Jo bhi kam jazbat ke sath kiya jaaye vah hamesha hi nuksan kab bais banta hai aur trading bahut khatarnak karobaar hai Hi agar Ham isko jazbati hokar karte Hain to Ham kabhi kamyab nahin hote Hain aur hamara nuksan ho jata hai hamen chahie ki Ham kabhi bhi aisi trading na Karen jiski vajah se hamara nuksan ho jaaye a hamen chahie ki Ham hamesha hi hi acche tarike se trading Kiya Karen tab hamen fayda hota hai Hi agar hamari trading acchi nahin hoti hai to hamen bilkul bhi fayda nahin hota hai hamen hamesha jazbaat ko control karte hue kam karna chahie tab hamen kamyabi milegi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим