hamin loss ko q face kerna perta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

    GTL koda Mela scores Fox face karna padta hai jab Ham galat strategy se kam karte hain matlab lot size jyada lagate Hain balance hamare pass kam hota hai yah bhi ho sakta hai dusre lalach karte hain jald bazi karte hain hamen pata nahin hota trading skills nahin hote hamare pass BM trade lagana start kar dete Hain To hamen is chij ki vajah se bhi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

      Loss kabhi kismat ki waja se milta hy r kabhi apni ghaltiun ki waja se isliay hmn koshish krni chahy k hm soch smjh kr kam krn r tasali k sth kam krn ta k achi trading kr pain r aik acha profit gain krn
      • #18 Collapse

        Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

        Business main loss or profit dono ko face karna parta ha ..lkn agr hamin musalsal laoos a raha ha tu iski waja ye ha kh ya tu ham kam nh kar rahy kar rahy hain tu miyar kay mutabiq nh kar rahy ..or apni mistake say ham sikh nh rahy hoty un ko cover nh kar rahy hoty isi liay hamin hamsha loss ka samna karna parta ha
        • #19 Collapse

          Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

          Dear friend humy loss ko is lea face karna parta ha q ke is main humari hi ghalti hoti ha hum bina knowledge hasil kea or vina kuch sikhy kam karty han or hum koi planning nahi bnaty or bina planning ke kam shoro kar dente han humy chahea ke hum pehly markeet ke halat ko dekh kar or sabar se kam karen to humy kabhi nuksan nahi hoga or knowledge hasil karty rehna chahea.
          • #20 Collapse

            Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

            Bhia jan hamen loss ka es time face kerna pertta hai jab ham mistakes jerte ahin bager market ko analysis kiye tradobg kerte hain.ese time hamen loss ho jata hai.
            • #21 Collapse

              Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

              Kyon k hmari apni mistakes Jaldi bazzi ki wja sy loss is face Karna parta hai. Jaldi bazzi Karna chhor deen humisha himat hosly k kareen gay tu loss nah profit is face dekheen gay ye sub ap oh depend karta hai jahna jesa kareen.
              • #22 Collapse

                Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheema پيغام ديکھيے
                my dear and all respected membners jesa keh ap janty hein keh forex mein hum janty hein keh ham,in kabhi kabhi hamin loss ko bhi face kerna perta hy to to esa q hota hy humin loss ko face q kerna per raha hy koi esio reasoin ap share krein jin sey hum loss sey bach sakin mein kaam bhi reguler kerta hon or achy treekly sey kerta hon kabhi bhi jald baazi nahee kerta p[hier q esa hota hy ap iski reason bta dein plaz evry one guide mee
                Hamen loss ko to face karna padta hai Kyunki Jab Ham fracturing Mein kam Karte Hain To Hamen lost Jarur Ho Jata Hai Hamari photo saimission ki vajah se Hamen bahut jyada ho jata hai To Hamen chahie Ham loss ko face Jarur Karen isase Hamen Lakshmi trading karne ka Jyada maza aata hai.
                • #23 Collapse

                  Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                  Jio bilkul Hardoi Hamen aapki baat bilkul Dil Ghabrata Hai Kya forex market se banane ka Prayas Karte Hain Karte Hain Pyaar Ke anusar karne ke bad se Ham Karenge account per practice Hamare liye bahut jyada jaruri hai practis joke Hamen Dam account per Karni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                    Loss ko sab ko face karna parts hay sirf ap ko loss ko face ni karna parata ya bussines hi aisa hay yahan loss ho jata hay is lie humin loss hny par tention lany ki bajaye acha Kam karna chayea good work kar Kay hi ham good bonis hasil kar saktay Hain jb ham log achi post karain gay achi quality Wala Kam karain gay to ham zaroor kamyab Hoon gay kunkay kamyabi hamara muqader ban jaye gee
                    • #25 Collapse

