Analyse ki kitni types hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analyse ki kitni types hain?
    Assalaom o Alaikum! dear senior members maira apse ye sawal hai ke analyses ki kitni types hain isske bare main ap thora guide kar den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analyse ki kitni types hain?

    Dear brother forex trading men anaylsis ki bahut c types hen aik tu trading chart ko dekh kar trend ko follow kartay hen aur phir news aur signals check kar saktay hen aur phir trend ko follow karen aur apnay aur experience k mutabik lot size select karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Analyse ki kitni types hain?

      Analysis ki forest with 3 types and analysis ko samajh ke kam karna chahie Hamen Inko learn karna chahie aur FIR Inko istemal karna chahie FIR Hamen market bhi movement ko Samajh Ke ismein amount deposit Karni chahie free Ham kamyabi Hasil kar Sakenge aur nuksan se bhi baat Sakenge for analysis ki bahut value Hai Hamen Inko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Kyunki Hamen nuksan ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: Analyse ki kitni types hain?

        Forex market me 2 kisam k analysis hoty han ek fundamental jo ky news py keay jaty han 2 technical analysis jo ky ako price action py kiay jaty han.
        • #5 Collapse

          Re: Analyse ki kitni types hain?

          Forex business Mein analysis 3 type ke Hote Hain fundamental and technical analysis for sentiment analysis analysis se Ham market ka trend Karte Hain Jo Bhi in ko karta hai to vah market trend Maloom kar leta hai aur is market Mein best trade open karta hai aur vah Market Mein Apne loss ko bhi control kar sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Analyse ki kitni types hain?

            Pyare doston mein ummid karta hun ki aap sab log theek Honge aur apni Forex trading ka pahla din aaj injoy kar rahe Honge dear friends 3 ke Samay ke analysis Hote Hain technical analysis fundamental analysis for sentimental analysis technical analysis ham log graph aur candlestick pattern Kaise aur Market ke historical trend ko dekh kar analyse Karte Hain fundamental analysis news hoti hain Jo market per directly e Asar Andaz hoti hain
            • #7 Collapse

              Re: Analyse ki kitni types hain?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: toobafareed پيغام ديکھيے
              Assalaom o Alaikum! dear senior members maira apse ye sawal hai ke analyses ki kitni types hain isske bare main ap thora guide kar den
              Walakum slam ji han dost apne sahi kaha forex business main mukhtalif qisam ke analyses hote hain our har koi apne apne andaz main kaam karte hain our usi hisab se trading karte hain our acha kaam karen kamyabi hasil kar lian.
              • #8 Collapse

                Re: Analyse ki kitni types hain?

                analysis ke bahut sare type hote hain aur sabse jyada famous analysis technical hai aur fundamental hai iske alava aur bhi bahut sare Anushka type hote hain aap koi bhi message kar sakte hain aur yah aap per hi depend hota hai John sabhi analyses aapko pasand to aap vah wala kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Analyse ki kitni types hain?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: toobafareed پيغام ديکھيے
                  Assalaom o Alaikum! dear senior members maira apse ye sawal hai ke analyses ki kitni types hain isske bare main ap thora guide kar den
                  Dear ismein analysis ki tadad 3 hoti hai technical analysis fundamental analysis aur is me trend analysis magar aap ki yah analysis complete ho jaate Hain to aap ki koi trading rate bhi out of risk chali jaati hai isliye aapko kam karne ke liye Hamesha analysis karna mast hote hain aur achcha kam karne ke liye best analysis lazmi Kiya Karen forex trading mein
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analyse ki kitni types hain?

                    analysis buhat tarah ka hota hai lekin sab se acha technical aur fundamental analysis hota hai is liye hmain is mein mehnat se kaam karna hai ta ke ham acha kaam kar saken aur learn karain agar ham learn karain ge to ham kameyab ho sakte hain agar ham mehnat se kaam karain ge to hmain in ki samajh a sakti hai aur ham money management ko follow kar ke hi kaam kar hi profit ho kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Analyse ki kitni types hain?

                      G hn bro ap ny acha swal kia ha forex mn 2 types k analysis hoty hn ek fundamental analysis or dosra technical analysis fumdamntal analysis mn hum news ko follow krty hn jbk technical mn hum jb trade lgaty waqt analys krty hn usy kahty hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Analyse ki kitni types hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: toobafareed پيغام ديکھيے
                        Assalaom o Alaikum! dear senior members maira apse ye sawal hai ke analyses ki kitni types hain isske bare main ap thora guide kar den
                        Forex trading market Mein analyzers 3 type ke hote hain fundamental analysis technical analyses all sentimental analysing ye sary trading mein bahut jyada useful Hote Hain different time per different type ke analyses Karke kam karna Hota Hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Analyse ki kitni types hain?

                          new direction Mein Le Gaye isliye aapka Bada thanks Kishor new new chij sikhane ko Milenge finally saree scene Jiski per Apna reply bhi Karen Main To junior ho to mujhe bhi sikhane ka Kafi mauka Milega bahut thanks kya aapka Itna Achcha trade lagane ka Pushp liya aur Hamen chahie ke Aise Threads depreciate Karen Taki Jyada Se Jyada knowledge Himachal kar sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Analyse ki kitni types hain?

                            Jhan tak mujhay yad hay ya meri knowledge hay to analysis do tarhan ke hotay hain aik to hota hay fundamental analysis aur doosra hota hay technical analysis aur donon ka procedure bilkul different hota hay market main trade karnay ke liye hamain ye donon analysis se values ko check karna parta hay kyn ke sirf aik analysis kafi nahi hota hya.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X