News ky waqat trading ehtyat sy karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ky waqat trading ehtyat sy karen
    Dears news trading bahut hi khatarnak hoti hay hay. Q k price chand hi seconds mein 50 sy 100 pips move kar jati hay jab news release hoti hay agar ap ko news trading ka experience hay to phir to app stop loss ka istemal karty howy trade karen warna news k waqat trade karny say ijtanab karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے

    Jab forex market ke related Koi special news hoti hai to use per market bahut jyada Munh Karti Hai Hamen Aise time per badi hai tu Yad Karni chahie ki agar Ham fundamental analysis ke trade open kar lete hain To Aisi Surat Mein Hamara account Kisi Waqt Bhi wash ho sakta hai To Hamen chahie Ke Jab news ka time ho to aise time per Ham minimum Laat use karte hue acchi strategy ko use karte hue trade open Karen Varna Hamen bahut bada nuksan ho sakta hai joki normal trading Mein Nahin Hota
    • #3 Collapse

      Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

      Hamen news ko baat karke kam karna chahiye Fir Bhi Ham Paisa Kama Sakenge news Ham live trading bhi kar sakte hain Ham ismein part time kam kar sakte hain Ham ismein full time bhi kam kar sakte hain Ham struggle Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi Agar Ham kam karte hue mistake Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega Forex ko samajh na Ek Din Ka Kam Nahin Hai yah Ek best business hai
      • #4 Collapse

        Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

        hamy news ko achy sy samaj kar is main trading karni chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hauin jis main kam karnyky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain is main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hty hain
        • #5 Collapse

          Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

          Forex mein news par wo log hi trading kar saktay han jo news ko samjh saktay han aur jn ko forex market ka acha knewledge aur experience ho kiok jab news hoti hai tu market ki movement buht fast ho jati hai aur market ka kuch pata nahin hota Kay kis traf ko move karni hai agr knewledge aur information ho aur acha experience ho phr hi news par trading karni cahaiye nahin tu Wait karna cahaiye
          • #6 Collapse

            Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

            News se pehlay tradig ahtiyat se karian aur baz log kehtay hain ke trading na karain to behtar hay aur meray hisab se woh shi bhi kehtay hain lekin agar apko apnay kam par command hay to ap us timebhi trading kar saktay hain lekin us karna ka phir aik tareeka hay aesa nhi hay ke jis tarhan ap normally trade kartay hain us tarhan karain ge balkay sab se pehlay to pips zehan main rakhain ge ke kitni pips ki trade ap open karna cha rahy hain aur doosra ap sl and tp ko bhi zehan main rakahin ge jo ke bohat important hay.
            • #7 Collapse

              Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

              trade open kar lete hain To Aisi Surat Mein Hamara account Kisi Waqt Bhi wash ho sakta hai To Hamen chahie Ke Jab news ka time ho to aise time per Ham minimum Laat use karte hue acchi strategy ko use karte hue trade open Karen Varna Hamen bahut bada nuksan ho sakta hai joki normal trad
              • #8 Collapse

                Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                Dears news trading bahut hi khatarnak hoti hay hay. Q k price chand hi seconds mein 50 sy 100 pips move kar jati hay jab news release hoti hay agar ap ko news trading ka experience hay to phir to app stop loss ka istemal karty howy trade karen warna news k waqat trade karny say ijtanab karen.
                • #9 Collapse

                  Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
                  Dears news trading bahut hi khatarnak hoti hay hay. Q k price chand hi seconds mein 50 sy 100 pips move kar jati hay jab news release hoti hay agar ap ko news trading ka experience hay to phir to app stop loss ka istemal karty howy trade karen warna news k waqat trade karny say ijtanab karen.
                  News ke time market bahut jyada more work karti hai aur bahut Sare traders news ke time trading karne ko avoid karte hain use ke time per Jab aap trading karte ho to nuksan ke chance Jyada hote hain Kyunki market ka trend bhi Samajh Mein Nahin Aata
                  • #10 Collapse

                    Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                    g han dear apke bat belkul thk hy forex men jab news ho tab he humen ehatiat sy trdae ko opan kaarna chaia jab hum achi trah sy acha kam karen gy forex men jab hum dill lagi sy kam karen g tab he hum bahot he ach kamyaabi hasil kar saken gy forex men jo bhe member dill lgi sy kam karta hy wo member bahot he aha knowledge gain kaarta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                      g apny bhot informative bat shere ki hai ..hamen hamesha he market main trade sa us time guraiz karna cheye jub market main news ka wakt hota hai ..hamen bhot zeada careful ho kar he trade karni cheye or kabhi bhe risk nahi lena cheye ..jub news ko achi tarhan sa dekh lain than he koi step lena cheye or kisi or truf jana cheye ..
                      • #12 Collapse

                        Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
                        Dears news trading bahut hi khatarnak hoti hay hay. Q k price chand hi seconds mein 50 sy 100 pips move kar jati hay jab news release hoti hay agar ap ko news trading ka experience hay to phir to app stop loss ka istemal karty howy trade karen warna news k waqat trade karny say ijtanab karen.
                        Newspaper CarTrade Nahin Karni chahie Jo log news cal CarTrade karte hain vah bahut jyada nuksaan kar lete hain SO Hamen chahie ki Ham Jag Nu Gaye to trade cross kar den news Aane Se Pahle Hamen market ko follow karna chahie aur news ke bad bhi maarpeet ko follow karna chahie lekin ped Nahin Karni chahie Jo log karte hain vah Hamesha Apna account wash kar lete hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                          Dear brother ap ne bilkul theek kaha he humy news ke waqat trading bht hi ehtiat se krni chaiya. Q k news waqt trading me achanak variation peeda huti he jis se humari soch se bhi ziada loss humy ho skta he so humy soch samajh kr sahi waqat me trading krni chaia.
                          • #14 Collapse

                            Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                            Ji bilkul aapko news time hi trading bahut hi Itihaas ke sath karna chahie Kyunki Hamesha Se Hi time hai jo market ki movement Hai vah Kafi fast ho jata hai aur agar aapane koi Mil Gaya to Aapka account Chand Lamhon Mein Main wash ho sakta hai isliye news time mein Kaise to trade na Karen Agar Kar Bhi rahe hain to just scalping Karen Taki aapka Jo account hai wash hone se sev Rahe ...
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News ky waqat trading ehtyat sy karen

                              Ji han dear fundamental news ki vajah se forex market per bahut effect padta hai isliye jab Forex per fundamental news a rahi ho is waqt aap hatia se trading Karen mere khyal mein to use waqt aapko trading karni hi nahin chahie kyunki bahut jyada effect padta hai jiski vajah se new members ko loss ho sakta hai agar aap ek expert trader Hain to fir to aapko achcha mauka mil raha hai ki aap trading Karen lekin agar aap ek new trader Hain to fir aapko trading nahin karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X