                      Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                      Low score Ham agar agar touch Nahin Karenge To Hamen isko face nahin karna hoga isliye Agar Ham market ka acchi Tarah Se information Le to loss ka Hamen Pata chalega FIR Ham ise Dur Rahenge Khoob mehnat Karen acchi earning se kam Karen aapko kamyabi aasani se Milegi jo bhi acchi earning Se Kam Nahin karte hain Kochikame bhi nahin milati Khoob koshish karen accha face aasani se milega
                      • #26 Collapse

                        Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                        profit aur loss to waisy trading ka hissa hain magar aksar ziada loss hamen apni mistakes, market ky ghalat analysis ke waja sy hota hy, kabhi hamary pas balance kam hota hy magar ham lot size big select kar lety hain, ya aksar ham log stop loss lagana bhool jaty hain jis ke waja sy baz auqat to hamen na qabil.e.talaafi nuqsan uthana parta hy.
                        • #27 Collapse

                          Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                          Aoa to all members ap Ka kehan thk Hy keh ap ko loss Ka samna krna perta Hy yeh tu Forex Ka ik hissa hi Hy ha
                          Jab ap tarding krty ho Tu Kabhi ap ko faida hota Hy aur Kabhi nuqsan is ly ap ko chahy keh ap ko soch smjh Ker trading kry ager ap soch smjh Ker. Trading aur Forex per Kam kro gay Tu ap ko loss nai Hoga jab ap bagher Kisi ela. KY sath krty ho Tu ap ko loss Ka samna krna hi perta hy
                          • #28 Collapse

                            Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                            G bilkul kisi bhi business mein nuksan or fayda donon hote Hain aur yahan per bhi nuksan ho sakta hai agar Ham nuksan per himmat har jaun kam karna chor den to Ham nakam ho jaen ge hamen chahie kya nuksan ko face Karen aur apni mahnet ko jari rakhen aur pahle se zyada mehnat Karen Taki hamy pahle se zyada acha bonus mile
                            • #29 Collapse

                              Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheema پيغام ديکھيے
                              my dear and all respected membners jesa keh ap janty hein keh forex mein hum janty hein keh ham,in kabhi kabhi hamin loss ko bhi face kerna perta hy to to esa q hota hy humin loss ko face q kerna per raha hy koi esio reasoin ap share krein jin sey hum loss sey bach sakin mein kaam bhi reguler kerta hon or achy treekly sey kerta hon kabhi bhi jald baazi nahee kerta p[hier q esa hota hy ap iski reason bta dein plaz evry one guide mee
                              humen forex trading mein loss ko apni misteks or kam learning ki waja se face karna parta hai aghar humen forex trading ke business mein kamyyab hona hai or is mein loss hone se bachna hai to humen apni ghaltion ko control karna chahey or forex trading ki acchi learning karke forex ka accha experience or knowladge bhi hasil karna chahey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: hamin loss ko q face kerna perta hy

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheema پيغام ديکھيے
                                my dear and all respected membners jesa keh ap janty hein keh forex mein hum janty hein keh ham,in kabhi kabhi hamin loss ko bhi face kerna perta hy to to esa q hota hy humin loss ko face q kerna per raha hy koi esio reasoin ap share krein jin sey hum loss sey bach sakin mein kaam bhi reguler kerta hon or achy treekly sey kerta hon kabhi bhi jald baazi nahee kerta p[hier q esa hota hy ap iski reason bta dein plaz evry one guide mee
                                Dear profit aur loss dono forex market ka hissa hain asal mn hum mn say bahut say trader fail ic leay hotay hain kyun k wo sirf profit k baray sochtay hain agr daikha jaye to hmain loss ka samna bhi krna par skta ha. Loss business ka aik part ha lehaza ic say ghabrana nai chaheay. Loss ki kuch wajohaat me biyan kr deti hun aik to baghair analysis k trade lga dena , dosra money management ko na daikhna.teesra over trading krna yeh kuch common vajohaat hain jin ki vja say hamin loss ko face krna parta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X