News ke waqt trading ka best tareeka
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ke waqt trading ka best tareeka
    Dear friends,
    News ke waqt trading karnay ka koi acha tareeka batain takay news ke time forex market se bharpoor faida uthaya ja saka aur profit kamaya ja sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ke waqt trading ka best tareeka

    Hamen news ko watch Karke kam karna chahie news ki Forex mein bahut value Hai Ham ismein trading bhi kar sakte hain Ham ismein part time bhi kam kar sakte hain Ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain agar hum is mai bager learning k kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai apny boss ap he hot yhain
    • #3 Collapse

      Re: News ke waqt trading ka best tareeka

      اصل پيغام ارسال کردہ از: shahforex18 پيغام ديکھيے
      Dear friends,
      News ke waqt trading karnay ka koi acha tareeka batain takay news ke time forex market se bharpoor faida uthaya ja saka aur profit kamaya ja sakay.
      Kabhi Kabhi Aisa Bhi hota hai ki Jab market Mein Koi special news aati hai to market bahut fast move karte hue donon direction mein badi badi move karti hai joki bahut kam time mein donon Taraf big movement Ho Jaati Hai To Jaise hi market mein news ka koi time Ho To Hamen charging Laga Deni chahie main ke Sarki trade bhi aur bike ki trade Bhi Ek Hi time per Laga Deni chahie Ke Jab market Ek Taraf Badi move kar Jaaye to profit wali bhi Hamen tp Lagaya Lagana chahie aur jo dusri Taraf trade against mein open Hoti Hai usmein bhi tp Laga kar Rakhna chahie
      Last edited by ; 20-04-2020, 06:44 PM.
      • #4 Collapse

        Re: News ke waqt trading ka best tareeka

        اصل پيغام ارسال کردہ از: shahforex18 پيغام ديکھيے
        Dear friends,
        News ke waqt trading karnay ka koi acha tareeka batain takay news ke time forex market se bharpoor faida uthaya ja saka aur profit kamaya ja sakay.
        news ke liye Kyon Ke market mein bahut volatility hoti hai isliye Hamen market Se Dur Rahana chahie aur Bachana chahie Kyunki Hamare normal account mein bahut chote hote hain aur Jyada equity Nahin Hoti isliye use account ko secure karne ke liye Hamen news per trading Nahin Karni chahie aur bahut hi jo expert Mein trailer Hain vah news ko trade kar sakte hain lekin Hamen Apne account ko Sakar karne ke liye sirf aur sirf technical analysis ko follow karna chahie.
        • #5 Collapse

          Re: News ke waqt trading ka best tareeka

          Dear friends,
          News ke waqt trading karnay ka koi acha tareeka batain takay news ke time forex market se bharpoor faida uthaya ja saka aur profit kamaya ja sakay.
          • #6 Collapse

            Re: News ke waqt trading ka best tareeka

            News ka forex mn bht ahm role ha hmen chahye k hum news sunyn lekin news k foran bd trade na lgayn kch dair market ki movmnt ko dkhna chahye phr trade open krni chahye
            • #7 Collapse

              Re: News ke waqt trading ka best tareeka

              New m waqt kam kRna thora difficult gu hy but ap interest k sath kary gy gu sb easy hy jis sy ap mayari kam kar sakty hy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: News ke waqt trading ka best tareeka

                Mere dost trading karte waqt aapko news ko dekhna Hota Hai Jab Koi news a rahi ho to use se pahle aapane trading karne se avoid karna hai Sabse pahle aapane news impact check karna hai uske bad news Ko Aane dena hai Fir Bhi Jab news a Jaaye usko dekhna hai ki yah market per Kitna impact Dal sakti hai news impact dekhne ke bad aapane apni trade open kar deni hai per SL use karna hai Kyunki news ke Waqt reading karna bahut risky Hota Hai Uske bad news ka favourite itni der rahata hai aapane apni Din apni trade open rakhni hai aur Jaise hi aapko required profit mil jaaye aapane market se exit kar lena hai Zyada market Mein Rahana Behtar Nahin Hota Kyunki kabhi kabhi news compact padta hai market Kafi ek side per move kar Jati Hai Lekin Kuchh der ke bad Wapas a Jaati Hai To ho sakta hai ki market retrace kar de aur aapka parafit khatm ho jaaye

                اب آن لائن

                Working...
                X