Mehant ma he kamyabi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehant ma he kamyabi hai
    Forex trade aik bht shandar treeka h trading ka jis ma ap apna time lga kr aik part-time job ki thra use kr skty hain new user ko shru shru ma thora samjhny ma muskil hoti h pr asita asita wo b comments read kr k bht kuch seekh skta h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehant ma he kamyabi hai

    bilkul friend hmain forex ma mehnat aur lagan k sath kam karna chaiay q k mehnat ka sila zarur milta ha aur hmain kamyabi hasil hoti ha, lihaza hmain regular ho k posting karni chaiay aur proper time manage kar k kam karna chaiya ta k hm trading k liay b time nikal sakain jis sa hmara time b waste na ho aur faida b hasil ho sakay
    Last edited by ; 20-04-2020, 03:06 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Mehant ma he kamyabi hai

      Ji han Jara Mere Bhai aapane bilkul sahi farmaya hai Ham Logon Ko Yahan per mehnat Se Hi kamyabi Hasil ho sakti hai jo Log Yahan per mehnat Nahin karte hain vah Yahan per successful Nahin Hote Hain
      • #4 Collapse

        Re: Mehant ma he kamyabi hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hydershah پيغام ديکھيے
        Forex trade aik bht shandar treeka h trading ka jis ma ap apna time lga kr aik part-time job ki thra use kr skty hain new user ko shru shru ma thora samjhny ma muskil hoti h pr asita asita wo b comments read kr k bht kuch seekh skta h
        G haan billkul forex ma mehnat sa hi kamyabi ha Jo log mehnat krta han wohi kamyab hoti Han mehnat must ha
        • #5 Collapse

          Re: Mehant ma he kamyabi hai

          Ji han aapane bilkul sahi kaha hai Forex Mein Hamari mehnat hi Hamari kamyabi hai agar Ham Forex mein mehnat se kam Karenge to hamare kam ki quality bhi bekar Hogi sath mein hamen isase fayda bhi hoga isliye Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Forex Mein acchi Anya aur nuksan se baith jaen To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi jisse Ham Forex Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Forex Mein success bhi hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Mehant ma he kamyabi hai

            hamain mhnt karni ho gi tab hi hum suces ho sakty hain aur hamain is k bary main palning karni ho gi tab hi hum trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain market main bi trrader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi gtrade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain earn ho saky gi
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: Mehant ma he kamyabi hai

              forex main hamy mehsnt sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar askty hain yai aik wasee busienss hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan ain aik leagl business ban cuka hain ham is main day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Mehant ma he kamyabi hai

                ke liye trading mein apna ek Google set karna chahie uske hisab se hamara target hona chahie bus aapko hamesha apna target achieve karna chahie aur apna target achieve Karen aur apne gold Tak pahunch jaenge aur aapki life bahut acche stable bhi ho jayegi aur set bhi ho jayegi selection se trailer ka pata chalta hai ki vah kitna kabil hai kyunki vah apni takat kam topic selection selection karta hai jisse usko uska matlab profit hasil ho jata hai isliye kam target Castle jaldi ho jata hai aur jyada pareshani bhi nahin Lena paddti ko.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehant ma he kamyabi hai

                  g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex ik acha aur kamyaab business hy agr hum firex ko join kar ka kamyaab hona chaty hain to hamin forex min ziyada sy ziyada mhenat karni ho gi hamin forex min mhenat karny ka lia hamin forex min daily ka postin kaney ka kaam daily karna bahut zaroori hy jitni achi achi quality aali postin ho hi otna hi hum acha boness haisl kar sakin gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehant ma he kamyabi hai

                    yes ap nay shi kha hy forex main hum sirf or sirf mehnat say he kamyabi gain kur saktay hain humay forex main kamyab honay kay liyay is main mehnat say kam kurna chahiyay hum forex main bghair mehnat kiyay kamyab bilkul bhi nhi ho saktay hain is main agar humay success gain kurni hy to humay mehnat say kam kurna ho ga takeh humay is main success gain ho or hum acha bous gain kur sakay agar hum is main mehnat say kam kurtay hain to hum is main woh sab kuch hasil kur saktay hain jitni hum nay us pay umeed rukhi hoti hy to humay hamesha ma\ehnat he kurni chahiyay.......
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehant ma he kamyabi hai

                      Dear friends apki baat 100 percent darust hai keh forex me kamiaabi bhi usi ko multi hai Jo friend is me mehnat Kare acha experience hasil Kare.
                      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehant ma he kamyabi hai

                        g han ham agar mehnat karain ge to ham kameyb hon saken ge is liye mehnat se ham ne kameyabi ke liye market mein money management karni hai agar ham ne money management ko follow kiya to ham acha profit kar sakte hain is liye kyon ke market mein rules hi hain jo hmain kameyab karte hain is liye hmain mehnat karni hai learn karna hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehant ma he kamyabi hai

                          G bilkul sahi apne kaha mehnat mein hamesha kamyab hoti hai zindagi mein Jo insan mehnat karta hai vah hamesha kamyab hota hai aur koi insan aisa nahin hoga jis ny mehnat ki aur nakam hoa agar kabhi insan ko nakam ho to usko chahie wah Dil chota na Karen aur apni mehnat ko jari rakhen aur ek din wah zarur kamyab hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehant ma he kamyabi hai

                            g han mehat sAY hi humaen pak fOREx mIN kamiyabi hasil hoti ah agr hum mehnat nahi karty han to humaen kamiyabi kabhi bhi hasil nahi ho sakti ha ..kunkay jo log mehnat mehnat karty7 han kamiyabi unhi ko hasail hoti ha ..is lia humaen mehnat kay sath apna kaam karna chaiya ...or apni mehnat jari rakhni chaiya .. pak forex aik acha business ha jis main humaen mehnat karni chaiya ...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehant ma he kamyabi hai

                              exactly aisa he hai agar kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye jyada se jyada struggle Karni hogi jitna jyada time Forex mein gujar denge ismein learning karenge working karenge knowledge banta rahega jitna jyada knowledge increase hoga best hai koi bhi kam hai struggle kar deni padati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X