pata hai ki coronavirus ki vajah se pura world bilkul rukra hua hai har taraf bhaiya bilkul Jain hai aur agar aap dekhe to sare business sari industries sab kuchh is waqt stop condition mein hai tu agar aap dekar to jab payal ki consumption hoti hai tu Hi uske price bhi upar ko jaate hain lekin agar uski consumption staff Ho jaaye to uski market mein Koi value nahin rahti jiski vajah se uski kimat kam hoti jaati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

              Dear ham ko is ka pta nhi is ki waja sy mera account bhi wash hoagay hy ham ko is ki koi smajh nui arhai
               
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

                Crude oil main kaam karbe wale sab trader esi bat se preshaan hain k oil itni neche kese arha hai yeh sabko maloom hona chahye k oil ki cinsumption es waqat world main kam ho rhi hai oil k contracts ko kam kar rahe hain har country wakey ea ly oil abhi tak neche he hai mazeed kuch time tak neche he rahe ga
                • #9 Collapse

                  Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                  Salam to all dear members dear Mera yah Sawal Forex trading Masters aur expert traders hai jo Forex mein Kafi time se trading kah Rahe Hain Ki ham Agar aaj ki Halki movement Dekhen to bahut jyada movement Ki Hai Payal ne aur bahut jyada niche Hain price uski bahut jyada down ho gai hai to Iske price down hone ki kya vajah ho sakti hai kyon aaj market mein bahut jyada down Aaya Hai Kyunki Agar Dekha Jaaye to Jab oil market Mein Aaya Tha to iski Itni price Nahin Thi Jitna Aaj iski price Hai Iski kya vajah ho sakti hai???
                  Dear ap ko ye pata hai k ais time market mai buyyer bahot hi zayda hai aor ais waja se market down hi aa rahe hai agar ais market mai seller zayda ho jaye to aus time market up nikal jati hai ais time oil kafi zayda down aya hai aor ais k baad oil ne oper hi jana hai ais liay her trader ais market mai buy ki trades laga k betha hoa hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

                    G han dear ap ny Sai kha hy ham agar is me cool mind sy Kam karty hy to ham sy acha kam hota hy ham ko apan mind freash rhak kar kam karn chahiye jiss sy ham ko acha faida hosaky
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

                      Dear forex member cruid oil ka down hk e ka sab se bara waja cruna virus he ha ager cruna virusbka khatima ho jai ge to cruid oil ke market me bhut tezi ae ge aur jab tak lock down rahi ge tab tak cruid oil ka price down he rahi ga is waja se treading je lya saber se jam karna chaya tab tak cruid oil oer treading nahi karna chya jab tak cruid oil up movement me na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

                        dear jabse oil supplier companies mein Russia ne hissa liya hai to use vajah se rasiya tamam countries ko prices kam karke crude oil de raha hai jisne Russia ki vajah se tamam Arab countries ki oil prices ko bahut jyada damage hua hai aur ab yah mazeed Upar nahin jayegi isliye unhone down hi rahana hai
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                        • #13 Collapse

                          Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

                          bahut sare logon ko crude oil trading karne mein loss hua hai lekin aap sabko chahie ki aap sabke sath kam Kiya Karen aur market ko acchi tarah se analysis Kiya Karen aur kisi senior aur expert traders advice bhi le liya Karen Taki aapko acchi tarah se idea ho jaega aap acchi tarah se training kar payenge ya nahin
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Crude oil ke itni zyada price kam hony ke kia waja ho sakti hy??

                            Forex trading Mein oil Ek major Pare hai aur oil ki Moment bhi per day Jyada Hoti Hai To Hamen chahie oil par trade karne ke liye Hamare Paas balance Achcha Hona chahie tab Ham tab oil par trade Karen kam balance se Hamen oil per trade Nahin Karni chahie isase Hamen loss ho sakta hai aur koshish karen Ke Jo trend Hai Alka Uske mutabik trade Karen aapko Achcha fayda hoga new member ko chahie ke vah pahle Achcha experience arsal Karen start Mein currency pair par trade Karen Jab knowledge increase ho to tab trade Karen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X