New members ko currency pairs py trading karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New members ko currency pairs py trading karni chahiye

    Ji main aapki baat se aagrah karta hun forex business mein jo new trader Hain Inko sirf kar Seva trade Karni chahie currency ki market kam risky market Hai Jab Inka confidence built Ho Jaaye tou wo commodity par trade kar sakte hain Kyunki commodity Mein trade karna itny easy Nahin Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New members ko currency pairs py trading karni chahiye

      Ji ha dear sahi kha hy aap ny forex market mein jo new members hain un ko chaiy k voh abhi currency pair pr hj trading krni chaiy aur un ko abhi cl aur gold pr trading bhi krni chaiy kunky is mein bhaut risk hota hy agar voh is pr trading krein gy tu in ko loss ho sakta hy jis ki recover krna bhaut mushkil hota hy so hum kbhi bhi jaldbazi nhinkrni chaiy
      • #18 Collapse

        Re: New members ko currency pairs py trading karni chahiye

        Ji bilkul new member ko chahie ke vah currency pair per trade Karen kyunki currency pair par kam balance se trade lag sakti hai aur currency pair ka separate bhi kam hota Hai hi start mein Hamen chahie ki Ham small lot use Karen aur chhote chhote profit pick Karen isase hamara knowledge bhi increase hota hai aur profit bhi new member Jitna jyada time spent karenge Forex trading ke account mein utna hi achcha knowledge increase hoga aur vah Forex trading ki movement ke bare mein samajh sakenge new member ko chahie ke vo start mein money management se kam Karen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: New members ko currency pairs py trading karni chahiye

          Forex trading Mein new member ko chahie keva start Mein currency pair per trade Karen Kyon Ke currency pair ki movement Itni fast Nahin Hoti aur kam balon se Ham currency per trade kar sakte hain Hamen Mini lot chose Karni chahie start mein aur hamare pass Jo balance Ho Apne balance ke mutabik trade Karen Jyada risk na Leta Thoda Thoda Karke earn karne ki koshish karen isase aapka knowledge bhi increase hoga aur profit bhi Forex trading Mein money management bahut jaruri hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X