Pending order ki ehmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pending order ki ehmiyat
    Dear umeed hay ap sab theak hon gy aor enjoy kar rahy hon gay forex trading mein. Main app sy aek ehm baat share karna chahta hon jis ki forex trading mein bahut zyada ehmiyat. Peding order wo hota hay jo hum pehly sy laga dety hain yani k agar market buy mein ja rahi hay to hum aek point select Karen gy k wahan sy humari trade open ho jaye aor isi traha sell limited bhe lagai jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pending order ki ehmiyat

    Dear Forex trading me order two types ke Hote Hain jismein Ham trading kar sakte hain Forex Mein internet order aur pending order donon ki bahut value Hai Kyunki donon hi Hamare liye acche method Hai Kyunki Agar Hamen Kisi bhi order Mein Achcha experience Hai To Ham Achcha Prophet Hazrat kar sakte hain pending order Mein Ham Apne order ko pahle set kar dete Hain jisse Ham profit Le Lete Hain Jab Ke instant Mein Ham Fresh Market ko follow karke apni trading karte hain yah donon hi method profitable hai
    • #3 Collapse

      Re: Pending order ki ehmiyat

      forex main huamin es main boiht mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es mai kamjab ho skty hain hum es main trade lga kar hum es main achay trader bn skty hain forex main hum es main part time be ka m kar skty hain hum es main full time be kam kar skty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain forex 1 acha business hain
      • #4 Collapse

        Re: Pending order ki ehmiyat

        order lga skaty hain so hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain exeprience ho ga tab hi hum achi trade karny main bia snai ho saky gi aur hamain is k bary main trend ko use kar k hi hum achy say trade karny main b i asnai ho saky gi aur hamain m arket main bi knwldge ho ga tab hi hum trade kar k hi hum trade karin gay ta k earn ho
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Pending order ki ehmiyat

          dear friends pending order ki bahut Jada me some Jab Tak Nahin Hota aur Market kimat to sahi tarah se aap Jarur nahin kar sakta To Hamen chahie ki Ham pending order lagakar Chhod Den iske liye fayda hota hai ki Jab markets level tak pahunchta hai tu Kudi Aadhalal Jata Hai Aur Is Tarah Hamara time bach jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Pending order ki ehmiyat

            Pending order for istemal Karke kam karna chahie FIR munafa kar Sakenge for online business Hai Raat Mein Bhi kam kar sakte hain Ham Din Mein Bhi kam kar sakte hain yah Ek Aisa business Hai Jo Hamen aur acchi hai Ham struggle Karenge To Hamen kamyabe mil jy ge forex mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamny loss ho jy ga is mai hamara ki be boss nahi
            • #7 Collapse

              Re: Pending order ki ehmiyat

              dear g han ap nay acha swal kia hay agar ham pending order ko set kr k trae ko karnay kitry karaty raha karein gye to is main ham ko achay say kamybi mil sakti hay aor ham is say agay ki tarf bhi asani say trade ko kr saktay hein q k jis time main trade ham k point tak jati hay yeah khud b khud open ho jati hay aor is say ham ko trade bhi nahi karna peri hay
              • #8 Collapse

                Re: Pending order ki ehmiyat

                Forex trading Mein pending order ki bahut jyada ahmiyat hai Jis Tarah Ke ham market Mein kaam karne se pahle Apne andar set kar dete Hain Ki Jaise hi market ki price use level per Aaye To foreign hi Hamari trade start ho jaaye aur Jaise hi Hamari trade Kisi use level per Aaye Jo Humne set Kiya Hua Ho aur Market Khud BA Khud close ho jaaye isliye Hamare pending order ki bahut jyada ahmiyat hai Hamen Inko watch Karte Rahana chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Pending order ki ehmiyat

                  pending order really aik aik achi opper tunity kaily aik acha trader jab markete ko dhaikta hai to ussay aik khas point lgta hai k ager markete is point tak jati hai tp wo uss point k jany k bad aik khas level tak touch kerti hai.to wo sochta hai ager main is waqt markete main in na huwa to aik moqa miss ho jaye ga.is liiye wo pendi ng order lga deta hai jis ki wjha say ager markete us point tak vchali jati hai to ussay acha profit us ki ghair majogi main ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Pending order ki ehmiyat

                    forex mn pending order sy murad ye ha k jo order hum ny lga dia ho or us py trade abi chal rhe ho or close na hue ho usy pending order kahty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Pending order ki ehmiyat

                      pending orders ki bahut jyada value hoti hai Ham sabko pending orders ka acchi tarah se use karna chahie pending orders ka use karke Ham bahut acchi trading kar sakte hain aur iska news per use Kiya jata hai jab news aati hai to Ham pending orders ka use kar paate Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Pending order ki ehmiyat

                        Pending order bahut zbrdsast chez ha. Aksar jb aik pair pay trade kr rahay hotay hain to hmara analysis kehta ha k agr ic pair ki price is point pay jati ha to me sell ya buy kru ga to apko har wqt chart ya online rehnay ki zarurat nai ap apna pending order set kr lain jb price us jga ko hit kray gi to apka order auto pay active ho jaye ga.
                        Pending order ki misal apko day deta hun misal k tor pay abi Gold ki price 1690 pay ha ap nay zehn bnaya hua ha jb 1700 pay jaye ga to me sell kru ga to ap 1700 pay sell limit lga dain jb bhi Gold 1700 ko touch kray ga apka order active ho jaye ga. Pending order aksar auqat faida mand sabit hotay hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X